Wow ! Thanks a lot everyone for your support !
Now. I am starting the second part of my story.
Part #2
In Bijoliya !
Pratap arrived infront of the mukhya dwar.
HB was welcoming him.
HB : Andar ajaiya Kunwar Pratap.
Pratap was still standing outside the door.
Pratap : Voh..Hum..Hum..Andar Ajaaye ??..
HB : Are hum kehrehe hai na ajaiye andar.
Pratap : Hum apse puchna chahte the..ki... Hansa Masi ji...voh..hum...
HB : Kya bat kya hai ?
Pratap : Closed his eyes and said within a fraction of seconds.
Ajabde kaha hai ?
HB smiled.
HB : Ve puja kar rahi hai.
Pratap : Oh ! Isliye humse milne nahi ayi.
Pratap came inside. He went to the mandir.
Ajab was sitting infront of Kanhaji.
Ajabde picked up the ' puja thali ' and was about to go then Pratap came infront of her.
Pratap was looking at her , he was lost in her eyes.
After sometime..
Ajabde : Kya dekh rahe hai ?
Pratap : Apko ! Matlab Hume apse bohot sari bate karni hai.
Ajabde : Humare pas vyarth ka samay nahi hai hume bohot kam hai.
Ajabde went from there.
Scene changes
Pratap shocked to see Ajab's behavior.
Ajab was standing in the virandah.
Pratap : Kya hua hai apko Ajabde ?
Ajabde : Kuch nahi.
Pratap : Ap humse batkyu nahi kar rahi hai. Dekhiye Ajabde , humne apke sakhi ke sath thik nahi kiya hume pata hai. Par halat hi kuch aisa the ki hamare hath me kuch nahi tha. Hum kya kare ?
Ajabde : Humne kuch kaha hai apse is vishay me ?
Pratap : Vohi to bat hai , ap kuch kehti kyu nahi hai . Ap chahe to hume datiya uch bhi kijiye bas humse bat to kariye.
Ajabde was going from there.
Pratap hold her hand.
Ajabde : Hamara hat choriye Kunwar Pratap ?
Pratap : Jab ap hume nahi batayenge ki hamari galti kya hai to hum kaisa chorenge ap ka hath.
Ajabde :Kunwar Pratap , pata hai Phool ekdum hamari jaisi hoti ja rahi hai.
Puja , sabk khayal rakhna , in sab me uska dhyan ja rha hai. Hum ye bohot pehle se hi chahte the.
Pratap : Hum Chittor se yaha apse Phool ke bare mein bat karne nahi aye hai.
Ajabde : Ap Phool se vivah karlijiye.
Pratap : Humne pehl hi apse kaha hai ki kyun hum Phool se vivah nahi kar sakte.
Ajabde : Phool ekdum hamari tarah hogay hai. Ap dekhiyega na apko pasand ayegi vo.
Pratap : Phool apki jaisi ho gayi hai. Ap to nahi hai na. Hum sirf aur sirf Ajabde Bai Sa ko pasand karte hai , Madwad ki rajkumari PhoolKanwar ko nahi.
Ajabde : Acha ! Itna hi pasand hai hum apko. Thik hai , toh ap Phool se nahi humse vivah karna chahte hai ?
Pratap : Han baba haan...
Ajabde : Agar ap humse vivah karna chahte hai :
To apke pas 2 raste hai - aP HAMARE SATH EK PRATISPARDHA KIJIYE.
Pratap : Kaisi pratispardha ?
Ajabde : Talwarbazi ki.
Pratap : Is pratispardha me agar hum jeete toh --
Ap hamare sath chalengi aur agar ap jeete toh ap hamare sath nahi chalengi.
Ajabde : Nahi. Is pratispardha me agar hum jeete toh Ap yaha se sada sada ke liye chale jayenge. Iska matlab hoga ki ap hamare yogya hai. Par hum agar hargaya toh isse ye siddh hoga ki hum apke yogya nahi hai. Toh Agar Ap jeete to apko 2 saal ke liye humse dur rahna hoga. In do salo me ap agar chahe to kisi bhi kanya se vivah kar sakte hai isse ye sidh hoga ki hum apke yogya nahi the. Par agar apne kisi bhi kanya se vivah nahi kya isse sidh hoga ki hum apke yogya hai. Isliye apne 2 saal tak hamara intezaar kiya.
Pratap : Hume koi pratispardha nahi karni. Ye kaisa shart hai. Isme hume apse to dur hi rehna parega na.
Ajabde : Ap agar hume itna hi pasand karte hai to ap 2 saal intezaar nahi kar sakte.
Pratap :Hume apke liye to sara jivan hi intezaar kar sakte hai , toh ye 2 sal kya hai ?
Thik hai Ajabde , ap agar aisa hi chahte hai to thik hai. Par hum koi pratispardha nahi karenge ap ke sathHum chittor ja rehe hai. .
Ajabde : 2 salbad ap humse vivah karenge na ?
Pratap turned around.
Pratap came running towards her and hugged her.
Pratap : Ajabde , ap humare karib rehna chahti hai to ap hume apneapse dur kyu bhej rahi hai ?
Ajabde : Kunwar Pratap , ap shurvir hai , Mewad ke rajkumar aur hum bas ek samanth ki putri. Hume in 2 salo me ye dekhna hai ap keliye koi aur humse behtar Rajkumari intezaar to nahi kar rahi.
Pratap : Aisa ho hi nahi sakta , aisi koi bhi kanya nahi hai jo ap jaisi ho.
Ajabde smiled !
Pratap was leaving Bijoliya. Ajab was standing in one side of the door. Pratap turned around after riding on his horse.
He saw Ajabde , and said , Hum apka intezaar karenge aur apko thik 2 sal bad yaha se lejayenge Ajabde , ye hamara vachan hai apse.
Ajabde : Hum bhi apka intezaar karenge Kunwar Pratap.
Pratap went !
They both were crying !
A LEAP OF 2 YEARS !