Part 6:
ETF: Conference Room:
Sameer hung his phone after brief point of time. He looked at Aisha and Shree, "Chotu ka phone tha. Nidhi itna ziddi kyun hai. Waapass gayi Sakshi se milne. Mana kiya humne, phir bhi nahi suni." He paused, "Aisha tum waha jao, ek naye case ke liye mujhe DIG sir se milne jana hai and Shree kal ki cases ke witness updates mujhe database mein updated chahiye." Sameer ordered.
As he turned to leave, he saw fuming Arjun standing there, "Nidhi Jail gayi thi and you didn't tell me anything about it."
"Batane wala tha, but tum aise badak jaoge, isi dar se nahi bataya." Sameer gave a reasoning.
"Fine." He took a deep breath, "Aisha, I asked you to follow up yesterday's details, kya hua uska?" He enquired.
"Sir, uska owners abb Mumbai mein nahi rehte. Ghar ko sale mein rakh ke Pune shift hogaye. Mein ne unhe inform kiya hai. They will be here by afternoon." Aisha informed.
"Teekhe. Tum yahi raho. Tum aur Shree unhe Aarav ke bare mein enquire karo. Mere waapass aane tak unhe yaha se maat jane dena." Arjun ordered. "Mein Nidhi se milta hoon." He rushed out. Sameer looked at him and left from there shaking his head.
***
Open Jail: Sakshi's cell:
"Mein ne tujhe yaha aane se mana kiya tha na." Sakshi stressed her voice.
"Sakshi, let me help you. Tum problem mein ho. Mujh pe yakeen karo. Only I can help you. Tum bahot achi ladki ho. U cannot kill your husband. Sach kya hai?!" Nidhi tried to convice her. Sakshi turned other side not facing her, "Tum nahi chahti asli qatil ko saza miley. Kya tum nahi chahti ki, tum apne bache se milo?!"
Sakshi facing wall, "Tumhari yakeen aur meri chahat, meri kismat nahi badal sakti. Yeh mein ne apne liye, saare laqeeron ko mitakar likha hai." Nidhi stepped aside pulling sheet stuck in between books. Sakshi rolled her eyes up, "Baghwaan bhi meri iss kismat ko nahi badal sakte."
"Nidhi!!" Arjun yelled.
Nidhi pressed her eyes, 'gayi mein' she thought turning to him with a forced smile.
Sakshi rolled her eyes to see strong built young man with crumpled angry face. Fierce eyes piercing her inside out. Ready to kill posture of his body didn't scare her. Behind those layers of red eyes there were questions which no one could answer. They didn't scare her. She saw disgust for her in his eyes written in anger on the page of prejudice.
"Bhai woh." Nidhi interrupted their exchanged glances.
Arjun rolled his eyes to her, "chalo yaha se" he pulled her with his rough hands.
"Yeh aap kya kar rahe hai?!" Sakshi quizzed trying to stop him from hurting Nidhi.
Arjun pointed finger at her, "Tum!!" Her eyes has an unnarrated story, sunk tears, dried hope and secrets silenced from years. They reminded him someone. "Mein tum jaise logon ko bahot ache tarah se janti hoon. Dur raho Nidhi se." He warned.
"Bhai aap galat samajh rahe hai. Woh bilkul aisa nahi hai." She tried to explain.
Arjun didn't turn his eyes from her. Sakshi burned under his gaze, "Kya patti padaya tumne usko? Tum jaise log kud ke alawa kisi aur ke bala kabhi nahi soch sakte." Nidhi slipped aside and pulled sheet of sketch leaving them to there conversation.
Emotions taking over board, "Tum jaise logon ko paison ke alawa koi rishta samajh nahi aata. Na pati ka, na maa ka. Bachon ko marne ko chod dete ho tum log." Sakshi raise her eyes staring wide at him. "Tum jaise logon ko maa kehne se accha, tumhare bache.."
"Bass!!!" She raised her hand pointing finger at him. "Mein sunn rahi hoon, iska matlab yeh nahi hai ki aap kuch bhi bolenge." Nidhi looked at her in shock. She never heard her voice loud and strong. Before there is more issue Nidhi interrupted. She pulled Arjun out with her saying sorry to Sakshi. She is here for sketch and she got it.
***
ETF Car:
Nidhi sat silent on passenger seat and Chotu behind her. Arjun drove silent lost in thoughts.
'Mein ne apne zindagi ka gussa uss pe. Nahi. Uss tarah ke log ek jaise hotey hai. Sahi kaha mein ne. Par andar se galat kyun lag raha hai. Ek kitab ki Kahani padkar kisi aur kitab pe raay toh nahi banaliya?!' Arjun jerked out of his thoughts with buzz of his phone. It is message from Aisha. He parked car aside followed by Nidhi's car, "Nidhi tum jao, mein sir se baat karne baadmein aajaunga." Nidhi got down and boarded her car.
