T2: SARFAROOSH -WARRIORS OF THE NATION [COMPLETE] - Page 15

Created

Last reply

Replies

518

Views

28.6k

Users

49

Likes

923

Frequent Posters

Chulbuli_Annu thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
good part
aisha ab thik hai
pr wo banda jo mara tha chota mota chor 😲
chote mote chor se itna risky kam krawa rhe hai wo log
but wo full proof hathiyar k sath aaya tha...fir bhi mara gya
samjun apne plan me kisi ko puri tarah shamil nhi krna chahte the
but Mr. Kapoor se help lene k chakker me naa chahte huye bhi unhone aisha ko sari baat batai
wo un logo k plan kafi khatarnak hai I know sab milkar solve kr hi lenge
sam apne hi dad ki security k liye lga pda hai...sahi bhi hai
kyunki Mr. Rathore khud to security lenge nhi
itna savdhani bartane k baad bhi Mr. rathore pr attack ho hi gya
abhi bhi injured ho gya...
let see dekhte hai aage kya hoga

Anika_PreRish thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
Unresd my comment for part 10 on pg2
Anika_PreRish thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
Comment for part11...
Awesome update... Loved it a lot...
Sameer bhai plans to increase Bapusa's security... Threats stil coming in... Khatra abhi tala nahi hai... Hope the criminals are caught soonish...
Continue sooonish... Precap is interesting... Thanks for the pm.
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: chulbuliannu

good part

aisha ab thik hai
pr wo banda jo mara tha chota mota chor 😲
chote mote chor se itna risky kam krawa rhe hai wo log
but wo full proof hathiyar k sath aaya tha...fir bhi mara gya
samjun apne plan me kisi ko puri tarah shamil nhi krna chahte the
but Mr. Kapoor se help lene k chakker me naa chahte huye bhi unhone aisha ko sari baat batai
wo un logo k plan kafi khatarnak hai I know sab milkar solve kr hi lenge
sam apne hi dad ki security k liye lga pda hai...sahi bhi hai
kyunki Mr. Rathore khud to security lenge nhi
itna savdhani bartane k baad bhi Mr. rathore pr attack ho hi gya
abhi bhi injured ho gya...
let see dekhte hai aage kya hoga

Thanks Anu dear
glad u liked it
wo isliye ki shaq na jaaye
yes thats risky too
tabhi to sam ko unki chinta hai
stay tuned & keep commenting 😊
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: ...anika...

Comment for part11...
Awesome update... Loved it a lot...
Sameer bhai plans to increase Bapusa's security... Threats stil coming in... Khatra abhi tala nahi hai... Hope the criminals are caught soonish...
Continue sooonish... Precap is interesting... Thanks for the pm.

Thanks Anika dear
yes abhi bhi khatra hai
stay tuned & keep commenting 😊
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: ...anika...

*unres*
superb and amazing update.
Loved it a lot...
Abhi tak criminal ka pata nahi chala...
Itna toh sure hai ki gaddar toh academy ke andar se hi hai...
Omg..
Bapusa ko threatening calls.. He is scared...
Aayesha is injured and her papa,Amar came to see her to the Academy...
He was worried yet he is proud that his daughter is brave and safe.
Amar uncle helped them in all ways he can...
Precap is amazing...
Continue sooonish...
Thanks for the pm.

Thanks Anika dear
glad u liked it
amar should be proud of his daughter na 😊
stay tuned & keep commenting 😊
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago


PART 12 A

Sameer was waiting outside the dispensary for his Dad & his friend.

Sakshi came out after initial dressing & giving them proper aid & said, to Dhara & Sameer, "Pratap sir bilkul theek hai unhe kuch nahi hua hai, he will be fine soon, halki si kharooch hai aap sir ko le jaayiye & make him rest."

Sameer said, "Abhi kaisa hai?"

Sakshi smiled faidly & said, "theek hai"

She moved out of the dispensary with slight tears in her eyes which did not go unnoticed by Aisha & Sameer both.

Abhi came out & went behind Sakshi without saying anything

Aisha tried to go & pacify Sakshi but Sameer stopped her saying, "Miss kapoor ye Abhi sambhaal lega don't worry" Aisha nodded.

Here Abhi cought Sakshi with moist eyes sitting on bed.

Abhi turned Sakshi's face towards him & said, "Main theek hoo Sakshi tum ..." before Abhi could complete Sakshi hugged hum & tears started flowing her eyes.

Abhi wiped her tears gently & said, "Sakshi please tum itni kamzoor to nahi hoo aur dekho main tumhare saamne one piece mein sahi salamat khada hoon aur jab tak tumhara pyar mere saath hai mujhe kuch nahi hoga"

Sakshi smiled lightly at him with teary eyes & Abhi again pulled her in a warm hug.

She snuggled herself more into his arms to feel that her husband is fine her trance was broken by Abhi's voice who said cheekly, "Sakshi waise main sooch raha tha ki mahine main aise chot lagni chahiye kam se kam thode din ke liye tum jhagda to nahi karogi"

Sakshi hits him playfully & said, "Abhi please"

Abhi smiled & said, "accha baba mazaak kar raha tha "

Pratap was taken home by Dhara & Simran had her session with cadets so she left for there.

