The creative team gets the awards for the best dialogues today and Sharad gets all the accolades for displaying it sooo well.. If only Vidya was around to listen to all of that. Well, I am sure she knows this, she doesn't need to hear it to believe it but still she would be beaming with pride. I am in love with Sagar today...
A few of the best lines today...
Meri har rom rom mein Vidya basi hui hai. Main usse bahut zyaada pyaar karta hu..
Main kabhi maan nahi sakta ke Vidya ne mujhe divorce papers bheje hai. Aur agar main maan bhi loon toh main gusse mein usse raat ke Teen baje ghar se nikal sakta hu toh woh bhi mujhe gusse mein divorce papers bhej sakti hai.
Mujhe iss baat ki parwah nahi ki Vidya ko mera saath chahiye ya nahi. Main yeh jaanta hu ki main usse bahut pyaar karta hu aur main uske beena nahi jee sakta. Main adhura hu uske bina. Main mar jaooga.
SAHI hai.. Aaj jo main keh raha hu sahi hai. Shayad aaj aap galat hai, Di.(just had to include this in cuz he finally yelled at Sindoora)
Iss ghar ko isse achhi dulhan nahi mil sakti. Woh iss ghar ki dulhan hai. Mera dil iss baat ko maanta hai aur mera mann bhi.
Woh meri jaan nahi le sakti. Jo cheez pehle se hi uski hai woh kya karegi usse lekar. Meri jaan, mera sab kuch Vidya ka hai. Aur agar usne jaan le bhi li toh kya. Khushi iss baat ki hogi ki iss janam mein maine kuch haseen pal Vidya ke saath bitaye. Ab toh Vidya ke saath hi jeena hai aur uske saath hi marna hai.
Mujhe Vidya chahiye, bus..