Is bb planning Sid ka swayamwar
I mean
Rashmi - linkup, frnd whatever
Aarti - Janam Janam ki premika
Shehnaz - kuchikoo wala pyar
Shefali - khoya hua pyar
Sala Har dusri ladki iski special friend h
And ppl say Paras sanskari Playboy h
and arhan to dono ka patchup karake kanyadan bhi karne ko ready tha
Big boss had expectations from Sid
Unko nahi pata tha yeh Kabir Singh 2.0 niklega