đ
aliya- jo hua tha aisa kaise ho gaya ki huamri bunyad hi hilla di kya itne kamzor hote hai khoon ke aur dil ke riste jo ek jatke mein bikhar jaye
zain-ristey chhahe dil ke ho ya khoon ke use hoti itni mazboot ke chahe us par haazar war karo toote hi nahi
zara-ristey pyaar se joodte hai aur pyaar vishwaas hota hai jahan vishwaas wahan pyaar
rasheed-ristey chand rupiyon mein bik jate hai ...pyaar chahe bhi toh use jod ke nahi rakh pata
barkat-pyaar ristey ki neev hoti hai par jise pyaar se hamesha hi dooriyan mili ho woh pyaar ko kaise apnaye
zubair- kuch ristey khoon se bhi bade hote hai ... jaise pyaar ka rista
toh kya aise ristey kabhi apni manzil tak pahunch pate hai yaa bikar jaate hain inke neev ...
i will post my first part soon do comment ... fingers crossedđ„ș