na re...sallu ne bb ke decision ko sahi bolne ke liye stand liya tha😆😆 kya kiya salman ke saath bb ne😆😆tabhi toh pehli fight par hi bol diya tha salman ne iam not going to host again ..yeh unfairsaman trend toh baad mein shuru hue😉
You mean Salman ne STAND liya? Ab toh Gauhar ka winner toh banta hai boss... Bhai ke mafik stand jo liya... Winner toh banana hi tha. 😆