Seeing his friend in tension Arjun said, "please Sam relax isse ek baat to sabit ho gayi ki inhe Pratap sir ki zaroorat hai, warna wo sir pe hamla nahi karte"

Aisha said, "Mr Rathod Arjun ji bilkul theek keh rahe hai hame bas ek kadi mil jaaye saara khel khatam ho jaayega"

Suddenly Arjun phone buzzed it was Riya she said, "Arjun jin dono logo ne Pratap sir pe hamla kiya tha unke shareer main se jo goliyaa mili hai wo kisi tiny 9 MM ki pistol se chalaayi gayi hai, jinhe aasaani se chupaya jaa sakta hai aur aisi khaas gun bahut kam logo ke paas hoti hai or usse bhi kum logo ke pas uska license hota hai, kya wahan kissi ke paas aise gun hai ?"

Arjun finished the call & asked Sameer, "Sam yaha kitne logo ke paas 9 MM ki choti gun hai?"

Sameer asked confused, "kyu kya hua?"

Arjun said, "Sam bas jaldi batao important hai"

Sameer said, "Abhi ke paas hai wo Sakshi ke liye laya tha, just for protection par wo 20 din pehle jab hum picnic ke liye gaye the tab gaayab ho gayi thi, Abhi ne higher authority ko turant inform kiya tha aur uska registration cancel kara ke FIR file kar di thi Sakshi ke naam pe"

Arjun said, "aur kisi ke paas hai aise gun hai?"

Samper replied, "Meri jaankari main to nahi kyuki yaha sabko gun allotted hai aur kisi ko zarrorat nahi padti" then after a pause says, "shayad Simran ke paas hai kyuki Sakshi ne usse jab wo gun dikhayi thi usse bahut pasand aayi thi aur usne kaha tha ki wo aise hi gun lena chahti hai ruko mai check karta hoon"

Sameer searched the records & he saw that gun was there.

Arjun in no time went to Simran's room & said, "Simran tumne koi 9 MM ki pistol khareedi thi"

Simran with slight confusion, "Haan khareedi thi"

Arjun asked, "kya wo aapke paas hai ?"

Simran said, "Haan hai or uske saath uska registration aur bill bhi hai par hua kya hai?"

Arjun said, "Kuch nahi hua hai bas aap hame sab dikhayiye"

Simran nodded & took out her pistol & registration papers along with the original bill.

Arjun collected all the papers & checked them.

Simran asked in a confused tone, "aapme se koi mujhe battayega ki ye sab kya ho raha hai? Aur ye talashi kyu kee jaa rahi hai"

Seeing Simran hyper Sameer said calmly, "Simran look ye investigation ka hissa hai aur baba pe jin logo ne attack kiya tha unhone issi tarha ki 9 MM ki gun se hamla kiya tha, hum bas routine check ke liye gun aur uske papers le jaa rahe hai"

Simran hearing this lost her temper & said, "to tum mujhpe shaq kar rahe hoo Sameer?"

Sameer consoled her saying, "nahi aisa nahi hai Simran we all trust you par hum inn sab ko lightly nahi le sakte hai aur hame cooperation ki zarrorat hai "

Simran sighed & said, "theek hai le jaao par tumhe isme kuch nahi milega kyuki main isse use hi nahi karti hoon"

Arjun said, "Main bhi yahi chaahta hoon ki isme kuch naa mile" & walked out of the room along with her gun & papers & zoomed to the ETF office for the checks of gun.

Here Sameer was disturbed a bit due to all this as it was least expected by him









SCROLL DOWN FOR PART 12 B 😊

Edited by GOLD.A - 11 years ago
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago


PART 12 B

Arjun reached ETF office & called Liza & Shree to check the details of the Gun basically the bellistic report of the Gun.

Liza took the gun & Shree papers, both started to work on the details & after about working for an hour Shree said, giving reports to Arjun, "sir maine cross check karwaya hai, papers bilkul theek hai dealer se bhi baat hui thi meri Simran ji ne credit card se payment karke ye gun khareedi thi aur ye account unki salary account thi gun zayada mehengi bhi nahi hai aur Simran ji ke koi khaas expenses bhi nahi hai isliye ek baar main saara payment hua hai"

Arjun nodded & said, "theek hai Shree waise bhi mujhe nahi lag raha tha ki yaha se kuch milega, shayad liza ke paas kuch interesting khabar ho hame dene ke liye?"

Liza came in next minute & said, "Sir Report aa gayi hai"

Arjun said, "Kuch pata chala usse?"

Liza replied, "haan sir Report ke hisab se uss gun se wo goliya nahi chali hai infact uss gun se ab tak koi bhi fire nahi kiya gaya hai shayad Simran ji ne wo gun use hi nahi ki hai aur wo sirf physical instructer hai unhe waise bhi inn sabka kaam nahi hoga na?"

Arjun said, "tumne gun par kis kis ki ungliyoo ke nishaan mile hai lLiza?"

Liza replied, "kisi ke nahi"

Arjun said, "what! kisi ki bhi ungliyo ke nishaan nahi mile Simran ke bhi nahi?"

