thank you
i will give update for this soon
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 30th Aug 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 30 Aug 2025 EDT
MAIRA KNOWS 30.8
Aneet and Ahaan on the cover of THR!!
Param Sundari opens well
Throw back! When katrina did not take 'gentle' gently from Shah!
Monsoon Magic Micro-fiction Contest Felicitation Ceremony
Deepika Ranveer At Ambani Ganpati Festival
Cannot decide who is most annoying
Nazar laga hua anda mein nahi khaata
Queen 2 Tanu Weds Manu 3 Get Rolling
Ijja-jjat hai
Trailer - Do You Wanna Partner - Tamannaah Bhatia Diana Penty
Unseen bollywood pics
Amaal has a message for his Phansss 😇
Vicky says Katrina hates ‘honest feedbacks’ about her acting but…..
Anupamaa completes FIVE Years !! Fifth Anniversary Celebrations
CID episode 75 - 30th August
The Curry-ous Readers 🍛 Book Talk Reading Challenge September 2025
thank you
i will give update for this soon
Thank you soooooo soooo much didi. Will be eagerly waiting to read the new updates.
part 20
dono door ke paas jathe waqth arjun..."rathore hume asie bahar usse takrane nahi
chahiye, hamare paas gun hei aur hum kuch bhi karsakthe hei .lekin bath kya hai
ki...unlogoke paas..kisi tantrik tareeke se hume sulaya tho ya hume bhi kisi soundes
ke doran hypnotize kiya tho jiase hum kudh riya ko soump diya tho...nahi tho hum
yeha hei asie hi hypnotize se wo ander ke logoko kiya tho..kudh riya ko hi apne
awaaj se hypnotize kiya tho?
rathore "tu teek kahrahe hi..arjun chalo ander."
arjun"my back up ko bhi call kartha hoon"
rathore "use kya hoga?
arjun"wo kisi bhi weapons se nahi dhartha hai..koyi tech knowledge se bhi nahi ..lekin ..apne chehraa duniya ke aage lane se dhartha hai kahi riya ko bhi pathachalega isliye..."
rathore"hmm do it "
arjun "back up ko sab instructions deker wo bhi ander riya ke kamare me hi gaya.
riya ke parents "kya hua?/
arjun" hum yehi rahan teek hai"
wo bus kuch nahi bola....bolne ke liye usko kya samjhme aayega??
arjun aur rathore ko bhi confusion hei...unlogoko kithane me goon ko wo maarsakthe hei lekin ye naya hei...
kuch hi der me ek fog jiase mehasoos hua arjun ko, tho immediately ward robe se blankets leker usse wo kidikiyon , ventilators sab band kiya, door bhi close karke usko bhi jaha fog aane ke chances hei une cover kardiya.
ithane me rathore sab ko muh per bandene ke liye clothes diya.
riya ko bhi banddiya.
almost 1/2 ke baad ...wo fog kam hua.
arjun ko laga ki ab wo ander aahi jayega sab log behosh honge is yakeen se...
isliye wo rathore ko sambhalne ke ishara karke wo jaker aur room me gaya.tab
tak fog hei us room me , phir bhi arjun apne muh chupake ek kidiki khola aur
gun bahar rakhker goli chalaya.
useese bahr ke admi ko ye pathachale taki wo log behosh nahi hue hai.
aise hi thoda thoda gap deke aur do baar goli chalaya.
tab tak aadha ganta hoga.
wo log ghar me gussne ke trail nahi kiya.
arjun phir riya ke room me gaya.
sab teek hai.
rathore"hogaya??
arjun apne mobile me back force ka tarck karke....aur 20 minutes rathore, hum
manage karna hai....lekin agar back force nahi aaya tho..rathbahr hum
hoshiyarise hi rahana padega.
itahne me sree aaya.
arjun "tum kaise hosh me ho?
