Ravi...jiska crore-ron wala chehra hai ๐คข hum aap se ek sawaal karna chahte hain.
Aapne crore-ron rupai kharch kiye, chehra banaane mein, ya chehra bigaadne mein? ๐ Kyun ke aapke andar hamein kuch durust dikhayi nahin deta.
Sab ujdaa huwa hai, sab sadaa huwa hai.
Aapki baatein toh Subhan-Allah...bohat hi ghatiyaa hain. Aapki nazrein jo auraton ko taakti hain, woh toh bohat hi neech aur giri huwi lagti hain. Aapki "superstar" image, kaheen aapki dimaaghi bimaari ka nateeja toh nahin? Kyun ke aaj tak toh hum kisi ek insaan se nahin mile jisne kabhi bhi aap ka bhool ke bhi zikr kiya ho. Meri kaam wali bai bhi nahin. Hamara doodhwala bhaiya bhi nahin...road ke us paar mechanic bhi nahin...toh issi liye apne aap ko zameen par le aaiye...kyun ke Bhojhpuri cinema aap se nahin banta hai...aur bhi log hai, jaise Manoj Tiwari ๐
Aur yeh kya apni biwi/begum ko bhare sansaar mein zaleel karte rehte ho? Kaun laundi saamne naachi, us par dil phenk dete ho. Kutte ki zaat bhi dekh kar mu maarta hai...aap ka toh mu hi khulaa rehta hai hamesha ๐ก Zara toh sharam kariye...biwi bachchon ko pakaakar nahin, baatein karke nahin, sirf izzat dekar, pyaar jataaiyega...
Jis din aap yeh ek kaam karenge, poori duniya aapki kaayal hojayegi...
Jai Hind! โญ๏ธ