🤣
Omg kya barsi h Aarti aasim pe 🤣
Aasim ka face dekhne layak tha🤣
Itna bhok raha tha aawaj hi bandh hogayi uski🤣
Aaj agar Aarti or sana sach na bolti na to hamesha ki tarah aasim ka drama start ho jat ye gaali de raha h sid ne mujhe gaali diya phir camera ke yaha jaake is baat ko repeat karta or sub asim ka bola bhool jaate😆
But thanks to Aarti and sana aasim ko dho dala🤣