Haan haan haan!!
Aa gaya...
Ab phoool ke Nakhre is such a biggg subject (coz they are never ending), I think Mujhe songs ki PhD karni padegi is madam ke liye...
So...
Phoool ka nakhra no.1
"Kunwar Pratap kitne ghamandi hain! Ve nahi jaante ki ham bhi Marwar ki rajkumari Phoolkanwar Rathore hain!"
Song goes...
"Ladke, O re ladke...
Kahan se aaya hai re tu...
Pyaara, hai shakal se
Akal ka Maara hai re tuu...
Rajputana me breaking news...
Haye re mera nakhra...
Marwar se Leke Mewar...via Agra!!!"
Phool ka nakhra no. 2
"Popli, hamare Shringaar Karo. Aaj ke samaroh me Hamse adhik khoobsurat Aur koi nahi dikhna chahiye!"
"Popli, hamare haath ki anguthiyan to badalna. Ham ubh chuke hain inhe dekhte dekhte!"
Song be...
"Gulabi aankhen...
Jo Meri dekhi
Deewana har dil...ho gaya...!
Sambhalo Khud ko...
O rajkumaron...
Sambhalna mushkil ho gaya...!
Mujhsi kahin...
Koi nahi...
Jo sabke khaabon me hai
I'm the one!!
Ladke mere...
Peeche chalen...
Me sabke aage hu I'm number 1!"
Phool ka nakhra no.3
"Ajabdeh, aap apni Bachpan ki sabse achchi Sakhi ke viruddh jayenge??!!! Vo bhi us vyakti ke liye jisse aap Abhi Abhi mili hain?"
"Vada kiya tha na aapne Ajabdeh, ki hame jab bhi aapki aavashykta hogi, aap Hamara saath dengi...Aur aaj, jab hame aapki itni Adhik aavashykta hai, to aap apne vaade se mukhar rahi hain?"
The song is...
Jo vaada kiya hai vo...nibhana padegA...
Chahe roke zamana...ya roke khudai...
Tumko aana padega...
Jo vaada kiya hai vo nibhana padega...
Pratishodh ki nigahon na awaz di hai...
Maitri ki raahon ne awaz di hai...
Hamari maha gyani, param santoshi
Sabse priy Sakhi...
Chodo mukarna
Jo Bada kiya hai vo no bana padega
Next situation...
When Ajabdeh starts imagining Pratap around her everywhere and when Pratap actually comes, she thinks that he is just a fragment of her imagination...
Edited by Aru_A - 10 years ago