Originally posted by: Manshi
btw Doniji... Urf Guruji... Kal humane apko bahot yad kiya... Kal kuch anchahi ghatanao.. Ya fir yuh kahe..kuch anghatit vartalap ne hume bada vichalit kiya.. Parantu jab humene apne man ko sant kar ke apka shmaran kiya... To man ke bhitar shanti payi.. Uar kuch satya ujagar hue... Ke iss duniya main sab manushyo ke liye man ki shanti kayam rakhana asan nahi hota hai... Kae bar man main chupe rag dhwesh... Hume apne se pare dekhane hi nahi dete... Agar kisi ke prem ko mahasus karna hai aur uska adar karna hai... Man ki bhitar ki moh maya ka tyag avashyak hai.. Yadi manushya yeh man ke chale ke usne ankho pe patti bandhli to koe usse nahi dekh pa raha.. To yeh keval bram hai... Duniyane patti nahi bandhi... Kuch manushya chahe kuch bhi kah de moh maya tyag dena saral nahi... Kintu prayatna karne par iss se mukti pa sakte hai... Uar iske liye avashyak hai.. Prayas... Guruji asha karti hu... Mere vani ap ko gyat ho gae ho...
muje gyat ho gaya hai balike.. ye to manuyasho ki apni niyati unhe khud dudhni padti hai.. dosho aarop ka koi labh nahi hota.. kitnu kuch is baat ko samj nahi pate...isliye jeeven ke sarad drushi se wo dekh bhi nahi pate.. sadhna hi mukti hai.. aur is ki raha.. sirf shant aur moh virhtit log hi paa sakte hai.. moh vyktai ka ho ya kisi aru cheej ka.. moh hi rehta hai.. sue tyago.. tyag se bade koi cheej nahi, isliye prayas to karna hi hai.. ham sab prayas karkar hi to.. aapne jeevan ko sampurn bana saakte hai.
ansh ko hi dekho.. karm karte hai... aur uska faal kaisa hoga labhi hoga ya nahi sochte nahi.. kuch manyush unhe pasand nahi karte.. jaise ki sanchi.. par anandi.. apne aatmbal se.. sab se bahar aajti hai.. wo bhi yog ka hi bhag hai...
shubh bavantu... 😛
Edited by Don_theEvil - 12 years ago