Part 28
Last part A
Ram came out. He joined with Sudhir and Rajat.
Rajat:- Ram...aap kahan reh gaye the...chai bhi khatam ho gayi aur apka kuch pata nahi...
Ram:- kuch kaam tha...Meine chai andar le li thi.
Shipra smiles at reasons given by Ram.
Priya looks at the sari and said Hmm...mere golu ki choic bahut achhi hai. she kisses once again and went to change.
Rajat:- yeh...Priya kahan reh gayi hai...aadhe gante se bhi upar ho gaya hai...
Sudhir:- Shipra..zara Priya ko toh bula laana...
Shipra knocks the door and call Priya. Priya open the door. Shipra surprised to see her.
Shipra:- priya...yeh kya hai..tune sari kyun change kar di...
Priya:- Maa kyunki Ram nahi chahte the ki mein Rajat ki di hui sari pehnu
Shipra:- kya baat hai Priya...yeh dabi dabi muskan...yeh sari...bahut pyar aa raha hai kya apne pati par
Priya:- maa...tum bhi na...puri filmi type baate karti ho...eisa kuch nahi hai...Ram bas nahi chahte the ki mein Rajat ki di hui sari pehnu...Priya starts blushing.
Shipra:-aur kuch kiya kya Ram ne
Priya:- maa...chalo...sach mein pagal ho tum...
Shirpa and Priya came out. Ram and Priya saw each other and exchange the smile
Rajat:- yeh kya hua Priya...sari kyun change kar li
Shipra and Priya said at the same time:- woh chai...woh paani ...gir gaya tha.
Priya gave a look to shipra.
Rajat is confused...chai..paani matlab
Priya:-..woh...oh..oh...pehle chai gir gayi thi aur baad mein saaf kiya toh geela ho gaya
Priya murmurs to shipra:- chai kab pilayi aapne jo keh diya ki chai gir gaya.
Shipra(slowly):- chai banayi thi...lekin tum dono konsa mere chai ka intezaar kar rahe the...andar se darwaza bandh kar liya tha...mein tum dono ko disturb nahi karna chahti thi...and smiles sheepishly.
Priya:- very funny...
Priya:- kyun achha nahi hai...saying this she actually looking at Ram.
Ram nodded and smiles.
Rajat:- achhi hai..bahut achhi hai...tumpar bahut suit ho raha hai. waise tum kuch bhi pehno achha hi lagta hai.
Ram fist his fingers...and thinks "not interested Rajat...meri biwi ki taarif sirf mein kar sakta hoon".
Priya understands Ram is not happy with his comments. She looks at Ram and closed her eyes indicating him to relax.
By then Nandini also came.
Rajat:- Priya puja ke liye late ho raha hai..chale...
Nandini:- Papa...mein bhi aavungi..
Rajat:- off course dear...tum bhi chalo...
Priya suddenly becomes pale. She looked at Ram.
Rajat:- hey Ram...agar tumhe koi problem nahi hai toh tum bhi chal sakte ho.
Shipra:- arre kyun nahi beta...tum bhi jao...kyun Rajat
Rajat:- haan haan mummy ji..bilkul ...
Ram:- yes...of course...and he takes his car.
Ram is driving, Rajat is seated beside him and priya and Nandini seated back. Throughout the way Ram is gazing at Priya from the front mirror. Priya very well know Ram is staring at her; she felt shy and looks down.
Here,
Shipra is very happy seeing Raya together.
Sudhir:- kya hua Shipra...aaj bahut kush lag rahi ho.
Shipra:- jaanu...and pulling his cheeks...jaanu..mein aaj bahut kush hoon. Priya Ram ke saat mein hai...aur bahut kush hai..muje aur kya chahiye.
Sudhir:- haan Shipra mein janta hoon...lekin Rajat ko bhi samjana hai...
By then R's parents also came...
R's Father:- Kise samjane ki baate ho rahi hai
Sudhir and Shipra turns back and becomes silent.