sree"chotu sogaya sir , myne socha thoda der my ruktha hoon tabhi my bhi
fog ko dekha..precaution liya..aur chotu ko bhi utake usko bhi....ye kis tarah ka
fog hei patahnahi na sir//
wo jaan leva bhi hosaktha hai agr wo riya ko marne ka irada hei tho?
arjun"ha right"
sree"ab kya sir??
rathore"arjun jaldi sochna hei....ye phir kuch chalchalaya tho?hume wo kis
taraf se aayega ye bhi pathanahi"
sree"ha sir"
chotu'my jake uske haddiyon thodtha hoon"
arjun'usko wo manjoor hei chotu ,per usse pehale usko riya marna hei.hum use marne gaye tho wo riya ko marne aur strongly try karega"
sree "ab kya hei sir??
arjun"ye back force ab tak kyoonahi aaya??
sree shayad wo unko bhi is fog se bandlia tho??
arjun"ha , hone ka chances hei....wo log bhi bahar hei...tho...yes"
sree "waise ab back force se kya hoga sir??
arjun"isliye koyi uske chehara na dekhe ..isliye wo chalajayega"
sree kuch pal sochker ....wo apne lappy leker kuch kiya.
ithane me jor se ek aawaz use sunthe sab ko head spin horaha hei jiase laga
sree immediately ...apne paas hue kuch head phones riya ko pehanaya
arjun ghar me hue do head phones ek sree ko ek rathore ko diya.
sree riya ke parents se "aap kisi kone me chupiye
wo log aise kiya phir bhi clothse apne kaan band kiya.
arjun ko aur chotu bhi apne kaan band kiya lekin uska asar hei dono per
sree aise kuch kaam kartha rahgaya...bahar se police siren ka sound sunayi diya ,...wo bhi dooor se...
sre ek drone ko bhi chod diya.
wo une capture karne me laggayi.
sree ke screen per dono admiyon dikhrahe hei.
sree usko record karaha hei,
une ye bhi dikhayi diya i wo raveender kuch remote jiase object ko daba raha hei.
lekin usko patha chalgaya ki wo kaam nahi karrah hai..
uske chehare me surprice dikhayi deraha hai.
sree ke muh mewinning smile.
arjun"what??
sree"wo mere drone ko jam nahi karpaarahe hei,wo shock horaha hei"
both acp smiled.
ithane me police jeep ke siren najdeek aane laga..tho wo admi sath heu admi ko leker wahase chalagaya.
arjun "great ab tho aayi back up"
sree"back up nahi sir wo mere kaam hei..."
arjun -rathore"kya??"
sree"ha sir jab aap kaha ki wo logoke age aane se dartha hei tho ...myne ...uske dyan batakne ye arrange kiya aur dron bhi use kiya...bolthe hi ghar ke charo taraf drones ko bejha.."
wo kahi nahi dikhayi diya.
rathore"god job sree"
sree"thank you sir"
rathore"aaj tho ine jam nahi karpayega"
sree"aaj nahi sir ...wo isko jam nahi karpayega...kyoonki ye mere inventions hei...une time lagagea."
arjun "great..lekin back up aaya ya une bhi ye sulaya patha nahi"
rathore"lekin subah hone tak hum bahar nahi jasakth hei...ek bar control room me hi phone karna behathar hoga."
arjun"hmmm"
use back up pahunchne ka info mila, rathore kuch logoko aake une dekhne ke liye kahadiya.
kuch hi pal me wo log aaker une leker gaya aur rathore ke kahne ke nathir kuch log wahi rahgaye hai.
scroll down
ander ye sab hone ke baad sree ke drones ke telecast dekhne ke baad hi sab relax hoasake hei.
apne muh se sab cloths hataye hai.
riya ke maa baap tho abhi bhi shock me hai.
r.p"kya hei ye sree??"
sree"kahana chacha ji...wo admi hi insab ke reason hei.tab bhi aur ab bhi"
r.maa"mathalab??"
sree sab kuch une kahdiya "
r.maa choukkar..kya agale teen maheno me sath me maretho sath hojayenge??"
