waisa hi mujhe lag raha hain ''
'' kyun ??? hoti kaun hu mein aapki...?? biwi to hu nahin ''😡
''thik hain...😡Fir mujhe bhi mat bolna...dubara ek bacche ke saath hi milunga ..
mere aur ayesha ki ... ''😡
'' 😲arrey ek kyun...tin payda kijiee na... 😡 ... arrey
nahin nahin tin kyun mein to kaheti hun 😡dus bara bacche payda kar lijie... ''😡
'' fineee !!! '''😡
'' Haaan... okaaay ...fine ''
'' get lost !! ''😡
'' To kaha rahena chahati hun mein aapke saaath... ''🥱
'' ofcourse,,, humare saath kyun rahengi aap ??? hum apke hain kaun ???? aapko to aab
naya aashiq milgaya hain ''😃
'' jalan ho rahi hain ???? ''🐷
'' nahin nahin... ab to tum jalogi priya... Jab mein ayesha aur mere bachhe ka bap banunga.. ''
'' to baniye meine mana kahan kia hain... ''
'' fine ''🤢
'' haan okaaayyy ...faaainnneee !!!!!! '''😡