Hiii
Here is next part
Part 3
Next morning
Sabhi log conf room mai baithe hai. Siwaye samjuniya k sam apne cabin mai hai ,riya apne or arjun abhi aya nahi hai. Akhir mai wo aa jata hai
Ar - good morning guys
All - good morning arjun
Riya bhi aati hai
Sak - wow arjun aaj to tum kuch jyada hi handsome lag rahe ho.
Ar- ohh thanks beautiful par tum to humesha hi acchi lagti ho.
Sak blush n smile. Thanku
Ar - or tumhari smile to bas kamal hai.
Sak - ohh thanku asr
Sh - waise itna late kaise ho gaye year
Ar - WO kya hai na buddy kal maine ek bet jeeti thi. To aaj mai bahut khush hu. Or jab mai khush hota hu to der tak sofa hu or ready hone mai bhi time lagata hu
Ne smile n all smile to him .n riya frown
Ch - aise arjun bet to Aisha Lisa or shree bhi khub lagate hai par kabhi inhe itna khush nhi dekha.
Ar - par ye bet kuch khas hai chotu.
Or riya ko wink karta hai par riya use ghoorti hai
Li - khas matlab
Ar - batadu
Riya use fir glare karti hai.man mai dar hai kahi ye kuch bata na de
Ri - ye kam ka waqt hai baton ka nahi. Rathore sir ne ye kuch papers diye hai or kaha hai inhe ek ghante mai pura karna hai.
All - OK riya
Ar - are shona aaj to tum kuch jyada hi beautiful lag rahi ho. Kya bat hai lagta hai kisi ki duaon ka asar hai.
N wink.
Riya ko kal rat arjun ka use apni wife upar se pragnent batana fir aunty ki blessings yad aati hai. Use gussa ata hai par bechari bet k karan kuch bol nahi pati.
Or chali jati hai. Or arjun uske piche.
Sh - hay Kali ma aj suraj kya pashchim se uga hai riya ne answer nhi diya
Sak - WO bhi asr ko.
Ch - ha yar mujhe to laga jaise mai Sapna dekh raha hu.
Ais - shut up guys .or apna kam karo hume 1 ghante mai kam pura karna hai.
Riya cabin
Ar - hay shona naraj ho.
Ri - huh.or apni chair par baith kar kam karne lagti hai.
Ar - tumhe sach mai laga shona ki mai unhe bata dunga
Ri - mai kisi par wishwas nhi karti .khas kar tum jaise flirts par. Or tum kya koi peice ho I mean kaun sirf ek bet jitne par itne jatan se taiyar hota hai.
Ar - mai to hota hu. Are jeet to jeet hoti hai chahe kaisi bhi ho. Mai to choti choti baton mai bhi khush ho leta hu shona.
Ri - apna kam karo .ek hr mai khantam karna hai.
At lunch time. Conf room
Ch - are aaj to canteen ka renovation chal raha hai .tiffin kaha khayenge
Ai - yaha nhi kha sakte kabhi bhi case leke koi aa Santa hi.
Li - lagta hai aaj akele apne cabin mai khana padega.
All get sad
Ar - are akele q mere cabin mai chalo wo bada bhi hai him sab aaram se lunch kar sakte hai.
Sabhi khush ho jate hai par
Sak - par riya. Use accha nhi lagega
Ar - shona wo kuch nhi bolegi chalo
Sabhi arjun k sath cabin mai aate hai . riya ko gussa aata hai ab uska cabin kharab ho jayega. Par poor she kuch bol nhi pati. Fir sabko shock lagta hai.
Sabhi masti kar ke lunch kar rahe hai . khub sari batien share kar rahe hai or arjun apni ex gfs k bare mai bata raha hai.
Or riya uska gussa to satve asman par hai apne cabin ka hal dekhkar.sabse jyada use arjun ne hi failaya hai
After lunch sabhi apne apne cabin mai jate hai qki imp kaam hai. Idhar riya arjun ko aise ghur rahi hai jaise kha jayegi.
Ri ( gusse mai phone par ) - bhaskar mere cabin mai aao abhi
Bhaskar ( peon) - ji madamji
Ri - jitna jaldi ho sake ye room saf karo
Mai research dept mai hu. Ho jaye to inform kar dena. Or arjun ko ghurte hue
Chali jati hai.
Arj - uff. Bahut gusse mai thi .aaj to bet ne bacha liya kal kya hoga.
At night Parking
Sabhi chale gaye hai riya taxi k liye wait kar rahi hai.
Ar - chale shona
Ri - tum .dekho aaj Jo hua wo kya kafi nhi subah se pareshan kar rahe ho.flirt kar rahe ho ab bas karo.
Ar - ek min
Or wo bike se utarkar uski taraf badta hai .riya piche badti hai . aise hi riya piche or arjun uski taraf .riya uspar attack karne k liye hath uthati hai par wo rok leta hai or uske dono hath pakad kar use diwar par pinned kar deta hai.
Ri - dekho tum
Ar - shhh.. Uske or pas aata hai.
Ri - tum. Uski heart beat tej ho jati hai
Ar - wow yar sach mai hai. Jor se hasta hai or use chod deta hai
Riya bichari confusion se dekh rahi hai.
Ri - kya sach mai hai ( gusse mai)
Ar - are tumhari chin par wo mole. Mujhe laga Mujhe aisa laga par ye such mai hai.
Ri - ha hai to
Ar - meri mom kehti hai jis bhi ladki k chin par mole hota hai wo bahut romantic hoti
Hai or use apne sapno ka rajkumar milta hai.
( i know guys ye bakwas hai par story k liye jhel lo na plz)
Ri - kya bakwas bat hai. Mai nhi manti ye sab.
Ar - tumhari marji par sach to yahi hai.
Ri - huh. Dekho tumhari wajah se wo taxi nikal gayi.
Ar - chod deta hu tumhe. Plz yar you know na mujhe andhere se dar lagta hai or us raste mai andhera hai plz chalo na. Kaisi cop ho ek dare hue admi ki help nhi kar sakti.
Ri - ohh chalo.
Raste mai ek jagah bike rok kar
Ri - bike q roki.
Ar - are abhi pura time khatam nhi hua bet ka .mujhe kuch or bhi karna hai par tum rok nahi sakti.
Riya - kya.???
Ab arjun kya karne wala hai. Or riya kya karegi...
Next part by mini di.
Thanks .
Kaisa tha.
Edited by kashvi19 - 9 years ago
493