Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 17th Oct 2025
GREENE FLAG ⛳
KUJILI STARTED 18.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai October 17, 2025 EDT
What will Yuvraj do?
i support farhana
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai October 18, 2025 EDT
Alia and Ranbir to move to their new house - Krishna Raj
Kyunki Detailed Written episode Oct 16. Pics attached (Hindi captions)
Mental health club - Only Positivity allowed 🌟
Debate between Kareena-Ranbir fans about who's better?
Anupamaa 17 Oct 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Story- Tortoise to Rabbit😜
Alia channeling Gangubai in this scene from RRKPK!!!
Acha wala gunda
Deja vu ? Do you get Deja vu ?
Mera Armaan toh Green Flag Hai😌✅
Wanna see post leap trp ?????? Geetu vs Abhimaan romance who won??
Buddhiya Ka Naya Roop
Zora Releasing On Trimurti Films YouTube Channel
Arjun ka dil jumping karne laga hai.
Riya abhi tak us dairy apni feelings ko likhi thi lekin directly confess karna
pehali baar hai shayad akhari baar
Kyoonki usko patha hai next day hi Riya ki Mo...u...t..h...ki din hai tho
wahi akhiri page hoga us dairy ki...
Useedin hi akhir din thi Riya ki jindagi ki...
Wo ab Riya ko aur miss karne laga hai kyoonki ab tak Riya ki is dairy ne
uska sath Di ab wo bhi khatham hogayi hai .
Wahi bathayi ki Riya ki jindagi ka bachapan me uski family ke stah beethi
hue kushi
Us bittu uraf sik ke baad uski jindagi me Hue Dard
Wo apana dream field ko chodker us B***d ko saza dilawane e liye kiyi hue
mehanath
Uske baad usme aage aaye hue PYAar
Aur us pyaar uski nahi hoga isliye phir dard..
Usko har pal sath diye hue Sree ka jindagi ka panna
Aur phir us bittu ka torture
SAb batha di hai wo dairy use usko Riya ki jindagi ka important hisse ko
uske ankhoke samne laaker rakhi thi
Uske wajhse wo Riya ko aur kareeb se jaanne laga
Arjun us Dairy ko hug karke Ankhein band kiya uske ankhose asoon
behane kaga ab usko duniya suna lagraha hai ,kisliye wo jinda rahana hai
usko patah nahi chalraha hai.
Ek admi ko ek baar ghav sahne ka himmath hothi hai doosre baar bhi wahi
ghav mila tho sahan mushkil bantha hai.
Ab usko jeen ke liye ek percent bhi wish nahi hai.
Lekin wo jeena hai kyoonki uska jindagi ka dono ghav hone ka reason eki
admi hai
Roshini ko directly maara
Riya marne ka reason bana
Kyoonki agar wo uski peeche nahi pada tho aaj Riya is field me nahi aathi
thi
Aise mouth nahi likhi hue hothi thi.
Isliye Riya ki mouth ka reason bhi SIK hi hai .
Ab tak uska wish SIk ko paakd ker saza dilawana hai.
Lekin ab usko apna hatho se marna hai.
Bus wahi wish hai ab uske baaad is jindagi se koyi lena dena nahi hai.
Kuch pal arjun aisa hi rahgay hai kyoonki uske dil aur dimag dono kaam
karna band kiya hai.
Baad me us last page ko chooya hai.
Baad me kuch sochthe hue baki book ko check kiya kyoonki kahi uske
signature ya kuch aur milegi sochker .
Shockingly usme next page bhi lkihi hue hai.
ARjun "kya is din bhi lekin use din Riya ki ...hue na ?"
ARjun padna shuru kiya .
Dairy
I know aaj subah hi likh rahi hoon kyoonki bath aisi hai isliye . wo kya
hai na aaj subah se meri dil gahbara rahi hai...mujhe aisa lagrahi hai aaj
kuch tho hone wali hai lekin iske liye dhar kar my nahi likhrahi hoon
Reason ek aur bhi hai.wo hai...wo hai aaj subah jab my jog se wapas aayi
thi.tab ek admi mere ghsr ke asae khada hai .uske hatho me boquet hai.
