Itne achhe episodes hone ke bad bhi mai daily updates nahi likh payi, is liye socha ki chalo weekly updates hi likh deti hu š¤
Monday - finally child marriage chapter closed ho gaya. Court ke bahar jo scene tha jisme jigar ne try kiya tha, Anand ke samne truth reveal karne ke liye usme Angar chemistry, worth watching š¤ŖHMR aunty ke chakkar wale drame par jigar ka dialogue - Ek bar Anand ko sach pata chal gaya, to BP- VP low nahi hoga. Sidhe tapak jayengi aap𤣠Aanandi ki happiness freedom milne ke bad Anand ki zid financially stable hone ke bad hi propose karungaš ( dream love proposal scene real wale scene se better tha)
Tuseday- Angar argument and fight for Anandi. Buri HMR aunty ne bure jigar ke sath bura kiya use electric shock lagakar. Par muze bura nahi laga, kyunki bure ke sath bura hua,achha hi hua.
Aanand ne hat pakadkar jo zid ki Aanandi se USA chalne ke liye, wo sabko bura laga hoga Kyunki tarika wrong tha but intention achha tha šš¼
MB, premji tapak gaye no problem! But premji ki jaga sejal jati to achha hota.( bhairavi apni planning -plotting se bhi itna irritate nahi karti ,jitna sejal apne melo drame se karti hai š”)
Wednesday - AnaAn conversation best emotional scene Song ne uspar 4 moons chipka diye. Expressions , dialogues sab kuch best tha šš¼separation painful tha but necessary bhi tha. ( Young age me life ki first priority education, career hi honi chahiye ye lesson diya makers ne very nice š) Anand ko rote hue dekhkar muze 90's ka wo song yad aaya tha, ( jo yudkbh me sameer par play hua tha, separation track me)
" Naino se kehna, din rat na behna
Ishq me padta hai birha bhi sehna"ā¤ļø
3 yrs leap bahut hi jyada important tha sachhi. Kyunki 3 yrs me Aanandi ne freedom enjoy ki hai apni jo use bachpan se nahi mili thi. Aur ab wo ek fashion designer / business woman ban gayi hai. Anand bhi lover boy se successful business man ban gaya hai.AnaAn ke life ki first priority complete ho gayi.
Thursday - sabko Anand ka behavior rude laga, Par muze nahi laga.see Anand to pehle se hi bahut jyada practical hai. Bas leap se pehle wo Anandi ke liye hamesha dil se sochta tha, aur ab dimag se sochta hai, sirf itna sa change aaya hai. Baki nok-zok, care same hi hai.
Only Professional relation maintain karne ke liye try kar raha hai ladkaš¤Ŗ( koshish to achhi hai, let's see) kud-kud Kumar to ban gaya hai ab Anand,par without any reason gussa nahi karta, ye achhi bat hai. Aanandi ne kaisi colorful shirt di thi use, to sahi kaha Anand ne " muze investors meeting me jana hai, Dandiya me nachne nahi"𤣠Aanandi ka reply ki, "USA se aane ke bad nakhare bahut badh gaye hai tumhare" abhi to kuch bhi nakhare nahi dikhaye bechare ne š
Partner cum employee, talentless designer, 60% ke behuda partner, villain ko complex feel karane wala. ( AnaAn apni naming ceremony kab end karengeš¤£God knows)
Friday - seriously, HMR aunty ko puri duniya me yahi kabutari ( Ishana) mili hamare hero ke liye š” ( par is kabutari ne Anand ka trust gain kar liya hai 3 yrs me, khatra!!)
I really don't like kabutari par usne jo bhi kaha sahi tha, bina knock kiye sidhe cabin me ghus jana bad manners Aanandi šš¼ us scene me Anandi ka behavior surprising tha,kuch jyada hi haq jama rahi thi Anand par very nice good going girlš¤ Anandi, kabutari ka jhagda dekhkar Anand pareshan ho gaya. He is like - work load itna jyada, time itna kam aur ye pagal girls kam karne ke bajay faltu topics par ladh rahi haiš( pehle malai ki katori Anandi ke liye do bille Angar fight karte the. Ab malai ka katora Anand ke liye Aanandi & Ishana tashan dikhati hui billiya ban gayi haiš¤£šš )
AnaAn ka trip and fall scene
But I really don't like Aanandi's mahantaš”Sejal Maa hai jigar ki wo dekh legi, Anandi Devi ko kya jarurat thi apna kam, Khana chhodkar us ghatiya jigar ko medicine khilane ki.
Kuch lessons lene chahiye Aanandi devi ko Anand se. Jigar ko wheelchair par dekhne ke bad bhi aise khunnas wale expression diye jaise 100 yrs purana revenge lena spending hai abhi bhiš¤£
Mai to bv2 bahut hi jyada enjoy kar rahi hu š¤