Priya ka akelapan yaha tak khatam nhi hua hai, ab toh wo bheed mein bhii akeli hi rehegi.
Jaha ek taraf pariwaar aur pariwaar walon ka pyar ,paane ki khushi hai , jo wo itne saal miss kari thi wo mil gayi hai wohi, usse ram ka baar baar ye yaad dilana she doesn't belong to him , she is just a mere responsibility wo saar khushiyoan ko kahi door baha deta hai. superb
Do insaan aise hai jaha priya apnapan dikhana chahti hai wohi ram usse door bhagane ki har kosshish karta hai. dono apni jagah bilkul sahi hai, galat hai to bass priya ki lagaav aur pyar ram k taraf aur ram ki inkaar aur apnapan na dikhana.
Priya ko try roh karti rehni chahiye kyonki ussne thaan li hai , ki wo ram ko paake hi rahegi, aur dusri taraf yahi chahti hai ki wo jaise rehna chahta hai waise hi rehe usse priya k aa jaane se apne life mein koi changes ya compromise karne ki zaroorat nhi. Wo koi cheez toh nhi hai, usse dard nhi hoga, i think she should not depend on everything and anything on ram, wo toot jaayegi baar baar yahi soch ke.😕
Dosti bhi kahi dikhayi nhi de rhi hai, poore ajnabiyoan jaisa vyvhaar kargea toh sab kuch hoke bhi kuch na honeke samaan hai. well done.
Neha n kapoors , vikram kishish yahi kar rhe hai ki priya ko apnapan mehsoos ho aur wo comfortable rahe.