Liza said, "surprisingly yes sir nahi mile"

Arjun said, "very interesting Shree iss Simran Bhargav ki poori kundali chahiye mujhe"

Shree nodded & Liza said, "par sir shayad aisa bhi to ho sakta hai ki unhe iski zarrorat hi na padi ho"

Arjun said, "haan ho sakta hai liza par ye to unnatural sa hai ki iski ungliyo ke nishaan gun pe ho hi na"

Liza said, "haan sir wahi main bhi soch rahi thi ki gun pe kisi ke ungliyo ke nishan nahi hai, well hame Simran pe nazar rakhni chahiye shayad kuch pata chale?"

Arjun nodded & said, "haan main Aisha se kehke aaya hoon ki Simran pe nazar rakhe I hope Shree aur Riya ko kuch positive mile"

Liza nodded & left the cabin & Arjun started to wait for the result.

Here at the same time Sameer was in his chain of thoughts when Aisha entered the room & saw him lost she asked, "Mr Rathod aap itne pareshaan kyu hai Pratap sir to ab theek hai na?"

Sameer said, "par jisne ye kiya hai wo bhi theek hai Miss Kapoor isliye main pareshaan hoon apno pe shaq karna padta hai, unke zakham dekhne padte hai I just hate all this"

Aisha said, "I know kaisa lagta hai par ye sab hamare kaam ka hissa hai hum isse bhaag nahi sakte, gunnahdaar apna ho ya koi paraya kisi ko maaf nahi kiya jaa sakta aur aapko pareshaan hone ki zaroorat nahi hai yadi wo begunaah hai to hum usse kuch nahi hone denge, khair Pratap sir kaise hai ?"

Sameer said with a smile, "haan maa se baat hui thi thode pareshaan the par theek hai, baba in sab cheezo ko leke bahut jaldi stress le lete hai, main baba ko insab se door rakhna chahta tha par jaane anjaane wo inloogo ke nishaane pe aagaye hai"

Aisha said, "aap fikar mar kariye every thing will be fine" she smiles & walks out after consoling him.

Here in ETF office after 2 hours Riya & Shree gather some information through data base & net & report to Arjun.

Riya said giving him report, "Arjun maine data bank se details nikaale hai Simran bhargav ek trained physical instructer hai, unhe martial arts aur excercises pressure points ki poori jaankari hai unki padai panchgani ke school main hui thi aur wo kaafi bright thi studies main, iske ilaava ek interesting baat pata chali hai ki unhe physical instruction ki field ek badi vajah se li thi wo jis college main padti thi waha ke kisi badmaash student ne unhe molest karne ki koshish ki thi uske baad unhone iss field main jaane ka decide kiya, unka ek bahut accha friend tha Rajbeer singh shekhawat jisne unki madat ki thi dono kaafi close the aur kaafi touch mai rehte the, infact kuch 4 mahine pehle tak contact main the fir achanak Simran ke parents ki death ho gayi aur Rajveer ki shadi ho gayi to wo bahar chala gaya apni wife ke saath, uske baad dono main contact nahi hua hai"

Arjun said, "par aisa kaisa ho sakta hai ki usne waapis Simran se contact karne ki koshish nahi ki aur na hi Simran ne aur ye tumhe kaise pata chala "

Riya said, "aap jaante hai Rajbeer Singh Shekhawat kaun hai, Shekhawat group of industries ka malik uske papa ka business haalhi me usne takeover kiya hai uska interview hua tha, usme usne khud apne friends main Simran ka zikra kiya hai"

Arjun thought for a while & said, "hame Simran ke baare main jaanne ke liye iss Rajveer Shekhawat se milna padega kyuki mujhe kuch gadbad lag raha hai"

Riya said in confused way, "Arjun par aapko kya gadbad laga, na to belesstic report main kuch aaya aur na hi ungliyo ke nishaan mile hai"

Arjun smirked "Riya kabhi kabhi jo hota hai wo dikhta nahi hame iss case ka koi point nahi chod sakte kyuki jo aaj chodenge wo kal sabse zayada takleef dega, tum uska pata nikaalo"

Riya after a while gave him address & all were set to meet Rajbeer Shekhawat












P-RECAP: Few more interesting aspects of the case & traitor will be unveiled in front of all & much more 😉

So how was it guys please drop in ur comments as I write for u guys so please do let me know all ur bashing, feedback & suggestions are more than welcome excuse for typing & formatting errors love u all

EDIT CREDIT : Sneha 😊 Good work dear 😃

Regards Goldie & Rimi 😊😊

Edited by GOLD.A - 11 years ago
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago
Guys Just introducing few more characters in this FF hope you will welcome them

Rajbeer Singh Shekhawat & Naina singh Shekhawat : They are fiends of Simran & studied in same college rjbeer & naina hold Shekhawat group of industries.




Ashraf khan: A renowned terrorist & is under tight security of army intelligence a criminal mind but a sharp person





Hope u will like them 😊





Edited by GOLD.A - 11 years ago
zubiya92 thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Wow
Awesome update
Love it
Cont soon
Thanks for pm

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".