Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 27
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sep 11, 2025 EDT
KIARA EXPOSED 11.9
🏏T20 Asia Cup 2025- BD vs HK 3rd Match, Group B, Abu Dhabi 🏏
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sep 12, 2025 EDT
Bigg Boss 19 Daily Discussion Thread - 12th Sept 2025
HUM JEET GAYE 12.9
Is it just me or…
MAJOR REVAMP TIME FOR STAR PLUS
🏏T20 Asia Cup 2025- Pak vs Oman 4th Match, Group A, Dubai🏏
Patrama Prem ~ A Gosham SS ~ Chapter 4 on pg 2
Anupamaa 12 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
The 71st National Film Awards are September 23 in Delhi
Originally posted by: aarushi04
Superb concept...
Loved d ff so much!!!!
It is so emotional...
Arjun state is so heart wrenching...
He is in so bad shape...
Can't c arjun so broken
Eagerly waiting for ariya's meet...
N also to know wat happened in der past...
Which left arjun lyk dat...
N y he married roshni...???
Continue sooon
Thnx for pm
Originally posted by: ILuvKaran
superb update
kya hua tha past me?y they r seperated?n y arjun marry roshni?i feel so bad for ariyathey are so much in painupdate soonn thanks 4 pm
Originally posted by: cuteariya
Full of emotion
What happened with ariya in past?That gave them so much painNow ariya suffering a lot hope both will recover from their horrible pastNow waiting for ariya to meetContinue plz
Originally posted by: ariyabestfan
Suspence aur badh gaya he..
Plz jaldi revel karo..
Continue soon
Thanks 4 pm
KASAUTI ZINDAGI KI
PART 9
Team dhak ghar aati he all are worried for arjun sabke dil me bas yahi baat he ki arjun ko hua kya he esa use pehle kabhi nahi dekha
Bahar sirf shree betha hua he or apne lappy me kuch kar raha he all are wondering ki arjun kaha he
Sakshi : shree arjun kaha he
Shree : arjun sir to room me rest kar rahe he
All buy his saying becoz sab jante he ki arjun ki tabiyat kuch thik nahi but sam use vishwas nahi hota so he went towards arjun's room to check that ki wo sachem rest le raha he ya nahi
sam goes inside n shocked
sam : ARJUN.."panicly"
rathore ki shout sun kar sab bhi aa jate he
rathore kneel down beside arjun n trying to wake him up
kuch der pehle
when sam enter he look for arjun on bed but wo waha nahi hota he look for him in whole room tabhi uski nazar window ke par padti he waha arjun jamin par pada he like behosh ho gay age
rathore use uthane ki koshish karta he baki sab bhi aa jate he or sab aage ka scene dekh tense ho jate he
all are worried for arjun
rathore : pani koi pani do
Ayesha jaldi se pani lati he
Rathore thora sa pani arjun ke face par dalta he while continuously calling him
Rathore : arjun arjun aankhe khol arjun kya ho gaya tujhe arjun...
Kuch der baad arjun ko hosh aata he
Wo charo taraf dekhta he to rathore or baki sab nazar aate he or un sabke face par worry
Kuch pal use kuch samjh nahi aata then dimag par zor dalne par use yaad aata he ki wo bhagwan se lad raha tha or bate karte karte kab behosh ho gaya pata nahi
Arjun ko hosh me dekh sab relief hote he
Rathore : u ok arjun tum thik ho
Arjun just nod his head
Rathore sahara de kar use uthatha he n bed tak le jata he arjun bhi protest nahi karta
They made him lay down n went from there
They ask to call doctor but arjun mana kar deta he or ek bar arjun ne kuch than liya to koi usko oppose kar sakta he bhala so all left him n went outside
Arjun apni aankhe band karke leta hua he
Tabhi kuch aawaze aati he
Voice :TUM KON HO?