Sudhir:- arre kuch nahi...aap yahan achanak...
R's father:- haan..aapse kuch baat karni thi...abb jab Rajat aa gaya hai...priya beti bhi saat mein hai toh hum soch rahe the ki kyun na hum ek chotti se party rakwate hai...sabse milna bhi ho jayega aur Rajat aur Priya ko bhi achha lagega.aap kya kehte hai iss baare mein..
Sudhir and Shipra looked at each other.. Shipra started:
"Bhaisaahad...mein yeh kehna chahti hoon ki Rajat ko saari sachaayi bata deni chahiye.jitne din tak hum yeh sach usse chupakar rakehnge...takleef bhi uthni jyada hogi..
R's mother:- Shipra ji hum bhi yahi chahte hai ki rajat ko sab pata chale..lekin Doctor ne kaha hai ki eisi koi bhi baat usse na kare jisse ki rajat ko mentally koi problem ho
Shipra:- aap samaj nahi rahi hai...Priya ki shaadi ho chuki hai Ram ke saat..do bachho ki maa hai... who apne bachho se jyada der takk dur nahi reh sakti .Priya Ram ke saat kush hai...Priya ki uski ek alag zindagi hai. mein usse yeh nahi keh sakti ki jo hua sab kuch bhool jao aur Rajat ke saat ek nayi zindagi ki shuruwat kar.
R's mother:- yeh aap kya keh rahi hai..Priya Ram ke saat
Shipra:- dekhiye...mein apni beti ki khushiyaan chahti hoon. meine hi uski shaadi rajat se karwayi thi sirf issliye ki Nandini ko ek maa ka pyar mill sake..lekin jab uski kismat woh hai nahi toh hum ladkar kya karenge...Priya Dhruv aur pihu ki maa hai..aur ek maa ko uske bachho se mein alag nahi kar sakti. Meine khud apni bachhi ko bahut saare dukh diye hai. saat saal baad muje meri beti wapas mili aur meine usse uske pyar se hi alag karna chaha. Jaise Nandini meri bachhi hai ussi tarah Dhruv aur pihu bhi mere bachhe hai.
R'mother:- shipra ji mein samaj sakti hoon...hum keh rahe hai na bachho ko hum sambhalenge
Shipra:- aur Ram..uska kya...Ram bachho ka baap hai...aur uske rehte bachhe kisi aur ko apna papa bulaye yeh mein nahi hone dungi. Muje toh Ram ka shukrahguzar hona chahiye ki usne meri beti ko sambhala...nahi toh eise waqt mein Priya ke saat kuch bhi ho sakta tha. aapne kitni aasani se keh diya ki bachho ko Rajat sambhal lega...aapko sirf Rajat ki kushi maayne rakti hai aur kuch nahi...
R'smother:- nahi shipraji...aap galat samaj rahi hai...mein sirf apne dono bachho ko kush dekhna chahti hoon
Shipra:- meri beti kush hai...apne Ram ke saat..apne bachho ke saat...she stops and then continue...khair filhaal Ram yahan pune mein hai..Rajat aur Priya ke saat mandir gaya hai...woh yahan Priya ko wapas lene aaya hai.
R's parents were shocked.
R's mother:- shipra ji yeh aap ne kya kar diya...Ram Rajat aur Priya ke saat mein hai...Ram wahan Rajat ko sab bata dega ki Priya ka uske saat kya rishta hai
Shipra:- Mein bhi yahi chahti hoon ki Rajat ko saari sachaayi pata chale...aur waise bhi mere rokne se Ram rukne wala nahi hai...woh yahan se Priya ko leke jaane ke liye aaya hai
R's mother (angrily):- eise kaise woh yahan se Priya ko lekar jaa sakta hai...Priya hamare ghar ki bahu hai..Rajat ki biwi hai..mein eisa hargiz nahi hone dungi. Ram ne khud Priya ko hamare paas beja tha...
