
Asha: Hogaya tum dono ka reunion toh mujhe milana tha kisse se. Yeh hai Alisha. Meri new flatmate and batch mate too.
Muskaan: Hi I am Muskaan.
Noor: Hi. Hum hain Noor Siddiqui.
Alisha: Hi Muskaan. Hi Noor. Acha laga tum logo se milke. Hope I will be friends with you.
Noor: Hum zarur friends bane ge. Hum kaafi hangout karte hain malls, restaurants main. Aap bhi ajana abse.
Alisha: Aap log friends kaise bane.
Muskaan: Main aur Noor toh school time se saath the aur phir college bhi. Lekin different courses. Aur Asha bhi school mai saath thi. Lekin college different.
Alisha: Jahan hum mil gai.
Noor: Aur aapki family main kon kon hai
Alisha: Mere parents hain sirf. Wohh dosri city mai rehte hain, aur mera admission yahan hogaya. Ab wohh yahan sab chor ke thodi aai ge.
Noor: Sahi baat hai
Alisha: Aur tumhari family mai?
Noor: Hamari family mai hamari Ammi hai jo humse bahut bahut bahut zyada pyaar karti hai usually sab moms ki tarah. Hamare Abu hain, jo thode strict hain...
Muskaan: Usually sab dads ki tarah
Alisha: Hahahaha...Aur?
Noor: Aur hamari Appi hai.
Alisha: Kya karti hai tumhari Appi:
Noor: Appi City hospital mai nurse hain. Do saal hogai unhe kaam karte hue aur hum bahut fakhar se bol sakte hain, wohh hospital ki one of the best nurse hain. Aur yeh sirf hum aise hi nahi keh rahe, humne dekha hai. Appi ke liye kaam ke waqt unke patients ke ilawa kuch important nahi hain, hum bhi nahi. Iski wajah se unhe hospital se toh awards mile hi hain, balke unhe country ke prestige award ke liye nominaate bhi kia gaya hai.
Alisha: Wow yaar. Itni choti si age mai itni success.
Noor: Allhumdulillah.
Noor: Aapne Aditya aur Pooja ka account kyun maanga humse.
Zoya: Kyunke humein kuch check karna tha.
Noor: Karlia check aapne?
Zoya: Noor, humne dono ke almost har social networking pe accounts dekhe aur humein kuch ajeeb sa laga.
Noor: Kya matlab
Zoya: Pooja ke account pe sirf Pooja ki photos hain aur unke friend, family hain.
Noor: Yeh toh normal hai na
Zoya: Abnormal hai Aditya ka account. Unke account ke har photo mai Pooja hain, even unki profile picture mai wohh hai. Aur humne unke following bhi check ki, sirf Pooja hai. Aur Pooja ke account pe unke sab friends hain.
Noor: Toh appi kya matlab iska
Zoya: Iska matlab Pooja bossy hai.
Noor: Sirf accounts ki following aur photos se apne judge kar lia keh Pooja bossy hai.
Zoya: Sirf yehi nahi. Uss din bhi
Noor: Appi aisa kuch nahi hai. Hum bahut thak gai hain. Aap sojao.
Next day she had a tough day at work with a lot of patients. She got free in the evening. She called Noor to pick her up. She told that she had some assignment in college and she was with her friend doing it so cant come to pick her up. Zoya booked a cab which came on the same timings as the rain.
Aankhon ke darmiyaan
Tu ab hai iss tarah
Yeh mausam ki baarish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh dhoondhe
Yeh milne ki khwahish
Yeh khwahish puraani
Ho poori tujhi se
Kabhi tujhme utrun
Toh saanson se guzrun
Toh aaye dil ko raahat
Main hoon bethikana
Panaah mujhko paana
Hai tujhme, de ijazat
Na koi darmiyaan
Hum dono hai yahan
Phir kyun hai tu bata
Faasley...
