The Intelligence of Chandragupta Maurya
Chanakya said to the lady: "Aryaa! Aapke bete vasthav mein bahut bhudhimaan hai! Mein uske aacharan aur vyaktitiv ke saath bahut prabhavit hoon."
"Woh hamare ek lauthe bete hai aur kafi buddhimani bhi! Replied the mother and added with pride, "aur Kuch saal pehle vah ek paheli hal ki jo poore Pataliputra me kisine bhi nahi kar paya"
"Aisa hai? Paheli kya tha?"
"Aas pass ke rajya ke raja ne ek sher ko pinjare me khaid karke bheja tha. Kaha gaya tha ki sher ko bina pinjre khole hi bahar lana chahiye. Kai log isse janne ki koshish ki hai!
Par Chandu, jo uss samay saath varsh katha, usko laga ki woh pinjar vasthav me moum (Wax) ka tha. Uss ne 2 chad (Rods) garm karke pinjar ke neech laga diya. Jald hi pinjar pigal gaye aur sher ko bahar laya gaya hai!
Hamara raja bhi bhajut prasannn hua hai aur mere bete ko prasansa ki.!"
"Wah keval budhimaani hi nahi par ek janma raja bhi hai! Agar uchit siksha aur gahan parikshan diya jata hai mujhe yakin hai ki wah ek mahan raja sabith hoga," said Chanakya.
"kripya aap itna jor se bath nahi kare! Hamare dushnam har jaga par hai! Ae sashan ka krodh hi tho hai jo hame yaha is sunsan jagah aane keliye vivash kar diya hai.
Wah ek lauta beta hai hamare jo prabhu ne hamare jeevan ki is saanj mein diya hai! Mein usse har keemat par surakshit dekhna chahthi hoon".
"Yaha tak ki uss se alag hone ka keemat par bhi?" questioned Chanakya.
"Haan! Agar uska jeevan aur kalyan ka sunishchith rahe tho! Hum prabhu dwara diye huye kai muddhon ka samna ki aur sir Chandu bacha hai. Mein usse hamesha meri aankhon ke samne dekhna chahthi hoon. Mein usse door bhejne keliye tayyar hoon agar uske suraksha ka aswasan mila tho.
Mein bahut pehle hi Magadh chodna chahthi thi, lekin Senapati ji ne apne matrubhoomi chodna sehmath nahi tha aur usne Nanda ki Sena ka Senapati bangane, jeevika keliye.
Jo bhi Mahamatya aur Chank ke saath hua uske baad hum yahan aane ka faisla kiya. Halaki yahan door hai aur kafi rajdhani se abhi tak mahan aasanka me yaha rehthe hai.
Kal jab tum mere dwar par dastak di, mein ne socha ki tum raja ke sainik ho. Aur vasthav mein dhar gayi thi... Lo wah aagaye hai.
Swetha