Originally posted by: Chingaari
😒 pakke wale kameene ho tum log
tum logon ki setting hai na karri wali 😳 mujhe bhi batao na kya rate chal raha hai aajkal
yaar iss havanna ka samajh nahi aaya ..itni safe kaise ho sakti hai ye😲
Dekh teri friend foolwa bhi nahi aayi na hi cookiee..