Part 38
Finally they fell on bed together & started laughing. Anandi moved closer to him & put her head on his chest. Shiv wraps his hand around her waist. Anandi puts her hand around him.
Aapko pata hain aapki muskurahat kitani pyari hain she said. Aap humesha meri hansi ki baat karte hain na lekin aapne kabhi aapni haansi denkhi hain.
Accha tab yeh tumhara hee asar hoga. Warna kisi ne aaj tak yeh baat mujhe se nahi kahi.
Koi kyun kehega aapko ? Yeh baat sirf main aapko kahungi. Bhool jaye koi aur aapki tarif karega. Aap sirf mere hain. Sirf aur sirf main hee aapki tarif karungi samjhe aap.
Oh….ab toh mera bachana namumkin lagta hain. Madam Sarpanch aaj mera khatama karke chodengi.
Anandi hits on his chest. Main yahan aapki tarif kar rahe hun aur aapko majak suj raha hain. She slides down on other side.
Shiv smiled & moved closer to her. He was almost top of her. She try move him away from her but failed. She is making faces & shiv smiling at her. Shiv raises her chin towards his face. Tum bhi sirf meri hoo He said. He placed a kiss on her forehead & moved towards her chicks. Anandi blushed turns beetroot red. They kissed passionately. Shiv slowly removed her pallu & placed kiss on her neck and below. Anandi completely surrender herself to him. Both are enjoying passionate love. Suddenly his cell rings. It's from office. Shiv gets up & starts talking over phone. Anandi stands up & covered herself properly. Shiv is become serious. Anandi was watching him carefully. He hangs phone. Anandi rushed towards him.
Kua hua Shiv aap bahut serious lag rahe hain?
Haan. Who Pratapnagar mein do group mein ladai hoo gaye hain. Wahan ki law & order situation gambhir hain. Main fauran office ke liye nikalta hunn. Police Commissioner ke sath urgent meeting hain. Shayaad hoo sakta hain ki wahan jana bhi pade mujhe.
Hey bhagwan. Koi jayda pareshani ki toh baat nahi hain na. Aap abhi jaa rahe hain kya Ananaid asked worriedly.
Shiv smiled & nahi filhal nahi jane wala par hoo sakta jana pade. Tum chinta mat karo.
Shiv kya main chal sakti hunn aapke saath.
Nahi Madamji aap nahi aa sakti. Ek toh woh aapka goan nahi hain aur na hee aap wahan ki sarpanch. Dussara meri biwi hone ki haisiyat se bhi nahi aa sakti. Abhi wahan situation acchi nahi hain. Tum mere saath aaogi toh log kahenge Collector aapni biwi ke sath picnic ke liye aaya hain. Isse liye tum yahin ruko. Main taiyaar hota hunn.
Shiv gets ready for office. Anandi looked visibly worried. Shiv was collecting some files & about to leave. He saw Anandi was looking worried.
Anandi come on….tumse yeh umeed nahi thi meri. It's part of my duty sweetheart. He hugged her while saying.
Haan main samjhte hunn. Lekin phir bhi pata nahi kyun mujhe bahut ghabarahat hoo rahe hain. Aap wahan jaane se pehale mujhe call karenge na she asked.
Anandi main vada nahi kar sakta. Lekin main office mein kisi se keh doonga tumhe phone karne ke liye. Ab main chalon.
Anandi still not connivence. Shiv turned her towards him. He raises her chin towards him & gave small smooch on her lips. Come on….ab mujhe haste hue bye kaho anandi.
Anandi smiled.
Aur haan ghar mein kisiko sare baat mat batana bekar mein sab pareshan hoo jayenge. Bass itana batana ki jaruri kaamse gaya hunn. Thik hain.
Haan aap chinta mat kejeyeh. Main yahan sambhal loongi. Aap aapna khyal rakheyega.
Shiv left in hurry. Anandi walks back to hall. Mahi saw her coming from outside.
Bhabhi yeh bhai kahin bahar gaye hain kya?
