afsos unhein hum par aitbaar nahi,
mat poocho kya guzarti hai dil par,
jab woh kehte hain hamein tumse pyar nahi..
gairon se rishta jod lete hain,
hum to ek phool bhi todne se darte hain,
log to dil bhi badi aasani se tod dete hain.......
3...Aaj toota hai dil aur aankh bhar aayi hai,
pyar ke is khel mein humein mili ghum ki kamaayi hai,
woh kambakhatt toh pyar ka matlab bhi nahi samjhta hai,
jinke liye humne apni saari khushiyaan ganwayi hai......👏😕
Zindagi ke imtehaan mein ek muqaam hai mohabbat.
Jaan dena badi baat nahi,
Umar bhar saath nibhane ka naam hai mohabbat.....😕