Shipra:- maaf karna samdhanji..Priya abb aapke ghar ki bahu nahi hai...Ram ki biwi hai.
R's mother:- agar Rajat ko kuch ho gaya toh mein app logo ko kabhi maaf nahi karungi
R's father:- hame jald se jald wahan chalna chahiye...
Here,
Everybody reached the temple.
Rajat:- Priya tum aao mein tab tak pandit ji se milkar aata hoon. Nandu tum mere saat chalo...Rajat and Nandini goes from there.
Ram:- suno Priya..mein chahta hoon ki puja ke baad tum Rajat ko sab sach bata do...
Priya:- muje bahut darr lag raha hai Ram...
Ram:- darne ki koi baat nahi...mein hoon na...aur yeh apni saari teek karo...upar uth rahi hai...Ram bend down and corrected her sari.
Priya (naughtily):- Rajat abhi yeh nazara dekhna chahiye tha...
Ram:- achha hota...tumhe kuch bolne ki zaroorat nahi padti...chalo teek ho gayi.
Priya:- sari bahut achhi hai
Ram:- janta hoon...lekin taarif karne ka haq sirf mera hai
Priya:- Muje pata hai aapko Rajat ka taarif karna achha nahi laga. Common Ram...itna bhi possessive achha nahi hai.
Ram:- hoon mein possessive...bahut bahut possessive hoon
Priya:- achha baba...teek hai...lekin abhi toh chaliye..warna Rajat yahan wapas aa jaayega. Aur apni yeh roti surat teek kariye...mein aapko chodkar kahi nahi jaaungi.
Ram and Priya reached there. Rajat is waiting for them.
Priya fold her hands and praying to God when pandit ji came and told Rajat to sit with his wife. Priya looked at ram then Rajat and Priya sit in front of agnikund. Ram is standing holding nandini. Priya is worried now what pandit ji told her. But she is sitting quietly.
Pandit:- abhi puja aaramb ki jati hai. Rajat beta...tum pehle apni ardhagini ko yeh kumkum lagao aur uske baad yeh Mangalsutra baandh do aur uske baad hum puja aaramb karenge...
Ram and Priya shell shocked hearing this...Priya is scared and sweat is forming in her forehead. She is numb and in state of shock.
Rajat notice Priya is disturbed...he said "kya hua Priya...pareshan lag rahi ho...kya ho gaya hai...daro nahi kuch nahi hoga...iss baar sab achha hoga...muje pura vishwas hai.
Ram and Priya looked at each other. Ram moves to stops him but Priya lightly nodded her head in negative and stops him. Ram is surprised with this.
Pandit ji handed the kumkum to Rajat. Rajat dip his hand in sindoor and raise his hand towards Priya. Priya closed her eyes in fear, she is shivering badly.
Rajat hand is merely an inch apart when Priya hold his hand and stops him and said "nahi" loudly. Priya slowly open her eyes and looks into Rajat's eyes. Tears of drops formed in her eyes. But this time Priya throw out all her fear and face Rajat.
Rajat:- kya hua Priya..muje roka kyun...
Priya:- Rajat meri shaadi ho chuki hai.
Rajat:- haan mein janta hoon..hamari shaadi ho chuki hai...lekin problem kya hai
Priya:- nahi Rajat..aap samaj nahi rahe...mere kehne ka matlab hai ki meri shaadi kisi aur ke saat ho chuki hai...mere do bachhe bhi hai.
Priya looks down. She cannot meet her eyes with Rajat. She continued after taking deep breath...aur jiske saat meri shaadi hui hai..woh aur koi nahi...
Rajat:- Ram hai...
Both Ram and Priya were shocked on hearing this. Priya looked into Rajat's face. She saw Rajat is smiling at her. By that time sudhir, shipra and Rajat's parents were also reached. They also shocked on hearing this.
Second Part coming soon
please leave the comment and hit the like button