sree"ha ye unka maannaa hei"
r.maa" agar asie hei tho usee muhurath ...me indonoke shadi hue na? tho ye honge na sath janam ...saath..
tho ye bhi sach hei tho agar indono ke sath likhatho us admi aur riya sath mare tho kiase sath honge ..jab inke pathni tho??
sab log ek pal us theory ko leker choukgaye hai.sach kahna hei tho etf ke men
ke man bhargaya...sab ko ek hope mila....
arjun ko laga ki indirectly riya ke maa ne ye shadi ko accept kiya. mathalab une
accept kiya..bus ab usko aur takat aaya..ab wo usse ladne ke liye jahatak bhi
jayega riya ko kuch bhi nahi hone dega.
riya ke father kuch nahi kaha usko gussa araha hai us admi per
"tho us admi ke is chalse asie hi bacthe hi rahna hai??
rathore"nahi....hume bhi ye naya hai , actaully aise cheej dekhna bhi hamare
liye pehali baar hai...aaj dekha nahi tho yakeen bhi nahi karpathe hai.
jabse dekha tab se wo admi hath doke pada hai peecha...kisibhi keemath per
riya ko hosh aane se pehale leker jana ka"
R.f "lejaaker kya karega?? shadi kiya tho ye chup hoker uske sath rahegi??
aplog kaharahe hai ithana intelligent hei tho..usko ye bath pathanahi
..jabardasthi ek ladki ko sath nahi rakhsakthe hai wo bhi asie trained ladki
ko??sach me ??wo fool hai?"
arjun"aap jo kuch kaha wo sab sach hei...lekin aap ko ek bath ko dyan me
rakhna hai...duniya me har ek psychopath ka IQ hamse bahuth ooper
hai...lekin uthana IQ hone ke baad bhi kuch emotions ya kuch situations ko
manne ke liye ready nahi hothe hai..unko yehi lagtha hai ki usko koyi nahi
rokpayega ..unke intelligence per unko aise hi naaj hothe hai.ye log intelligents
jyada isnaam use karna behtahr hei wo mareej hai dimag ka...isliye dangerous
hei"
jo arjun kaha wo sab arjun ke father convince hua hoga ya ..ab bhi wo yakeen
nahi karraha hai patha nahi lekin kuch nahi kaha.
baki time charo ...bahuth hoshiyari se hi raha , sree aur arjun ke najar screen
per hai....baki dono har ek kone ko dekhrahe hai..aise hi subah hogaya hai.
lekin har ek ka yehi feel hei ki wo log safe nahi hei.
lekin wo din me tho koyi war nahi karsaktha hai lekin food...water...milk sab ko check karna hi padega.
arjun liza ko call karke har ek test karne ke liye jo equipment chahiye wo leker ane ke liye kaha.
kuch der baad wo leker aayi.
kasie karna hei bhi sab ko bathadi.
aur athe waqth wo apne ghar se hi saaman leker aayi .
phir bhi test karke hi riya ke maa kitchen me gayi hei.
rathore"ye had paar kardiya hei yaar....aise hei tho teen maheen poora
department yeha hona hei'
arjun bus sochraha hai.
riya hilrahi hei.
uske maa papa ander gaye hei arjun aur baki log bahar aye hei.
riya uttaker apne maa baap ko dekhker kush hue..aur hug ki.
ithane me sree bhi ander gaya.
sree"kiase ho ri..//'
riya kuch bolne ki try ki lekin awaz nahi aayi.
sree" tension math le thoda time lagega"
riya hath hilathe hue"kyoon?
sree"kyoonki tum ithane din tum hypnotized ho...tho kuch time lagega."
riya ankh badakarke dekhrahi hai jaise sach??
sree"ha almost 2 months"
riya "KYA??"chillayi lekin awaz nahi aayi.
sre"ha isliye awaz aane me mathalab ab bhi tum apne aapme control nahi hogi
...agar chahtho phir tume chutki me hypnotize karskatha hai.isliye hoshiyari
serahana aur apne aap me kaaboo lavo..ok...
