FF:Laut aya main..apne Desh ke liye.Ch12 pg31. - Page 17

Created

Last reply

Replies

193

Views

26.8k

Users

15

Likes

200

Frequent Posters

702755 thumbnail
Posted: 13 years ago
dhana ke bacche chod de chandu ko...😡
sambhavami thumbnail
Posted: 13 years ago
Rangila Bhaag Tha ! Bhagwanji Ka Nirvikar Bhaav Humko Bahut Pasand Aaya !!
Edited by Radhikerani - 13 years ago
frozen.devil thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago
dhanu ki itni himmat! nyc updt arushi !
arushi02 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: lucykaede

dhana ke bacche chod de chandu ko...😡

Asal mein to maine Chandu ko fasaya!!😆
arushi02 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: Radhikerani

Rangila Bhaag Tha ! Bhagwanji Ka Nirvikar Bhaav Humko Bahut Pasand Aaya !!

Aapka Bahaut bahaut Dhanyavad! You liked that part?! I didn't expect that! But thats Good!😃
are kissi ko first part achcha nahi laga kya? Dhanu ki scolding pasand nahi ayi?
sambhavami thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: arushi02

Aapka Bahaut bahaut Dhanyavad! You liked that part?! I didn't expect that! But thats Good!😃

are kissi ko first part achcha nahi laga kya? Dhanu ki scolding pasand nahi ayi?



Haan Aayi Na ! ( Aab Kaan Pakar Kar ) Par Comment Karna Bhool Gaye !!
chand1234 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
Vry nice update...:) Sach mein...! Chandu ko buri tarah se fasaya..😆
arushi02 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: Radhikerani



Haan Aayi Na ! ( Aab Kaan Pakar Kar ) Par Comment Karna Bhool Gaye !!

hehehehehehe! Its Ok!!🤣
arushi02 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: chand1234

Vry nice update...:) Sach mein...! Chandu ko buri tarah se fasaya..😆

I know😈 Thanks Chand! Glad you liked it!
arushi02 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago

Flashback-

Dhana aur Chandragupt ke beech yuddha hua... koi nahi jaan paya ki kaun jeetega, par Chandragupt ki sena Dhana ki sena par havi ho gayi... Pata chala ki Dhana ke kuch sainik ne Chandragupt ka saath diya... Durdhara was present there. Vo sab kuch dekh rahi thi. Ek taraf use khushi thi, ki Chandragupt jeetega, par doosri taraf ye dukh, ki uske pita harenge... Dhana ki sena ek tarike se haar gayi thi, par Amatya ne haar nahi mani. Unhone phir bhi apne sainikon ko ladne le liye kaha... par is beech wo Shashank ke hanthon be-rehmi se mare gaye. Chandragupt ne Dhana ko dekha, aur uske aakhon se samne wo moment aa gaya, jab Uski maa marin thin. He said- "Maa... aaj main teri mrityu ka badla isse lelunga!" Then, he shouted "Dhananand!!" and ran towards him. Dhana was also ready with the sword. [Wo chandragupt jaisa nahi tha! Hara hi!] Wo Chandragupt se nahi lad paa raha tha. Chandu talwar Dhana par bhari pad rahi thi. Chandragupt ne apni talwar se, uske hanth par zor se mara, aur Dhana ki talwar uske haanthon se gir gayi. Chandragupt ne apni talwar chod, apne bal ka use kiya, aur phir, Dhana thak kar zameen par gir gaya. Chandragupt picked up his sword and was about to pierce Dhana's chest, but suddenly Durdhara shouted "Pita Shree!!" Chandragupt stopped and looked towards her. She ran to him. "Mat maro unhe aise Chandragupt! Mat maro!" "Aaj main kisi ki nahi sununga. Main apni maa ki mrityu ka badla lekar rahunga!" said Chandu. Durdhara caught his hand and said "Main tumhari peeda samajh sakti hun! Par ye mere pita hain! Main inhe marte hue kaise dekhun! Mana ke ve krur hain, par hain to mere pita hi na! Tumhe baaki inke saath jo karna hai karlo! Par..." Chandu said "tumne mujhe isko na marne ke liye vivash kar diya hai! Bolo! Kaise na marun?? Tumhe aisa nahi karna chahiye, [but he again changed his mind as that picture of his mother came again infront of his eyes...] Par aaj main inhe nahi chod sakta!" He agained picked up his sword to kill him, but Durdhara fell on his legs and said crying "Nahi Veer! Bhagvan ke liye aisa mat karo! Mat karo! Ham tumse bahaut prem karte hain Chandragupt, par hamari dasha bhi to samjho! Mat karo aisa!" Tears came from Chandragupt's eyes. He dropped his sword. Dhana ko to kuch pata nahi chal raha tha. Wo toh bas apna dard seh raha tha! Chandragupt said "Jaa! Aaj teri beti ne tujhe bacha liya! Agar wo aisa na karti, to abhi tak to main tere tukde tukde karke, kabka Cheel-kauyon ko khila chuka hota! Jaa!! Aaj ke baad meri aankhon ke samne mat aana!! Warna teri mrityu aur mere beech koi nahi aa sakega! Jaa! Sainikon! Jao! Isko kisi jungle mein chod kar aa jao! Jao jaldi!
And that was Chandu's biggest mistake.
Agli subha, ek bilkul nahi subha thi. Magadh Rakshas jaise Dhana ke hanthon se mukt ho chuka tha. Akhand Bharat, ka sapna, ab jaise poora hone ko taiyar tha. Charon taraf jashn ka mahaul tha. Sab khushiyan mana rahe the! Sab rangon se khel rahe the, naach-gaa rahe the! Aur mahal mein, Chandragupt raja ke Singhasan par bhaitha! Shank baje! Aur sab bole "Maharaj Chandragupt Maurya ki jai! Maharaj Chandragupt Maurya ki jai!" Acharya ke chehre par bahaut badi muskan thi. Ve sach mein aaj bahaut khush lag rahe the. Chandragupt apni praja se milne bahar gaya. Vo bhi bahaut khush tha. Wo bola "Magadh Vasiyon! Aaj, ek nayi bhor hai, jo Dhananand ke krur shasan se mukt hai. Aaj se aap, ek naya Bharat dekhenge. Wo din... ab gaye! Ab sab Bharat vasi, khushali aur sukh shanti se rehenge. Dhana ke wo niyam kanun ab samapt. Bharat, ab duniya ki unchayi par pahaunchega. Aur main ye bas aise hi nahi keh raha hun. Ye... mera vada hai aapse. JAI HO! Everyone hailed "Jai ho! Jai ho! Jai ho!"
Dhana chup chup kar sab dekh raha tha. Bahaut krodhit tha, par kya karta. Par... tab usne hi pratigya li ki wo is Akhand Bharat ke swapn ko Khand kar dega. Aage aap jante hain!
So my friends, Chandragupt ke raja ban ne par ek baar- JAI HO!

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".