Uske sath ek letter.
Myne wo leker usse poochne wali thi tab tak wo chalgaya , peeche
chillarahi hoon phir bhi...nahi muda
Myne us letter ko kholker dekhi tho usme
JAAN 😡
Subhoday, kiasi hoon my hoon tera bittu
Tum ye sochrahe hoge na ye kya do din se phone nahi kararha hai...kayi
peeche hata
Nahi dear tumahere liye my kisi bhi had tak jaane ke liye tayar hoon
.tumhare liye my kuch bhi karsath hoon . tere pyaar hi chahiye mujhe agar
tujhe kuch hua tho uske reason directkly ya indirectly koyi bhi ho my usko
nahi chodoonga jinda jaladoonga
Waise my ye letter bejhne ka reason wish karne ke liye kyoonki aaj se tum
Riya mukharjeese RIYA bittu banne wale ho aaj rath hamare shadi hai.
Aaj hi my tujhe apne paas lejane wala hoon tair rakhna aur aathe waqth ek
kama karke aan
Wo teri dimag se meri shatru..us ARjun ko nikalke aana wo tumahre liye
aur us ARjun ke liye bhi behatar hai.
See u soon dear
Tera ASHIQ BITTU
Likhi hue hai. Wo aaj hi mujhe lejayehga yehi kaha hai wo .kya mere
feeling sab se door jane ke liye heu feeling yehi hai??
Wo mujhe lechalega ?/
Kya wo lechalsaktha hai??
My ye bath Sree se kahoon ya ARjun sir se.
Aaj mouka nikalke dono me ek ko jaroor bathvoongi ...JAroor
Aaj se SIk ka chapter close hone ki count down start hona hai...BUS
Yehi likhne ke liye subah subah likhdi...hope meri wish poori hue au aaj
rath us matter se phir tume milke likhdoongi...
Bye GOOD Day
RIYA
Arjun shocked
WHAT ?/
Sik ne us din usko lelchalne ke liye plan kiya ?"
Usse shadi karne ke liye tair kiya ??'
Use din Riya ke mouth hogayi
Uske dhar sach hue hai sab se door hone ka dhar ...sochi ki SIK reason
banega lekin kudh reason bangayi ti.
Ab SIk ka wish bhi poori nahi hue usse shadi karne ka aur Riya ke wish bhi
uske bare me hume kahne ka
Lekin my nahi chodoonga Riya tumari wish myne poori kardoonga
...PROMISE
Aaj hi mujhe patahchalana wo aisa tair kiya aaj se hi uska count down
start hai.
Aaj se mere eki maksath hai usko pakadke marna
Aaj se is count down me uska mouth yam era mouth confirm hai.
Arjun dairy ko bagile me rakhker wahi lite kar ooper asman ko dekhraha
hai.
Waha hue eke k star ki smile me usko Riya ki smile dikhayi derahi hai.
ARjun ke chehare me smile aaya.
Lekin kuch bhi hojaye aage kuch hothe jaye lekin halath koyi bhi ho kabhi
bhi kaam karna band karne wala ACP ARJUN SURYAKANTH ARWTHE
ka dimag apan kaam karaha hai.
Uske nateeza kuch pal baad Achanak ARjun usttker bitker
" use din Riya ki mouth hogayi na ?? tho SIk chupchap kyoon bita ?? wo
aur chup??
Wo aise admi nahi haina usko kuch ruksan hue aur uske reason wale ko
chodna uska adath hi na !!!!isliye wo Roshini ko mardiya ...ab Riya
margayi tho chup kyoon hai?
Us din shayad wo ham per nazar rakha hoga na ?
