Part 7:
Nxt morning :
Ajbdhe wake up Smiling remembering the last night How pratap hlped her in wearing the saree and the eyelock.
Ajabdhe said pratap who is knocking the door.
Ajab opened the door.
P : good morning.
A : good morning with a sweet smile.
P : oye hoye kya baat h, bada smile kar rahi ho.
A : toh kya rote rote tumhe GM bolun. Tumhari tarah nhi ki humesha chhere par Khadusiyat baithye rakhun.
P : kya ? Khadusiyat You mean Khadus.
A : ya ya yay a
P : whatever.
A : tum itni subh subh mere room mein ?
P : tum aaj mere saath Doc ke paas chalna.
A : kyun bhalla ?
P : eyes checkup maidam. Tea dhikh nhi raha tumhe.
A : ohhh haa.
P : aah !! not your fault. Jab saamne itna handsome banda ho toh toh aur kuch kaise dhikega.
A : muh miya mithun.
They both sat on couch. And start drinking the tea.
A : chai toh hum dono..
P : neeche v sakte the na ? yahi puchne waali thi naa.
A : haaa tumhe kaise pata chala.
P : smiles !! wo kya h naa mujhe shuru se hi apne room mein hi mornig tea pine ki aadat hai.
A : smiles.
P : chalo ready hokar neeche aajao, office ke liye v nikal naa hai.
A : yaa..
They both went to get ready.
Ajab wore her dress and got down. She sat for breakfast, but pratap was not there.
A : kaka pratap kaha hai. Aur bache.
K : bache school gaye, sahab bacho ke room mein hai. Main bula le aata hun.
A : nhi nhi aap breakfast lagaye main bula le aati hun.
She head towards The room. Pratap was getting ready. Combing his hair. Ajabdhe was staring him..
P : yaha aakar v ghur sakti ho, main kuchnhi bolunga.
Ajabdhe back into sense.
A : breakfast lag gaya hai, aajao.
P : are ruko ajab.
A : kya.
P : wo mere shirt ka buton tut gaya hai, aur mujhe lagana aata nhi, toh kyat um lagaa dogi.
Hekho kal maine tumhari hp ki aaj tum meri kardo.
A : are theek h itna girgirao mat. And laughed.
P : shirt doon.
A : nhi mian kar lungi.
P : paas aane ka bahana.
A : kya and hit him. Dedo shirt.
P : are Mazak kar raha hun yaarr. Karo karo waise v late ho rahe hai hum.
She start stichng out. Pratap was staring her, her beauty, her eyes. She was very close to him. The hair spilts were coming on her face, and was disturbing it.. she was unable to remove it because both the hands wre busy, from one han she was holding the edge of shirt and from one hand she was stiching i.
Pratap removed the hair from her face and put it behind the ears. And they share a eyelock.
K : sahab breakfast ready hai.
Eyelock broked.
A : hogaya.
P : hmmm. Thank you
A : smiles.
They were just on way to have breakfast, Pratap mom dad eneter the house.
D : hey pratap.
Prtap went n hug his dad and mom.
D : are ajabdhe kaisi ho ?
A : good morning sir. Wo main...
Pratap mom : are don give explanation. Pratap ne hume sab bata diya hai. Hope ki tumhe yaha dhikat nhi hui..
A : nhii mam..
M : ye office nhi ye ghar hai n mam nhi chalega. You can call me aunty
A : ji aunty.
P : toh kaisa raha function.
D : function choro tumhare liye good news hai.
P : good news ? kya.
M : humne tumhari shadi fix kardi hai.
Recap : suspense...