Par arjun kuch nahi kehta like he did'nt hear
Voice : me tumse hi baat kar rahi hu
Arjun : kya tum nahi janti me kon hu
Voice : NAHI nahi janti ki kon ho tum"said angrily"
Arjun : kya tum mujhse gussa ho
Voice : ha hu
Arjun panicly : kyu plzzz mujhse gussa mat raho me nahi ji paunga is tarah plzzz
Voice : wese bhi konsa ji rahe ho kyu mujhe taklif de rahe ho tum ha nahi janti me tumhe kyuki ji insaan ko me janti hu wo tum nahi tum to bohot kamzor or tute hue ho mera pyaar esa majbur nahi tha kabhi tum kyu aaye yaha
Arjun : kya tum nahi janti ki me kyu aaya
Voice : mere kehne par aae ho janti hu par yahi karna tha uhi is dhak ghar me band rehna tha to nahi maanni chahiye thi tumhe meri baat
Arjun : mene aaj tak tumhari koi baat nahi tali wo sab bhi kiya jo me kabhi nahi karna chahta he
Voice : janti hu par ab jo tum kar rahe ho wo sahi nahi yaha tum apna farz pura karne aaye ho apni duty nibhane kya wo puri hogi is tarah yaha bethe bethe bolo kyu bhag rahe ho kyat um mujhe itna kamzor samjhte ho ki me toot jaungi tum meri taqat ho agar tum is tarah haar manoge to me to bikhar hi jaungi mat karo esa apne aap ko sambhalo or wo insaan banjao jisse mene ishq kiya he ab ese lete mat raho utho or jao bahar
Arjun : par...
Voice : par var kuch nahi burai nahi achai dekho ye jagah ne kya liya he wo nahi kya diya he wo dekho
Arjun : me tumhara vishwas nahi tutne dunga tumhe bikharne nahi dunga me kamzor nahi padunga"while saying this he sit straight on bed"
N feels like someone peck his forehead
Arjun smile over it n get freshen up n come out side with determination on his face
Arjun : is tarah kyu bethe ho sab school teacher bane ho sirf uc me bhulo mat case abhi bhi hume hi solve karna he"standing in his signature pose"
Sab arjun ki taraf dekhte ye arjun sabko alag lag raha he ye wo arjun nahi jise ye log kuch dino se dekh rahe he balki ye wahi purana arjun he jiske face par koi expression nahi sirf attitude he aaj is arjun ka face pasine se nahi balki determination se bhara hua he
All : ye.. yes sir"except rathore"
Arjun : to bethe kyu ho chalo bahar niklenge tabhi kuch hoga yah bethe bethe koi info. Nahi milegi"while saying this he went from there"
Sab muh khol kar arjun ki direction me dekh rahe he as in ise kya hua abhi tak to halat kitni kharab thi case ka ek bar bhi naam nahi liya or ab hum sabko suna kar chala gaya jese galti humari ho
Arjun waha se bahar to aa gaya but he again shivers but tabhi he feels kisine uska haath pakda hua he
Voice : me hu na tumhare saath humesha
Arjun press that hand little as if taking strength from her n smile lightly
Sab dheere dheere apni trance se bahar aate he n went outside
Arjun waha khada he in his ruthless form n glaring all of them
Arjun : ab chale
All just nod their head including rathore becoz uske bhi kuch samjh nahi aa raha ki ek dam se arjun ko kya ho gaya abhi kuch der pehle tak to wo bohot shattered lag raha tha n ab ek dam se badal gaya
Sab idhar uthar ghum rahe he like picnic par ho jese but in real they are scanning the area to find anything agar direct us haunted palace jaenge to shaq ho sakta he kisiko isliye idhar udhar ghum rahe he
Arjun to apne me hi he but is bar uske aankh kaan dono khule he
Arjun : yaha next gali me ek chai ka stole hota tha"wo mann me bolta he"
But in reality he said it loudly
Sab use shockingly dekh rahe he n wondering ki ye kya bol raha he but jese hi wo aage gali me jate he waha sachem ek chai ka stole he
