U ARE THE ONE
Samay kehte hain samay se balwan koi nahin. Waqt or halaat
Kitna kuch badal dete hain ,satya hai . Rajmahal se dur jana jitna
Saral that tum se dur hona utna hi kathin , socha nahin tha k itna
Bhi koi yaad aasakta hain ki har saans mein jaise tum hi ho.
ASHOK is naam se bohot si yaadein judi hain ,tumhari mitrata, tum
Hara diya hosala, himmat shayd kuch ankaha sa pr sabse badhkar
Tumhara vishwas or saath jise samjhane me der to lagi lekin ek bar jo
Tumhe jana to samjha ki vishwas or saath kise kehte hai. Kitni
Kathnaiyo se guzra beeta waqt or tum us waqt me saath na hote to
Shayd sab kuch kab ka samapt ho chukka hota pr tumhare sahas or
Vishwas se sab kuch sahi ho gya. Ajkal charcha hai ki takshila se vapas
lotne vale ho bas kash ek bar hamari bhent ho jaye kitna kuch kehna hai.
celebrations were in full swing as Ashoka has returned from Taxilla,celebration of his victory , celebration of his bravery,there was happinesss all over Magadh. People were delighted to welcome their "RAJKUMAR ASHOKA". But the person for whom this love and happiness was showering from everywhere was in a different mind of state.
Acharya - kya baat hai ashoka itne vichlit kyo ho,main dekh rahu hun tumhare mukh pr prassanta ki jagah pareshani ke bhav hai.
Ashoka - nahi acharya aise koi baat nahi , praja ke is prem ko pakar to khud ko bhagyashali samjhata hu mai. Keechak ka ant ek missal kayam karega ki atayachayariyo our durchariyo ka magadh me koi isthan nahi main to kisi or ko lekar chintit hun.
Acharya - chintit parantu ab kiski chinta hai ab to sab kuch thik ho chukka hai
Asoka - nahi acharya is abhiyan me aage badhte hue bohot kuch piche chut gya hai, vada kiya tha kissi se hamesha saath nibhane ka pr kartvyo ke prati farz ke chalte kuch karya adhore rah gaye pr ab waqt aa gya hai un vaado ko nibhane ka.
Meanwhile far away in Maghdh, a beautiful girl was walking here and there restlessly in a palace.
Dasi - kya baat hai Rajkumari aap itni vichlit, aj to khushi ka din hai rajkumar ashoka vapas aa gye hai,sb prassn hai or aap bhi to yehi chahti thi ?
Ahankara - haan taara chahti to yehi thi pr ashoka ke aane ki khabr se jaise man our adhir ho utha hai ,jis dil ko itna roka aj vo aj itni jor se dhadk raha hai mano ruk hi jayega, pata nahi kaisa hoga ashoka thik to hoga na vo, sadaiv hi dusro ke bare me pehle our apne bare mein baad me sochta hai
Khud ko jitni chot lagi ho pr dusro ke ghav pr pehle marham lagta hai,kitni mushiklo se guzra hoga takshilla mein pr mujhe purn vishwas tha ki uski vijay nichit hi hogi. Jo acchai ,sahas or sachai ashok mein hai vo adbhut hai, uski inhi baato se hi to prem ho gya varna mujhe to sacche prem ka arth pata hi kahn tha, kash ek bar use dekh pau, mil pau kitna samay ho gya use mile bas ek use ji bhar ke dekh lu .
Now it's the evening time Ashoka was preparing to leave for somewhere, his chetak is ready to take him away to his MANZIL'.
In the palace ahankara is playing with her baby brother, and he is also laughing and chirping with happiness. They both were free now from the evil clungs of sushim and his constant tortures. Suddenly she heard some noise coming from her room. Ahankara sensing it as some danger ready to attack the invader with her katar' started walking toward her room. It was the time of night who can be here at this hour she was thinking and with all the security , whoever it is she is ready to fight. Now she is no more afraid, all thanks to ashoka who make her believe in herself once again
Ahankara - kaun...kaun hai vahn pr,jo bhi hai samne aao, there was darkness except the mashals and diyas lightning
As she entered in her room suddenly someone clamped her mouth from behind,she tried to shout the hold of the invader was very strong but somehow she managed to freed herself from the grip, and finally got the shock of life...or maybe a pleasant surprise