Originally posted by: yamyam
Which is why I said k if as you people say, India is convinced k Kashmir is part of India and if this is what the Kashmiris want, India should not negotiate with Pakistan and should instead focus on the world recognizing Kashmir as part of India
I am silent reader because I dont want into get into India-Pakistan fight
But I have to clear the air.
What world you are talking ?
Kyunki Kashmir per har country ka ray apni apni hogi aur ye foreign policy hai.
Agar world sey aapki matlab UN hai to
Kashmir including POK and Gilgit Baltistan all are disputed
Agar aap UN ki baat kar rahe hain to ye UN main mamla to hai.Kashmir mamla solve karne ki liye UN resolution laya gaya.
Resolution ke hisab sey plebiscite honi chahiye
Jiske liye terms and condition hai. Three steps keh dain
UN Resolution link
upar mainey link dia hai UN website ka.padh saktey ho
Pehla step Pakistan has to withdraw its army completely from POK for fair referendum.(Kyunki Pakistan is considered as aggressor)
Pehla step ho gaya to
Dusra step ke hisab sey India ko bhi arrmy hatana hai but minimum army presence apni defence ke liye rakhna chahiye to defend itself from Pakistan aggression.
In dono steps sey agar UN body satisfied hoti hai to
Tabhi plebiscite ho sakti hai.
Pakistan kabhi apni army ko POK sey hatane ke liye raji hi nahin hua.To ye pehla step hi ho nahin paya.So ye mamla kabhi solve nahin hua.
edit-Main is thread ki ladhai ka hissa nahin hoon so meri Pakistani friends and Indian friends.Dono ko alvida 😆
Edited by ChotaBheem - 8 years ago
9