Arjun suddenly rememebers sam and he rushed towards sameer's cabin .Sam , who is busy thinking about the present case was startled by arjun entryArjun :Rathore (panting heavily )varsha ka jaan ko khatra hai
Sam : varsha (questioningly )wo kaun hai?
Arjun :mere dosth jaldi chalo please mein sab baad mein bata dungi
Sam: ha chalo
Sam started to drive his suv as fast as he can .Arjun was trying to call varsha .suddenly arjun phone vibrated
Arjun : hello Acp.Arjun rawthe speaking
Other side : arjun mein varsha
Arjun : tum fikar math karo pehle tumhare gun nikalo
Varsha :(crying loudly) sir aap aise galath time pe aise bakwass jokes kyu kar rahe hai . Mein doctor hun sir mere pass glucose bottles hai guns nahi.vacines hai weapons nahi
Arjun : i am sorry . Pehle yeh batao tum kaha ho?
Varsha : i am on the terrace .aur yeh phone unn logon ka hai .i fond it so i called u
Arjun : wo abhi bhivghar mein hai
Varsha : mujhe patha nahi lekin sounds toh bandh hogaya
Arjun : ok dont move anywhere i am coming.
Varsha : please come fast
They reached there in no time. Sam and arjun rushed towards terrace to see varsha .By the time sam reached her , she pointed a knife towards him and slowly she fainted. Arjun and sam brought her down into the house .After some time she slowly gained consciousness . Sam who was on sofa ,saw her waking up rushed to her. She started shivering by seeing him
Sam : please dont panic .mein arjun ke dosth.. i mean colleague.
Arjun (just enters) : madamji yeh kya hai . Aap mujhe mere baare mein khyaal rakhne ke liye kehthe ho lekin aap apne baare mein nahi dekhte hai
Varsha : mein yaha akele hun .iss poor doctor ke dekhbal karne ke liye koi nahi
Sam : tumhare parents ?
Varsha : you know what my father gets transferred for every 1 year . They move move and just move from one place to other .usko adjust hone ke liye 1 saal hotha hai for transfer just nomad jaisa ghumna hai hame isliye mein uske saath jana chod diya
Arjun packed varsha's clothes.varsha rushed in suddenly remembering something
Varsha : i really dont want to wash all these clothes now
Arjun : yeh wash ya iron karne ke liye nahi
Varsha :toh kiske liye
Arjun : hamare saath chalne ke liye
Varsha : kyu
Arjun : madam questionnaire ab open math karo bas chalo
Varsha :10 min mujhe change karna hai aur thoda things hai apck karne ke liye
Arjun : jaldi karo na
Outside
Sam : whats happening rawthe ? I mean yeh riya ke ghar hai ryt. Yeh yaha kyu hai aur yeh tumhare dosth yeh sab kabse chal rahe hai
Arjun : please i cant say u about this right now because i am exhausted so kal sab bataungi
Inside :
Varsha : yeh kya horaha hai ? Agar mein arjun ke saath gaya toh wo mujhe har minute dekhega. Kya karna hai think varsha think . Kyu ki tum yeh opportunity chod diya toh wo vivaan india se fir bhaag jayega .wait agar arjun ko mere baare mein pata chalega toh kya karna hai god help me. (Rub her temples) ha mein yeh raath nahi din mein karunga tab toh arjun office mein hoga . God please give me the courage kyu ki mujhe patha hai yeh sahi rastha nahi lekin jo bhi ho i am not making a mistake .
She packed her things and returned to the living room.
Arjun : hogaya tumhari packing
Varsha nodded
Arjun : sam sorry Rathore uss luggage ko car ke trunk mein rakhlo
Sam : ok chalo chalthe hei
Arjun went near car adjusted her things in the trunk with sam
Arjun: varsha tum aajse sam ke saath rehna hoga . Kyu ki I am living in a lodge. Tum rathore ke ghar se hospital jaa sakthe hai
Sam : mujhe koi problem nahi hai. Aap baitiye
Arjun : rathore yeh riya ke dosth hai aur kafi disturbed lag raha hai isliye disturb math kar
Sam : ha ok. I will drop u near ur near ur lodge
Arjun : ha ok
Location shift
Arjun inside his lodge
Arjun was talking to his informer . He asked him to enquire about varsha and her past , her background . He returned to his room rekaxed on his couch for sometime, closed his eyes thinking about something.