"Abb bhai mujhe nahi chodenge. Bhai baat karne se pehle mujhe karna chahiye." Nidhi decided.
***
Home-Ministers House: office:
"Pappa, mujhe aapse baat karni hai." Nidhi demanded.
"Nidhi, mein yaha kaam kar raha hoon. Abhi kaam. Baad mein baat. Tum jao Abhi." He said checking files not even looking at her.
"Ghar se office tak pappa ke tevar badal jaatey hai. Pappa se kadoos bann jatey hai." She walked out of office room banging into Shivaji shinde. "Aap!! Sorry sorry." She pulled herself back.
"Aap pareshan ho?!" Shivaji questioned.
"Pappa se baat karni hai. Jab kaam mein hotey hai, dekhte bhi nahi hai." She complained.
"Kya mein kuch maddad kar sakta hoon?!" He enquired.
"Kaise?!"
***
ETF office: Arjuns' cabin:
"Aap uske bare mein aur kya jantey hai?!" Arjun enquired.
"Mein ne already aapke officer ko keh diya hai. Woh mujhe road side pe mila tha, mein ne usse orphanage mein chod diya." He said.
Arjun says, "Mein ne suna hai ki woh ghar apke maa ka hai. Pichle ek saal se kali pada hai. Aur aap pichle paanch saal se uss ghar mein nahi rehre. Aapke maa akele rehte te."
"Ha. Toh?!" He counter questioned.
"Toh apne apna ghar ka address nahi, apne maa ka address likha. Kyun?!" He questoned.
He thought for a moment, "Mein ne socha ki mein local address likhunga. Pune ka nahi." He stammered.
"Par aapko pune shift hue sirf 6 mahine hua hai?!" He counter questioned.
Sweat shimmered his body, "aap interrogate kar rahe hai?! Bina case aur orders mujhe pareshan nahi kar sakte. I will speak to your officials."
"Mein unn officers mein se nahi hoon jo aapke damke se darr jayenge." Arjun raged. "You can leave now." He got up to leave, "Mr. Anand, abhi yaha katam nahi hua, hum phir se bulayenge." Arjun said firmly. After hearing him Sujit Anand left from there. Arjun called in Chotu, "Mujhe iss insaan ka pura kacha chitta chahiye." He ordered.
***
Home-Ministers office:
"Aao Shivaji." He offered him to occupy seat.
"Ji." He sat. "Woh mujhe apse kisi ke bare mein baat karna tha. Usse apka help chahiye. Apse milna chahti hai." He pursued.
"Kaun?!" He looked at him.
"Ji. Aap andar aajayiye. He raised his pitch to make her hear.
She entered in taking step by step with head down. She gave a cheeky smile to him, "Nidhi." Mr. Gokhle gave an impossible look. "Yeh kya bachpana hai?!"
"Pappa. Sach mein important hai. Kisi ki life ke bare mein hai." Nidhi said and Mr. Gokhle sat straight to hear her. "Pappa open jail mein Sakshi naam ki ek kiaidi hai. Uss ne kuch nahi kiya. I want to re-open her case. Mein chahti hoon ki ETF wale yeh case investigate kare."
Shivaji looked shocked, 'Yeh kis Sakshi ke bare mein baat kar rahi hai?!' He thought.
"Pappa I have clues. Uss ke file mein bahot sare cheese ignore kiya gaya hai. How can someone eliminate a son from Mother's life?! Saare witness ne usse bache na hone ka gavayi diya. But Sakshi have son." She enquired. "Sakshi property ke liye apni pati ko maar nahi sakti. Kyun ki jise woh janti bhi nahi uss ke liye haath tudvaliya, woh kya kisi ko maregi!!"
'Sakshi, pati, bacha?!! Pakka yeh usi Sakshi ke bare mein baat kar rahi hai.' Sweat stroke Shivaji's skin.
"Yeh clues strong aur kaafi nahi hai Nidhi. They are baseless. And bacha?! This can be imaginary." Gokhle spoke. "On this basis I cannot order ETF to take up this case. They have hundreds to handle." Gokhle reasoned.
"Believe me Pappa. Yeh dekhiye." She pulled out sheet and unfolded it before him. "Yeh Sakshi ne banaya apne baete ke sketch."
'Aarav!!!' Shinde's heart scream in horror.
"Aap preliminary investigation ke liye orders dijiye. Agar uss mein kuch nahi mila toh, ask them not to take up case." Nidhi stated.
"Teekhe. I will speak to Rathore. Happy now?!" Gokhle asked.
"Very happy." She jumped hugging her father.
'Nahi. Yeh case nahi khulega. Agar yeh khulega, meri zindagi band hojayega.' Shinde shivered thinking.
***
Thanks for reading. Please do like and comment.
Edited by VindhyaMounika - 8 years ago
38