Thankyou so so so sos so much for ur lovellly & awesome & fabulous commentzz !!
Here is the Part #4 of my story !
Read it and do comment as well !!
Pratap woke up and he saw Ajabde in his room , she was standing just beside his bed.
Pratap : Areh ! Hum itni der tak kyu sorahe hai.
Ajabde : Ap der tak nahi so raha hai , hum hi bohot jald nind see jaggaye the.
Pratap in comedy mood.
Pratap : Oh ! To Hamare bina ajkal apko nind bhi nahi ati hai na Ajab..
Ajabde : Ap bhi na Kunwar Pratap !
Asa koi bat nahi hai.
Pratap : To kaisi bat hai Ajab.
Ajabde : Hume nahi pata.
She ran away from there.
Scene Changes.
Pratap thinking , Ajab kar kya rehe thi vaha. Sach me ve hume dekhne to nahi ayi thi.
He was thinking and walking and suddenly he faced Rao Mamrat ji.
He recalled his memory that Ajab said " Ap data se bat kar sakte hai "
Pratap : Voh...Hum apse kuch bat karna chahte hai.
Rao Mamrat ji : Thik hai aiye. To Kunwar Pratap yudh ki sthithi..
Pratap : V...Vivah !
Rao Mamrat ji stopped and looked at him.
RM ( rAO Mamarat ji ) : Vivah ! Kiska vivah ? Kaisa vivah ?
Pratap : Voh ! voh .. ha...haaa..ham. hamara vivah !
RM : Kiske sath ?
Pratap : Voh hum kehna chahte the ki..ki...ki..voh
Ajabde was watching them from one corner..
Pratap : Voh..hum..
RM : Arey kuch spasht bataiye na..
Pratap suddenly saw Ajabde peeping from the corner and he forgot everything... and said...
Pratap : Hum apke putri Ajabde se vivah karna chahte hai. ( He was still lookng at Ajabde only )
Ajabde bent her head and was smiling.
RM shocked.
RM : Kya ap Mewad ke shurvir Kunwar Pratap kaha is samant ki putri Ajabde se vivah karna chahte hai ?
Ajabde looked at his faather in a serious mode.
RM couldn't see Ajabde she was hidden.
Pratap looked at Rao Mamarat ji and said...
Pratap : Hume toh Ajabde hi pasand hai Rao Mamrat ji. To agar apki agya ho to hum Ajabde...
RM : Arreh Kunwar Pratap. Ajabde apke yogya hi nahi hai.. Ajabde me aisa kya hai ki ap usse vivah karna chahte hai ?
Pratap : Aha.. Apne ek bhul kardi. Ajabde hamare yogya thi aur hai. Ajabde ek aisi kanya hai , jise samajhna bohot kathin hai Par agar koi samajh jaye na to use pasand kiye bina voh reh hi nahi sakta.
Ajabde was crying and still she gave a slight smile.. ( She was listening to all these hiding behind a pillar in a corner )
Pratap : Hume dukh bas is bat ka hai , ki ap kabhi unhe samajh hi nahi paye. ghanni khamma
Pratap went from there.
Scene Changes.
RM was recalling whatever Kunwar Pratap said to him.
HB : Ap kaha the Rao ji , hum apko dhundrahe the.
RM : Kunwar Pratap hamari Ajab se vivah karna chahte hai.
HB : SMILED.. Ye to bohoti uttam prastav haai. Humne apse kaha tha na Rao ji. Humne bohot pehle hi Kunwar Pratapp ke akhon me Ajabde ke liye komal bhavnaye dekhi thi.
RM : Sach.. Humne kabhi sapne me bhi nahi socha tha.. Ki Kunwar Pratap humse ake hamari Ajabde ka hath magenge aur kehenge ki ve unke yogya the bhi aur hai bhi.
Humne harbar hamare Ajab ko galat samjha. Unhe samman nahi diya , par aj , aj hum hamare bhulo ki prashchit karenge.
Hum hamare beti Ajabde ka vivaah Kunwar Pratap se karvakar use vohi samman vohi adar vohi sthan dilwayenge jiski vo hakdar thi par hum kabhi use voh nahi de paye.
Hansa Bai ji smiled and said : Hum abhi Jaywanta ko sandesha bhijwata hai. Kitni taiyariya karni hai , hamari Ajabde ki vivah hai na..
Scne changes.
Kunwar Pratap was standing infront of the window of his room.
He was thinking : Ajabde ko kitna bura laga hoga ve to vohi pe khari thi. Nahi hume unse bat karni hogi.
Suddenly Hansa Bai ji came.
Pratap : Hansa masi ji , ap yaha..
HB : Haan hum yaha.. Ab kya hum hamre jamai ke kamre me bhi nahi asakte.
Pratap : Nahi aisi bat...
He was shocked by what he heard right now.. " Jamai " !
Pratap : Hansa masi ji... Hum " Jama...i..
HB : Rao ji ne apke aur Ajabde ke vivah ke liye agya di hai. Aur voh bohot khush hai is bat se.
Kunwar Pratap was verrry happy.. he was running towards Ajab's room.
HB : Aur haan Kunwar Pratap Humne apke rani ma ko ye sandesh bhejdiya hai.
Pratap's voice came there : Thik hai Hansa Masi ji..
HB Smiled and said : Ajabde kitnin soubhagyashali hai ki unhe Kunwar Pratap jaisa pati milna jaraha hai.
Precap : Pratap went to Ajabde's room and said : Apke data ne hamare vivah ke liye agya de di hai.
Ab Ajab hum apko kuch bhet dena chahte hai.
If u liked it then quickly leave some opinion ! And will update the 5th art as soon as possible !