Okay I have edited just a couple of things to make it have more of a pattern...If you dont like it let me know...
Magical chemistry, Indescribable…One of a kind,
The intensity of Saagar and Vidya, rules our mind.
Kasam ki kasam hai kasam se,
Ab yeh pyaar humko hai sirf unse.
Har din karte hai hum sirf unka intezaar,
Yeh pal pal kaise bitaaye, hum yuhi hain beqaraar
Bas aisi hai yeh Dulhann ki kahaaniSunlijiye, yahi hai hum paaglon ki zubaani.
Iss Dulhann parivaar mein hum karte hain baatein,
Kya hoga kal kya jaane...
Akal hogi kahan par, kis thikaane?
Subaah se abhi he raat hui
Lekin neendiya hai gaayab si hui
Liya hai bechaini ka jog,Kiska hai yeh kasoor
Hum sab yeh jaane, eh huzur!
Saagar aur Vidya ki chaahat ka hai rog
Bas aisi hai in dono ki, iss dil pe manmaniSunlijiye, yahi hai hum paaglon ki zubaani
Jaane kal phirse yeh mohabbat chayega,Sung apne haseen mulakaatein layega
Kya dil yeh humara intezar kar payega?
Just these thoughts keep us beguiled
In their wake we have cried, we have smiled.Chachi ka bin wajah jhatakna matakna
Chacha ke chachundar adaaon ka jhalakna,Sindoora ki chaale, humein gussa dilaye,
Phir bhi romance ke liye hum nazre bichayein.
Bas aisi hai yeh pyaar aur nafrat ki khichataani
Sunlijiye, yahi hai hum paaglon ki zubaani
Kaun jeetega kal, kiski hogi baazi
Jai mata di, hum sabki buaji
Vidya ke saath pud jaaye Sindoora ko bhaari
Vidya ki hasee hum sab ko hasaaye,
Saagar ki aakhein humein dewaana banaye.
Together in their emotions they blow us away
Aur unki prem kahani mein hum hai phasePal hi pal main chaa jaata hai jaadoo
Unke saath hum bhi hai beqaboo
Bas aisi hi chod jaaye humpe yeh nishaani
Sunlijiye, yahi hai hum paaglon ki zubaani.
Hum sab hain is serial ki Shaan
Har muqable mein hum khade hain seena taan,
Hum saare hai sache dost
And we love each other the most
We are the Dulhan Parivaar,
Never-ending friendships and loads of pyaar
Masti and hungama,
Suspense and drama..And of course, not to forget
Kheer puri for khaana.
Humne hain aaj kiya
Dil ka yeh haal bayaan
Subaah se abhi he raat hui
Lekin neendiya hai gaayab si huiBas aisi hai yeh Dulhann ki kahaani
Sunlijiye, yahi hai hum paaglon ki zubani.
it's really good Wafah ! 👏 Everyone made the song really good ! Thankx !