OS: "Main tumhe mana lunga" (Part 2)
Next morning Zain packed his back met Suraiyya & Osman, took their blessing & went Airport for Bhopal.
In Bhopal preparations of Shab-e-Mairaj were going on. Aaliya was un-packing her suitcase, just then her cousins came & told her. "Aapi apko bahar bula rahe hen".
Leaving the suitcase she went outside & asked Shabana,
Aaliya: Jee Ammi apne bulaya?
Shabana: Haan Aaliya zara meri kaam me kuch madad kara do/
Aaliya: Haan Ammi zarur.
Shabana: Ek kaam karo tum Sheer Khurma bana do wese bhi bhot din se tumhare Abbu ko tumhare hath ka bana Sheer Khurma khane ka dil chah raha tha.
After nodding Aaliya went into kitchen & started making Sheer Khurma & remembered the first when she made Sheer Khurma & Zain tasted it.
She was lost in his thought just then a voice came..
Zain: Mere bare me soch rahi hona?
Aaliya: Koi nahi tum apne bare me itni khush fehmiyan mat palo main tumhe miss nahi kar rahi.
Shabana: Aaliya? (Waved her hand infront of her)
Aaliya: Han..Hann Ammi?
Shabana: Kya hua kahan kho gayi fata fat bana de sheer khurma.
Aaliya talking to herself: Ya Allah! Yeh kitkit mere peecha kyun nahi chor raha bas abb me uske bare me nahi sochungi.
After saying this she took Sheer Khurma in the bowl & went outside the kitchen & sat with Ghulam Sahab;
Ghulam: Aaliya sab theek to hena?
Aaliya: Jee Abbu sab theek hai.
Ghulam: Tum kehti ho to manleta hun.
Shabana came & asked:
Shabana: Arey Aaliya Zain ko phone karke yahan bulale na woh bhi hamare sath hi Shab-e-Mairaj mana lega.
Aaliya: Nahi Ammi woh actually,Zain nahi asakta..
Zain: Zain already aa chuka hai.
(Yeah, Zain Abdullah reached to woo his lady love)
Everyone was overwhelmed seeing him. Their happiness was so evident on their faces. But, his eyes were only struck at one face his "Mamu ki Bhanji".Aaliya was shocked the moment she saw him she turned her face closed her eyes and said,
Aaliya: Ya Allah! Yeh phir se mujhe dikhne laga. (She opened her one eye he was still there, she pinched herself and realised it was not a dream) Yeh, yahan, kyun? Jo bhi ho mujhe isse kya.
Zain: Zain Salam phupa, Salam phups.
Shabana Ghulam: Walekum Asalam beta abhi hum tumhe hi yaad karahe the. Aur tum agaye.
Zain: Aata kese nahi? Yahan to meri sabse qeemti cheez hai. (He gave a smirk to Mamu ki Bhanji, who was giving him the angry look)
Aaliya went in her room.
Aaliya: Yeh yahan kya karaha he? Abhi tak to Mumbai mein mere bina party horahi thi.Mujhe kya, aya hoga Mamu keh kisi kaam se. Lekin kyun?
Zain: Tumhe apne sath le jane aya hoon.
Aaliya turned back & saw him.
Aaliya: Aur tum iss ghalat fehmi me ho keh me tumhare sath chal lungi?
Zain: Zain Abdullah ghalat fehmiyan nhi palta. Tumhe yahan se leke jaunga. Apne sath, mere ghar, hamare ghar.
Aaliya: Main tumhare sath kahin nahi jaane wali.
He came close, pinned her to the wall & locked her with one hand on the wall & other holding her wrist which was twisted behind her back.
Aaliya: Choro mujhe Zain..
Zain: Tumhe chorne keh liye nahi aya, tumhe apne sath le jane keh liye aya hoon.
Aaliya: Kyun aun me tumhare sath aur jo bhi tumne kia jo bhi tumne kia uske baad to bilkul bhi nhi. (Tear fell down from her eye) Main kabhi nahi manungi.
Zain: (Coming closer, said in her ear) Main tumhe mana lunga.
Aaliya: Nahi manungi.
Zain: Dekhte hain..
Aaliya: Dekhlena.. (Saying this she pushed him & ran outside giving him an angry look)
Zain stood their smirking at her.