They all are shocked n strangely looking at arjun n wondering ki ise/inhe kese pata
Arjun is sabko nahi dekhta or us chai stole par jata he
Chai wala : aao beta betho
Arjun : kaka 2 chai wahi ilaichi wali ha kaka ek me adrak mat dalna or jyada tej banana ek dam kadak"said in a trance"
Sab ye dekh rahe he or soch rahe he ki do chai kiske liye kisike kuch samjh nahi aata
Chai wala : beta do chai dusri kiske liye
Arjun : are kaka dusri iske..."or apne side me dekhta he but waha koi nahi hota"arjun thora sa sweaty hota he but sambhalke he says
Arjun : wo wo kaka mere liye hi chahiye
Chai wala went while nodding his head n arjun closed his eyes
Fir kuch ki minto me chai aati he
Chai wala : lo beta tumhari chai
Arjun uske haath se chai leta he n taste it he immediately closed his eyes feeling the taste
Automatically uske face par ek small smile aa jati he or baki sab shockingly use dekh rahe but ye smile kisiko kahi dekhi hui lagti he or esa sochne wala or koi nahi shree he
Use yaad aata he ye wahi smile he jo unse arjun ke face par dekhi thi jab ye case ke liye use bulane gaya tha first time
(in 1st part guys)
Sab aage bhadte he but arjun ko dekh kar nahi lag raha ki wo yaha pehli bar aaya he is was moving like he knows this place very well
But kisiko kya kehna he nahi jante kyuki sab jante he ye possible nahi arjun is chote se gao me kyu aaega kabhi they thought as a cop arjun ne puri reaserch ki hogi is par isliye usko pata he they brush the thought away
Ese hi raat ho gayi sab dhak ghar wapas aa jate he but arjun nahi
Sakshi jab puchti he ki kaha ja rahe he wo arjun ka jawab to hum sab jante he kya hua hoga uske baad
He give his best glare to sakshi n went from their
Arjun chalta ja raha he uske kadam use apne aap us jagah le ja rahe he
Arjun ke kadam rukte he wo kaha he ye dekh kar wo shocked nahi hota becoz he know wo kaha he wo wahi he jaha use hona chahiye tha
Charo taraf dekhta he kuch nahi badla sab same he aaj bhi
He smile lightly with tears in his eyes
But tabhi use kisiki aawaz aati he
Voice : me bar bar yahi chali aati hu he kali maa kya ho gaya he mujhe kyu me ye khayal apne dil se nahi nikal pa rahi kyu esa lag raha he wo yahi he kyu kyu aap bhi koi madat nahi kar rahi meri"she is crying silently"
Arjun ko kuch sunai to nahi deta thik tarah wo idhar uthar dekhta he to locate ki ye aawaz kaha se aa rahi he tab uski nazar ek figure par padti he kisi ladki ke
Ladki ne pink colour ka skirt or white top pehena hua he
Ladki : use yaha nahi aane dijiye maa wo bardash nahi kar paega plzzz"n she starts to cry"
Ladki : aap to janti hena ki kesa he wo plzzz maan lijiye nahi aane dena use yaha
Kuch pal baad
Ladki : kya usne meri baat mani hogi??? Ha jarur mani hogi meri kahi har baat uske liye pathar ki lakeer he wo bhale kisiki koi baat na manta ho par meri kahi har baat uske liye bohot maine rakhti he... wo khush to hoga na kali maa"while looking upward"
Voice from behind : unse kya puch rahi ho is sawal ka jawab me khud de deta hu
The girl freez at her place listening the manly voice behind her back
So here is the next part hope pasand aaye do tell me howz it m waiting
love u all ramya
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Let's join in the journey of Acp Arjun Suryakant Rawte and Riya with her son Abhimanyu.
What will happen when Arjun and Riya works with cid team.
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
786