Anandi was still in thoughts. Mahi wonders what happened to her bahbhi. He touched her shoulder.
Haan kya hua Deevarji….Anandi came back senses.
Bhabhi kahan khoo gayi aap? Kuch pareshani hain kya? Aur bhai kahan gaye?
Haan Shiv office gaye hain. Kuch bahut jaruri kaam hain. Nahi main thik hunn koi baat nahi hain. Sanchi kahan hain? Usse mujhe kuch dekhana tha na? Main abhi usse milke aati hunn.
Mahi nodded his head. Anandi left to Sanchi's room.
In evening Shekhars were having tea & snacks. Irawati & Meenaxshi were bit upset after hearing Shiv's urgent work.
Lekin ladaka bhi na. Shaadi hue abhi 24 gante bhi nahi hue yeh kaam pe chala gaya Irawati said.
Kamaal karti hoo tum Ira. Tumhara beta Collector hain. Khud ke ghar ke saath entire district ki jeemedari hain uss par. Aur tum ek fauji ki biwi hoo in sab baaton se acche wakef hoo Alok said to her.
Haan Alok isse liye toh pareshan hunn. Anandi ke liye Irawati told him.
Anandi samjhadar hain. Samjhti hain Shiv ki duty. Dekho kitani acche se humare saath baithe hue hain. Hum sab ke liye yeh sab banaya hain. Koi aur ladaki hoti toh ab tak sara ghar sar pe uthaya hota.
Haan Ma. Jana jaruri tha isse liye gaye hain woh. Aaap sab aaram kar rahe the isse liye maine aapko uss waqt bataya nahi. Mujhe maaf kar dejeyeh Anandi said.
Arre beta maafi mangne kya baat hain. Aur phir tumhe batake gaya hain na. Aajse hee Shiv ki sari jeemedari tumahri main aur Meenu ab retire honge Irawati told her.
Haan uss Lambu ko ab tumhe sambhalna Dadu said.
All started laughing.
Anandi is roaming in her bedroom. Shiv hasn't called her yet. She tries to call him but no reply. Mahi & Sanchi are sensed her discomfort and restlessness during tea. Since its getting late she became more and more worried. Both came to her & asked about her well being.
Bhabhi aap kuch pareshan lag rahe hain. Jab se bhai gaye hain tab se main notice kar raha hunn Mahi said.
Nahi kuch bhi toh nahi deevarji Anandi avoid looking at them.
Nahi bhabhi kuch toh gadbad hain aap batayeh na humme Sanchi asked her.
Haan bhabbhi batayeh na. Aapko accha lagega share karke. Tension bhi kaam hoo jayegi Mahi said.
Shiv Pratapnagar gaye hain. Wahan kuch gadbad hue hain. Pata nahi kyun mujhe bada dar lag hain. Main janati hunn yeh unki duty hain. Jana bhi jaruri hain phir bhi main dar rahe hunn Anandi told them.
Bhabhi aap chinta kyun karti hain. Sab kuch thik hoo jayega. Aur bhai bahut expert hai isse situation ko handle karne mein. So chill Mahi states.
Deevarji Pratapnagar mein jahan gadbad hue hain woh jagah khatarese khali nahi hain. 2 gruops mein zagada hua hain. Shayad khoon kharaba bhi hua hain. Shiv wahan jayenge toh kahin woh log unhe...she had tears in her eyes.
Come on bhabhi. Issa mat coocheyeh aap. Bhai Collector hain unki security kitani tight hogi. Aap kuch bhi ulta sedha sooch rahe hain Mahi assured her.
Haan bhabhi app tension mat loo. Bhai will handle it carefully Sachi said.
At dinner Anandi asked everyone to have food since there is no sign of Shiv. Anandi told them someone from office called and told her Shiv will return late at night. Everyone asked her to join with them. After much insistence from all Anandi is agreed for dinner. But while eating she doesn't paying attention & lost in thought.
