Santu got to hear that many of her admirers in the forum want her to learn how to read and write. So now she has accomplished it while DM went on one of his Antwerp trips. And she has begun writing a diary.
Santu: (writing with concentration) mein yeh bataana chahti hoon ki maalik aur mein…… woh taalab ke paas and mandir ke pichwade meh gaye the. Wahan ek "bundle of hay" tha…….. (DM walks in)
DM: Arre, maari pyaari Santudi, shu kare che?
Santu: Oon likhoo choo malik. Birwa taught me in two weeks. See now I am writing my diary just like Subhadra maalkin. (She smiles broadly and shows him the book)
DM: Hey bhagwan, ek aur chopdi? Ab is mein toone kya likha? Arre dikha mujhe. (he reads aloud) "Aaj mein aur maalik mandir ke pichwade bundle of hay par baithey the. Maalik mere kaan ki bali zor se kinchkar utharey aur ………."
Yeh dufford! Akkal badi ki bhains? Bol Bol jaldi!
Santu: Malik, (smiling shyly) Bhains hi toh badi hai. Aap phir gammat kar rahe hain. (Santu jumps up excitedly) Malik, kal woh aurat aane wali hai!
DM: Kaun, Santumika? Teri chopdi usey padhne dey diya kya? (he mutters to himself) Vando nahin! Dont know how many "Santumikas" will show up after a couple of months.
Santu: (confused) Kaun Santumika? Malik, I heard all the horses in the country are starving. Do you know the reason?
DM: Arre baap re! yeh kya? You wrote 100 pages about that first"roll on the hay"? Oh! That's why all the women are searching for bundles of hay! Bharat ki aabadhi ka "Vaat laga di" kya? Aur ghodon koh bhi bhookon maar rahi hai!
Dufford! tujhe toh "Mill aur Boon" ki lekhika banne ke liye application deni chahiye. Hey khodiyar maa, apni powerful drishti iss bewakoof sey hatao. Chand sikkon ka rishwath and aisa chamatkaar?
Santu: (blushing) Malik, woh aurat kal aa rahi hai. Hum sab "fasial, wexing" karaney waale hain. Toral neh kaha ki "Wexing ka matlab hai deforestation; nahin karenge toh jungal mein mangal ho jaayega". Malik, mein karva loon?
DM: Shu "deforestation"? Wexing? Woh Subhadra bhi jaathi thi. Haan beauty parlour neh? Ja Ja pyaari Santtuudi, be careful.
Santu: Why malik? What can go wrong?
DM: Eh saambad; tu na, haathon mein wexing karegi nah? Soch ley, kahin agla din mere jaise mooche nikal aaye toh? Woh Newton ka teesra neeyam tu nahin jaanti dufford!
Santu: (walking away naughtily) Malik, woh Baa ne kaha ki woh retire ho gayi hai. Woh abhi aur saath bachche nahin paal sakti.
DM: (dumbfounded) Hai ram! Meri izzat ka falooda banakey rahegi yeh chokri. Arre hatao sare bhagwan ke photo. Ab aur "divine intervention" ki zaroorat nahin.