Bigg Boss 19- Daily Discussion Thread - 14th Oct 2025
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 30
ASTHIN KA SAANP 14.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct. 14, 2025 Episode Discussion Thread
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai October 15, 2025 EDT.
KARWA CHAUTH 15.10
Kajal,Vidya and Tanya ka Gharelu Kalesh
Alia Bhatt is being roasted on Insta on Jigra BA post
Pankaj Dheer Passes Away
Rhea Chakraborty and her brother get their passports back
Originally posted by: pandeypriya03
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya (x2)
Reh reh ke dil mera tham sa gaya
Chhu ke mujhe tune jab yeh kaha
Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai waada kiya
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya
Batiyaan tore naina
Hum se joh na karte
Haaye Ram kasam jeete jee mar jaate
Arey aise kaise o ji
Yun hi tum mar jaate ho
Tum jo naa hote hum kyun duniya mein aate
Ki teri meri ik zindagi
Ha sang teri preet lagi
Ho pal pal badhegi
Haan maine bhi yeh Rab se waada kiya haaye
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya
Saat janam ke saathi
Hum hai diya tum baati
Ho roshan basera hai ghar tera-mera
Humre chaand ko takne
Taare bhi nikle hain
Haye nazar na lagey tujhko baahon mein ghera
Oh chal hat jao ji
Nazdeek aao ji
Hum toh ji haarey ji
Haan maine bhi yeh Rab se waada kiya haaye
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya
Reh reh ke dil mera tham sa gaya
Chhu ke mujhe tune jab yeh kahaa
Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai... waada kiya...
Toh yeh jaana sanam..
Pyaar hota hai
Deewana.. sanam..
Tujhe dekha toh yeh jaana sanam..
Aa..a..
Tujhe dekha toh yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
(Tujhe dekha toh yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yaha se kaha jaye, hum
Teri bahon mein mar jaye hum) (Repeat once)
Tujhe dekha toh yeh jaana sanam..
(Aa..aa..)
La la la la la..
La la la la la..
La la la la la.. la la la..
Aankhe meri
Sapne tere
Dil mera yaadein teri
O mera hai kya (la la la)
Sab kuchh tera (la la la)
Jaan teri sanse teri
Meri aankho mein aansu tere aa gaye
Muskurane lage sare gham
Tujhe dekha toh yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yaha se kaha jaye hum
Teri baho me mar jaye hum
Tujhe dekha toh yeh jaana sanam
(Aa..a..)
Yeh dil kahin
Lagta nahin
Kya kahu main kya karu
Haan tu saamne (la la la)
Baithi rahe (la la la)
Main tujhe dekha karu
Tu ne awaz di
Dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam..
Tujhe dekha toh yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam (Repeat once)
Ab yaha se kaha jaye hum
Teri bahon mein mar jaye hum
(Aa... a..)
Teri bahon mein mar jaye hum
(Aa.. a..aa.. )