Loopholes dhundhne ke chakkar main yeh 10 baar letter padhti hai aur jo actual task hota hai wohi bhul jati hai end main. Big empty brain.Originally posted by: TrickyMind
Itna bada instruction letter, Ruby ko kaise yaad rahega yeh sab 😒 iss baar toh 5-6 baar padhna padega task samajne 😆