Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 7th Sep 2025 - WKV
CALL FROM CELL 6.6
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 07 Sep 2025 EDT
NASEEB vs BADNASEEB 7. 6
Generation 5:A new chapter in Yrkkh
Baaghi 4 crashes on Saturday
💕💜Somewhere Over the Rainbow #43 With Prats in our hearts 💜💕
Idiocy, thy name is Mihir Virani!
Filmfare Awards ?
「 ✦ Font-tastic Voyage Graphic Contest ✦ 」
Iss story ka sutrdhar sirf ram hai, tab bhi jab priya ko zabardasti haasil karna chahta tha, ab bhi jab usse samman se apne paas rkhna chahta hai. I don't know , howto react , bahoit se questions hai man me, bahot si unclear decisions hai, bahot si conflicting views hai, ways hai, main khud samjh nhi paa rhi.thanks to the writer who made me to think 😊
ek taraf wo ram hai, wo pati hai jo priya ko sirf dard diya hai, jeevan se ghrina karne ki espevially pati k naam se nafrt karne ki karan diya hai, ek taraf wo pita hai jo beti ko chahta hai. Mera sawal ye hai, agar priya pihu ko janm nhi deti toh, shayad ram k man me na kabhi priya se maafimaangne ki, apne saath rakhne ki sochta kabhi? Kya wife ka yhi tole hai ki apne husband k saare wishes poore kare tih hi uski wajoid pati ki life me hiti hai? Ram ne jo abhi tareeka apnaya wo bilkul galat hai, pehle kisi k man aurvishwas ko jeeto, he had never apologised for his past behaviour, never shown priya how sorry he is, n right ki baat karrha hai? Agar insan sach me badal gya hai toh paane ki laalsanhi rkhta, but chahat ki , apnapan ki koshish karta hai. Ram is always a selfish person, no matter what he is doing to khush, but he never tried to be good hubby to priya. Pehle bura hoke dard diya priya ko, aur ab acvha hoke dard dene wala hai? Jab dono haslatoan me priya ko dard hi sehna hai toh, aisa pati chahiye kya jeene k liye? Pihu ko apbe pita ki asliyat jab samjh aayegi toh kya pihu ram ko respect kar payegi? Kya priya accept karegi ram ko , ki usne apni maa ko itni taqleef di hai kabhi? Jab zindagi k saare raaste band ho chuke hai toh, ram ko priya k daulat k saath priya bhi chahiye aise hi lag rha hai, but wonder why is priya always the weakest contender here? Pehle swalambi nhi thi toh weak, abhi beti k pyar me weak? Lekin ram ko accept karna ya nhi karne me, ram se nafrat karne me kabhi weak nhi hona chahiye usse. Why is she akways thus weak? I just wonder, itni neutral kyun hai priya? Of course amarnath ne jo kiya usike karan priya ne aaj ye mukam haasil kiya gsi, par apni man ki shanti, self respect, aur confidence aur iccha kabhi nhi kho sakti wo.
she never stopped Ram's family to meet priya, it's nit priya's insecurities of ram getting pihu to him, but it's her fear, she can never rely on ram, jo ek accha beta na ban saka, accha insan na ban chuka, ek accha pita ban sakta hai kaise maane wo? Kaise aise insan ko apni beti ko sambhalne ka , rehne ko chod de? Ram ne kabhi koshish nhi ki to tell priya he is guilty abt his behaviour , na hi priya kahi se bhi pata chal gya hai ki ram badal chuka hai? I think this part writer should touch, office me , koi trust ya kahi aur se priya should first believe he is a changed man. Though I m not happy with the raya reunion this way but agar reunion hi hona gai toh shayad develop something which brings in the trust factir n respect at least in priya for ram.