All went to sleep after dinner. Irawati asked Anandi not to worry too much. Sanchi & Mahi were giving her company. They make her smiled. Now its midnight Anandi asked both of them to sleep in their rooms. Anandi too lay down on bed. She is in deep thoughts. Suddenly she heard jeep's horn in outside. Shiv is back. Anandi is happy to see him come out of jeep. She rushed to main door. Shiv was surprised to see her awake. He walked towards his bedroom. Anandi brings water. Shiv was on phone talking with someone. Anandi is watching him carefully. He looked tensed. After he hangs she goes near to him.
Kya baat hain Shiv aap kuch hairaan lag rahe hain.
Nahi kuch khass nahi Anandi. Issa karo tum soo jao. Mujhe thoda kaam hain.
Nahi mujhe neend nahi aa rahe hain. Aap batayeh kya baat hain.
Koi baat nahi hain. Tum soo jao maine kaha na Shiv raised his voice.
Anandi is taken back. She stare him but Shiv try to avoid her glances.
Anandi goes near to him & turn his face towards her. Mujhe se naarein milake boliyeh. Konsi baat aap mujhese chupa rahe hain.
Shiv gets furious. Bass karo tum. Har baat janane ki tumhe koi jaruraat nahi hain. Jaisa maine kaha hain waisa karo. Soo jao please.
Anandi remain slient & lay down on bed. Shiv was reading some files. He gets call from someone. After his call he came back to room. He saw Anandi was sleeping & reliazed his mistake. He sats near to her caress her hair.
I am so sorry Anandi. Mujhe tum par chillana nahi chaiyeh tha. Lekin main kya karta. Tumhe main pareshan nahi karna chahata hunn. Isse liye nahi bataya. And sleeps near to her.
Next day morning Anandi slowly open her eyes. She felt heavy & saw Shiv was sleeping. He wraps his hand around her waist. She smiled. She moved his hand from her waist & gets up. Shiv was sleeping peacefully. She goes to washroom & fresh up. As she comes back to room saw Shiv was talking over phone. She went to kitchen & made tea for everyone. Alok Dadu Irawati & Meenu joined on breakfast table for tea. Anandi came with tea and snacks. Shiv joined them too. Dadu asked him about his yesterday's work. He replied coldly. Anandi keeps looking at him. Shiv was busy in his mobile. He excused himself & went to bedroom. Irawati asked Anandi to go with him. Anandi enter in their bedroom. Shiv was in washroom. She puts his stuff on bed. His wallet watch & handkarchief too.
Shiv came out & saw Anandi is busy looking at cupboard. He goes near to her.
Anandi he mutters.
Jee aapka sari cheese maine bed pe rakh dee hain. Aapko kuch aur chaiyeh toh batayega. Aap nashta karenge na. Main leke aati hunn anandi told him withput looking at him.
He holds her hand. Anandi goes near to him. He looks into her eyes & felt guilty about last night.
Anandi mujhe maaf kar do…Woh main kal tumse…anandi puts her hand on his lips.
Bass maafi mangne ki koi jaarurat nahi hain. Waise bhi kal raat ko aapne maaf mang lee thi Anandi said.
Tum jaag rahe thi he quentioned her.
Haan toh aap yahan parehsan rahe aur main aaram se soo jaoun yeh nahi hoo sakta na. Kal aapka chehra dekhke main samjh gaye thi ki koi badi baat hain. Lekin mujhe laga aap mujhse share karenge toh aapka tension thoda kaam hoo jayega. Par mujhe aapko issa tarah poochna nahi chaieyh tha. Aap khud batate tab tak intezaar karna chahiyeh tha. Aap mujhe maaf kar dejeyeh.
Nahi tum kyun maafi maangti hoo.
Jaane dejeyeh yeh sab. Aap jaldi se nashta kar lijeyeh warna isse bhooke pet chale jayenge aap.
Nahi main khaake jaunga. Anandi tum sach mein naaraz nahi hoo na.
Shiv main aapko itani bachkani dekhte hunn. Main bilkul thik hunn. Aap apana mood kharab mat kejeyeh jaldi se taiyaar hoo jaye aur nashta karne ke bahar aaye.
Anandi left. Shiv felt relieved.