Originally posted by: Adorable_Ankita
sarah meet de most crazy and sweet member of de house..jab saara ghar sota hein tabbhi angel aur arshad batein karten hein😆
Oh oh angel ... nice to meet you here again😳😆😆 ab main aa gai hoon na saara ghar sota hai ya nahii😆
Originally posted by: angelic eyes
haan sarah anku ne ekdum theek kaha hain ki jab sab sote hain arshad aur main baatein karte hain!!!😉😆
haan haan angel, tum dono ki conversation ab mujh se bachi nahi rahegii😆😆