Yeh mausam ki baarish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh dhoondhe
Yeh milne ki khwahish
Yeh khwahish puraani
Ho poori tujhi se
Hawaaon se tera pata poochta hoon
Ab toh aaja tu kahin se
Parindon ki tarah yeh dil hai safar mein
Tu mila de zindagi se
Bas itni ilteja
Tu aake ik dafa
Jo dil ne na kahaa
Jaan le...
Yeh mausam ki baarish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh dhoondhe
Yeh milne ki khwahish
Yeh khwahish purani
Ho poori tujhi se
Driver: Kuch kaha aapne.
Zoya: Nahi...Kitna aur time lage ga?
Zoya was busy watching the rain, thinking about the rainy couple and eating the pakoras that she didn't heard her mother.
Ammi: Aaj aapne kya
Zoya: Kuch nahi aap batai kya keh rahi thi.
Ammi: Hum yeh keh rahe the keh kal aap bahut busy hongi
Zoya: Wohh toh roz hi hote hain. Koi nayi baat thodi hai.
Ammi: Aap toh aise keh rahi hain jaise bahut musibat hai zyada kaam hona
Zoya: Bilkul nahi Ammi. Humein toh acha lagta hai kaam karna. Magar logon ko aise beemar dekhna aur khas kar ke unke rishtedaaro ko takleef mai dekhna. Wohh nahi pasand humein.
Ammi: Yeh toh hai beta. Beemari toh har insaan ko aati hai. Aur kareebi logon ke liye yeh bahut takleef de baat bhi hain.
Zoya: Aap kyun keh rahi thi kal busy honge hum. Koi khas wajah.
Ammi:Aaj dekha nahi aapne, kitni baarish hui bina mausam ke. Issi baarish ki khushi mai kaafi log maze lene chal diay honge aur phir beemar par jai ge.
Zoya: Sahi baat hai. Yeh baarish ki wajah se mausam toh badle ga hi saath mai kaafi bure jaraseem bhi phale ge. Aur burden phir hospitals pe aai ga.
Ammi: Issi liye aap jaldi se pakore khatam kare aur phir thodi der sojai. Kya pata aapki kal ki shift aaj se hi shoru hojai.
Zoya: Hamara hogaya. Ab jaa rahe hain sone. Aap please Noor ko call karke dekh lijiye ga warna wohh der se aai gi, phir abu ke saath behas kare gi.
Ammi: Haan hum dekhte hain. Aap so jaiye. Aur alarm laga lijiye ga.
As soon as she laid herself, she was asleep.
Zoya: Phone aaraha tha aur humein laga keh alarm hai.
Ammi: Acha jaldi se tiyar hojai...Noor uthi hai wohh le jai gi aapki. Bahut raat hogai hai akele mat hi jai toh behtar hoga.
Zoya got ready in no time. As said Noor took her sister to her work. It was heavy raining still. Noor dropped her and stayed there so if she needs to come back now, she is there. Zoya went to her department and got ready in her uniform. She was informed that a high profile case had come in the emergency department and they needed the best nurse on urgent basis.
Doctor: Nurse Zoya...The patient just got diagnosed at pneumonia. She has been given an injection, the next two injections have to be given after 2 hours. Then we will see the progression and shift the patient to the private room.
Zoya: But doctor what's the need for these many doctors. I agree the case is high profile, but there are other patients too who may need these doctors.
Doctor: Nurse, the patient is in trimester 1 of pregnancy and she developed pneumonia. Do you understand what it means? Fetus is not in good condition neither is the mother. We could be losing both of them. We need to be fast in our treatment with the best consultations. Now if I have answered all your doubts, can you go and collect the blood tests for the lady please.
The doctor went back again to the patient. She tried to see the patient but the only thing she could see was a pink and golden cloth emerging from the bedsheet. Followed by the doctor's glare, she literally ran towards the lab. In the lab, while she was waiting for the reports, she thought about the patient. It then clicked to her, the patient was wearing the same kind of cloth which the raining lady was wearing... Maybe she was the one.