He knew varsha is not a suspect but he wanted to check if ahe has any enemies in the past. He lookef at the mirror he really looked tired so he got freshen up. He went near his window and looked up at the shining star
Arjun : dekho riya , mere life mein bas ab ek hi regret hai ki mein tumhe bach nahi paya .ab wo poore karne ka time aaya. Tum varsha ke fikar math karo. Mein use kuch nahi hone dunga .koi raz hai riya jo varsha mujhse chupa rahe hai. Jo bhi ho agar puri duniya usake opposite mein hai toh bhi main uska saath dunga .ok fine bahuth dinon ke baad aaj mujhe bade neend aarahe hai chalo sona hai good night
Scene shift
Sameer dhamsingh rathore residency
Sam : varsha dont worry feel free .aur fikar math karo ham sab hai tumhare saath. Kuch bhi kaho na
Varsha : mujhe bhook lag rahe hai
Sam (laughing )chalo ji aaj ke liye ham bahar khayenge. Wow mumbai street food i love it
Varsha : chalo i am starving actually
Scene shift
Ayesha : dekho sakshi ham ab pav bhaji khaen aur fir ramesh chacha ke dukaan par kulfi ke liye jaen
Sakshi : nyc idea
Ayesha : chalo mein scootey ko parking se launga
Sakshi : no no i will drive
Varsha and sam
Sam : pav bhaji ya vada pav
Varsha : gol gappa chahiye mujhe
Sam : kya tum sach mein riya ke dosth hai
Varsha : wo kya hai na sam i really dont know anything here im mumbai
Sam : toh mein pav bhaji order karungi wo iss stall mein bahuth ache hothe hai
Varsha : ji. Aapka naam
Sam : sameer dham singh rathore
Varsha : (mimicking )sameet dhamsingh rathore huhh itna bad name nahi names god
Sam made a puppy face
Varsha : i am sorry . Sameer dhamsingh rathore bahuth bada hai sam chota hai aur cute bhi toh mein tumhe sam kahoonga
Listening this sameer lost somewhere
Years ago tada
Sam (youngerone): hello i am sameer dhamsingh rathore (forwarded his hand)
Girl : sameer dhamsingh rathore 120 kb i can't waste that much memory just for your name .
Sam : toh tum sam bhula sakhthe ho
Girl : sam 12 kb great
Sam : tumhara naam ?
Girl :rosh
Sam : rash ahh?
Girl : idiot my name is roshini all call me rosh
Sam : hello roshini. We r friends from now right
Rosh: nahi .kyu ki doath aise bus hand shake nahi karthe jai (saying this she hugs him)
Sam came put of his dream lane when he saw varsha on the top of the suv.
Varsha : tum bhi yaha aao the view is great sam
Sam :nahi
Varsha : meine kaha aao
Sam : ha wait i am coming
Varsha turned to the stall
Varsha : bhayya aap please wo sab yaha serve kejiye
She turned to sam
Varsha : dekho sam kitna acha hai yeh view itna bada shahar lekin ab dekho itna chota
Meanwhile sakshi and ayesha also come there eating kulfi
Sakshi : aaj ke film mein hero toh ek dum handsome hai rathore sir ki tarah hai na
Ayesha : ha
Sakshi : ayesha is feeling shy but why
Ayesha : chup karo tumhari bakwass aise kuch nahi
Sakshi : ha kyu ki waha dekho
Ayesha :rathore sir aur wo kaun hai uske paas aur dono waha car ke upar baith kar baath kar raha hai
Sakshi : tum call karo usko ek baar
Ayesha : ha
Ayesha calls sameer. But sameer disconnects the call
Varsha : lift karo na sam agar emergency hai tho
Sam: aise kuch nshi hoga . Pehle tum yeh batao ki tumhe kis flavour ki kulfi chahiye
Varsha : anything
Sam : ha bus i will bring.
He climbs down the car and hits ayesha and both fall on the ground together .sakshi coughs to bring ayesha back normal .while sam moves like nothing happened
Precap: jalan continues but lets experience it with sakshi's
Edited by SamhithaWRIER - 7 years ago
723