riya bus surprise look se biti hai.
ithane me arjun aur rathore dono ander aye hai.
arjun riya ke wor dekha...riya bhi..riya ko arjun ke chehare me tiredness dikhayi
diya...bahuth sochsoch ke kaam karthe waqth kithnaa takjatha tha, uthana
takavan dikhayi diya use, aur ek relief...aur .ek aur ...ab tak koyi nahi dekha
hoga us emotion ..ko jo ..ARJUN SURYAKANTH RAWATHE ke chehare me
DHARR
kyoon ??
kya hua hoga??
ab wo kisiise darne ka kya jaroorath hei??
lekin poochne ke liye usko himmath nahi ...aur haq nahi ab voice bhi nahi.
riya ke parents aaker riya se "beta kuch peevoge??coffee ya juice"
riya "coffee kaha lekin samjhme nahi aaya.tab sree samajhker coffee kaha.
riya ke maa coffee leane ke liye gayi.
riya bed se utahrene ke liye try ki ..lekin nahi hopayi.
balance khogayi.
arjun aage aake pakadna chaha lekin usko path hai ab tak hi wo usse normally
bath karne ke liye ready nahi hei
ab ..usko pathachalegi ki uske mang bhara aur mangalsootr pehanaya..maana
hei wo shadi nahi maana jatha hai bina uski permission lekin jab wo dekhegi
uski reaction ..kiase hogi wo kamse kam uske muh bhi dekhegi..bus wo hi
soch se wo kuch aage nahi japaya.
sree hi pakada.
jab wo balance khorahi hei tabi wo bend hogayi tab uske gale hue mangalsootr
bhi aage aagayi...tab usko riya dekhli.
ek dum uthani weak me bhi ek dum straight hogayi.
usko apane hathome leker sree ke wor dekhi
sree ko ab kya jawab dena hai pathanahi chala.
wo arjun ke wor dekha.
arjun ko bhi kya kahna hai ?kahatho wo kaisie legi is tension se paseene aane
lage hei.
kaisi lagi??
Loved it superb thnx for pm cont soon
Loved it dear Srishti 😁
Amazing parts 😀
Read all in go. ..
Thanks for the PM ☺️
Keep writing ✍️
Amazing chapter....maza aa gaya, Loved all of it very much.
Shree aur Arjun ki joint intelligence issbar bhi uss Ravindar par bhari par gaya. Finally Riya ko hosh bhi aa gayi, par abhi bhi puri tarah thik hone mei wakt lagega aur ussne apne galey mein huye mangalsutra ko bhi dekh liya. Ab sab usse usske sawalo ka kya jawab denge, sach pata chalne ke baad usska reaction kya hoga aur sab usse sambhal te huye kaise usski raksha karte rahenge yehi dekhna hai.
Tnx for pm...keep updating soon, will be waiting eagerly to read the next chapters.
Ariya marriage was already written right?
Because I remember reading it before...
Anyways, I read it again.
Riya ka reaction kya hoga pata nahi...
Kya woh arjun ko samajh paayegi?
Ya usko hi blame karegi?
Ye raveendra toh bada hi bekaar insaan hai aur utna hi chalak bhi....
Hope Ariya wins against him...
Eager to read more...
Cont soon
Thanx for PM
Thank you for the tag . Loved the part and thank you for giving 2 parts together .
Waiting for more
Awesome update
Love it
Cont soon
Thanks for pm
Case of the Heart The usual crispness of the ETF office was tainted that morning by a peculiar scent — no, not coffee. Tension. Unspoken, oddly...
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Prologue Raat ka aakhri peher tha. Mumbai ki galiyon mein aksar iss waqt shanti hoti hai, lekin ek ajeeb si khamoshi uss raat hawaon mein gungun...
Part 1 The ETF office had always been a place of tension, urgency, and adrenaline, but today, an unusual silence loomed over the space. The...
Hey guys, i know that i am very late and i have left my book incomplete. Actually had problems that forced me to focus on my life for a period...
12