Originally posted by: mubash1607
Uttam atee uttam... Hum bahot prasanna hue h iss bhaag se... Ant me sab thk ho Gaya... Yuvraj aur yuvrani Maharaj aur maharani ban Gaye... Aur senapati Sameer aur aayesha ka bhi vivaah ho Gaya... Aur jis prakar aayesha Riyali ko ched rahi thi aur Sach me waha yuvraj Arjun ka aana bahot hi acha aur yuvraj ka Riyali ko iss baat see chedna ye drishya ati uttam... Parantu just prakar yuvraj aur yuvrani ne Sameer aur aayesha k saath unke vivaah ko lekar mazaak Kiya bahot hi achha that... Maharaj Arjun aur maharani Riyali ki at ho... Saath hi saath hamari lekhika ka bhi Jay jaykar... Bhaag k sandesh liye dhanyawaad... (Hahahaha... Bahooot saara try n yaad kr krke likha h comment... Pata nhi konse words sahi ya galath but itne Sundar aur pure Hindi story k liye thoda say Hindi me comment...)
shukriya..bahot bahot shukriya..
ha ab Sab thik ho Gaya he..
Aur yuvraj Aur yuvrani ne Sameer Aur aayesha ko bhi Mila Diya..
ab Woh maharaj Aur maharani bhi ban Gaye..
dhanyavaad..
37