Na koi kisi se door hota hai,
Na koi kisi se kareeb hota hai,
Pyaar khud chal kar aata hai,
Jab koi kisi ke naseeb mein hota hai ..........πππ
Sahi kaha hai...agar aisa na hota toh Divya Agra mental hospital (Samraat ko admit karaane ke liye)..πjaane ke badle Banaras ki train mein kaise chad gayi..π
Divya ko uskaa pyaar kheench laaya apne Saawariya Amar ke liye.π.Aur Amar ke haathon jis ankhon ki tasveer banti rahti hai, jinke liye woh bechain hai, aaj woh uske saamne hain..jisse dekhkar Amar kah raha ho..π
Har pal ne kaha ek pal se,
Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao,
Pal bhar ka saath kuch aisa ho,
Ki har pal tum hi yaad aao....ππ
Pyaar ek kashish hai, pyaar ek jadoo hai, pyaar ek rang hai, pyaar ek jalwaa hai, pyaar ek aag hai, Pyaar do dilon ka sangam hai...isliye toh Vidya aur Saagar ne ek doosre ko paane ki jo kasam khaayi thi woh aaj uss pyaar ki wajah se fir aakar miley hai..Yehi pyaar hai...ππ