Originally posted by: ..Ramya..
Aaj tak maine sirf yeh suna ki logh pyaar mein pagal ho jate lekin pehli baar sun raha hoon ki logh nafrat mein bhi ho jate.😆 Bechara zain bhai 😆
Iska ab kuch nhi ho sakta, Billu !🥱
M feeling sad for my Ex-Devaar! 😭😆
pata nhi kya kerga ab! suicide wala option hi best hai us k liye ab 😆