Originally posted by: sushma_marawi
Actually kya hai na papa ka new office bhut door hai to wo khana kha kai jata hai lunch mai nahi aa sakta or hamara yaha sub ka liya ek baar hi khana banta hai to ab khana bana hota hai to 12 baja tak kha lata hai,or wasa bhi mai bhut chatori ho 😆 dinbhar khata rahti hu😃