part--8
finally all the ceremoney's are over and ram is
in his office now.vikram enters into ram's
room.vikram:are u alright now?ram:kyun,mujhe kya
hua?vikram:nothing like this,tere chehrese lag
raha hain ke you are tensed.common ram itna to
main tujhe janta hoon.chal bol kya hua?priyase
jhagra to karke nahi aya?ram:nahi yaar aisa kuch
nahi hain,main peechle kuch dinoke bareme soch
raha tha.mujhe avvi yakeen nahi araha hain ke
priyase meri shadi ho gayi hain or i am a married
person now.vikram:stop it ram.main janta hoon ke teri
or priya ke rishta achanakse ho gaya.aur tune ise ek
nam de dia,compormise!chal yevi man lia maine lekin
ab sab kuch khatam ho gaya.kartik aur natasha living
a happy life and priya is your wife,now you has to
work on your relationship.ram koi vi rishta uparse
typical banke nahi ata hain,we has to make it.ram:
itna lecture mat de tu,mujhse jitna ho sakta hain
main kar raha hoon.aur priya ko vi isse jayda koi
expectation nahi hain.vikram:ram end of the day she
is your wife,aur tu jitna vi sochle ke woh tujhse kuch
ummed nahi rakhti hain,aisa nahi hota hain.umeed ek aisi
chees hain jo manme khudhi ban jati hain.aur tune priya
aur tere beech jo compormise namka ek deewer bana rakhha
hain uske chalte to priya vi apni feelings tujhse kabhi
share nahi kar sakhegi.mujhe lagta tha ke tu rishto ke
bareme mujhse jayda janta hain,lekin yaha to sab ulta
dekhai de raha hain.ram you are not doing justify with
priya,agar tu apna sautela pariveer ke liye itna kar
sakta hain then priya is your own wife,jiske jindegika
responsibilty tu sabke samne le chuka hain.baki tu khud
samajhdar hain,i have to call neha,see you later.ram
starts thinking about his relationship with priya.in the
kapoor house priya is thinking about yesterday night.she
takes her dairy and stats writing...
"""pata nahi pal-varme zindegi kaha se kaha mor leli.
Mr. kapoor,jo avitak mere samne ek pahelise kam nahi hain
aj main unke sath ek chadke neeche hoon.kavi kavi lagta
hain shayed koi sapna dekh raha hoo jo kisi vi waqt toot
jayega,aur pata nahi kyun thora darvi hain kahi ye sapna
toot na jaye.kal us party me Mr. kapoor mere kitne kareeb
the,phirvi jab unke bareme sochta hoon kuch decide hi nahi
kar pati hoon.sab kehte hain ke jab hum dooniame ate hain
tab hi hamara naseeb likha jate hain lekin mujhe aisa
lagta hain jaise mere zindegi ka har din koi roj likhta
hain.aj tak zindegine jovi likha hain khushi aur gum,
jovi ho maine dilse jia hain.lekin pata nahi kyun ye
lamha kuch ajeebsa hain,kavi to itna payara lagta hain
aur kavi dilpe lag jati hain.kavi lagta hain jovi pal
hain woh pure dilse jilu shayed phir mile aur na mile,aur
kavi to lagta hain sab chodke kahi vag jau.
o god...!!!!...please give me strenth ke jovi
ho main apni jagame thik rehe sakhu,pata nahi samne kya
hogi,philhaal ye lamhe main jee sakhu."""
in office confised ram is thinking about priya and his
relationship...vikram itna bara lecture suna gaya ree
pehle koi mujhe ye to bataye priya hain kya?main uske
bareme jo vi sochta hoon woh kuch ulta hi kar jati hain.
isse vi sabko problem hain,re vai koi mujhe ye to bole
main use janu kaise...??!!??...aisei kehe dia ke main
uske sath justify nahi kar raha hoon.god...!!!!...
pehle shadi nahi kiya tha to problem aur ab jab kiya to
vi alag ek problem...ab ek nayi problem "main justify
kar raha hoo ya nahi...???"