Swagatam suswagatam sabka iss mangal bela mein jahan hum sabhi milkar manayenge humare pyaare PrAja ke milan ka pawan parv!
"PrAja,
Jinhone humare dil ko hai churaya vo Praja❤️
Jinke bina aajkal din lage adhura vo Praja😭
Jo raat raat bhar sapno mein humse drooling karwayein vo Praja
Jo hai ek dusre ke liye bane vo Praja😳
Aur jo hum Prajajano ko kuch duniya walon se ladwa jaye vo Praja😆😉"
Kyun mante ho na?😉😉
Toh aage badhne se pehle kuch yaadein taza ki jayein?😃

Bas uska raag sunata tha
Uss balak ke kadmo ko
Parvat bhi rok na pata thaa
Mewar ki dharti ka har kan
Jise apna laal bulata tha
Vo mahabali, vo mahaveer
Vo maharana keh lata thaa
Jo apna seesh jhukata tha
Apne pita ki aagya ko
Ishwar ki vani bata tha
Jiski talvar ki jhanik se
Dushman ka tan ghabhrata tha
Vo ajar-amar woh shurveer
Woh maharana keh lata tha.


Vo pavan jaise shankh koi
Har dil ko choo le uska sneh
Vo nirmal sheetal ajabde



Na na na naana na na chhan chhan chhan chhan chhan...
Ho tum hi toh ho
Bas tum hi toh ho
Dhara gagan mein
Tum hi toh ho
Hriday nayan mein tum hi toh
Tum hi toh ho haan tum hi toh ho
Mann mein ho tum, Har kshana mein ho tum , Mere kan kan mein ho tum...



"Ajabde, Aap sadaiv humara pehla prem thi hain aur rahengi"❤️
Toh chalo ab sabhi kamar kass lo, chittor waasis and bijolia waasis,
Toh jhoomo toh naacho aao mere sang nacho gao..🥳
Poore ho rahe hain Praja Togetherness ko 2 saal...😃😃😃
Chalo seat belt zara kass ke baandh lo, aa rahe hain aap sabhi ke liye niyam...
-Yahan aap koi bhi kirdar nibha sakte hain lekin jo chittor waasis hain vo chittor ke aur bijolia wasi bijolia ke kirdar hi le sakte hain.😛
-Celebration day tak aapko ussi kirdar ko nibhana hoga aur ussi ke anuroop baat karni padegi😃😉
-Kripya yahan Shuddh hindi ka prayog karne ka poora PRAYAS karein.😆
-Ek dusre ki tang khiche, mauj masti karein kintu Pyaar se, aakhir humare Praja ka milan hai.😛
-Tayyariyon mein ab jut jao sab jaldi jaldi, samay ki bahut kami hai.😳
Ghani Khamma!