Tab usko patahchalhoga kiske wajhse ye hua ...manega us virus philadiya
wala admi ko thabhi shoot kiya...lekin SIK itahna asani se peeche
chalgaya ?
Ye bath se yakeen kyoonhai horaha hai mujhe ?
Mere dimag kahrah hai ki KUCH THO CHOOT RAHA hai.,mere dimag
abhi tak kabhi jhoot nahi hua ??
Matahlab kuch aur bhi hai kya hai wo ??"
Kya hai WO??
KYA HAI WOOO"
Arjun ankhein band kiya uske muh se dimag me ghoomne wale wo bath
jooban tak pahunchgayi hai.
"KYA Riya ki mouth wale din aur Xzora case wali din ek hona Co incidents
hi hai??"
Sach me co incidents hi hai ya kuch rachi hue plan ??
Lekin job hi Riya meri ankhoke samne hi mari na ??PHIR ???
PHIR WO chup kyoon hai??"
Agar wo chup hai tho uska reason hoga Riya sahi salamath
Lekin nahi phir wo kaise chup hosaktha hai
my use pyaar karraha hoon my hi uaki ghar ko apan ker uski feelings ko
apnanae ke liye ye sab karraha hoon
Lekin wo tho ek pagal hai na aise admi Riya ki koyi bhi cheez ko kiase
choddiya jaisa suse usko koyi lena dena nahi ya use bahtar chez uske paas
hai.
kYA hosakthi hai reason ??
WO kudh likhana koyi bhi directly ho ya indirectly nahi chodega matahlab
WO ETF ko bhi nahi chodna hai kyoonki usko bachanahi pane ke liye lekin
choddiya
Aur us doc ko bhi marna hai lekin kuch nahi kiya kya hua hoga iske peech
reason ??
KYA??"
KYA??"
KYA????'
KUCH BADA CHEEZ HI CHOOT RAHA HAI ARJUN KYA HAI WO
socho...socho...socholo "
Arjun sar me dard hone laga
Arjun neeche jaaker chai banake laya .
Lekin woo sab kaam karthe waqth bhi Arjun ka dimag kaam karna nahi
choda
Uske ankhoke samne us din ka incidents ko ek ke baad ek ko dikhana nahi
bhoola
Wo chai peena katham kiya aur soch gehare hogaye hai.
Kuch der baad wo kuch tair karke
Time dekha
Morning 8:30
Wo ready hoker Riya ke photo k samne khade hoker
"AGAR MERA SOCH SAHI HAI THO ANTH ME MERA JEETH HI
HOGA RIYA SORRY HAMARA JEETH
Bolke gadi nikalker start karke ofiice ke taraf chalraha hai.
Udhar office me
Sab log bite hue hai koyi naya case nahi.
Girls pending work khatam karthe hue bathien karahe hai.
Sree bhi comments kararha hai ab kyoonki usko ab yakeen hai pooja teek
hojayegi isliye.
Lekin Chotu aur rathore dono serious mod me hai.
Kyoonki kal rath ARjun ka phone SIK matahlab BITTU ko doondenka aur
informers ko bejhne ka kaha hai.
Matahlab ab us bittu ko pakadna hai chotu ka informers se call ayega isliye
wo seriously waiting
Rathore
Ab usko ye patahchal ki Roshini ki mouth hone me ARjun ka gussa ka
hissa nahi bus wo sirf duty kiya
Leki us b**d ne jaisa Riya ki aur sree ka jindagi barbad kiya waise hi
ARjun ka bhi.
Ab us sik ke bare me info uske paas bhi hai.
Ab ARjun ko nahi rokega bus sath deag a
Ye soch me hai
Isliye dono kuch nahi comment kararahe hai.
Tab sab ki attention ko ek aur cheez liye wo hai ek vehicle ka sound
Ek vehicle office parking area pahunchagayi hai uske break lagane ka
sound ...jaisa tej se chalarhi hue gadi ko sudden break lagaya.
Chotu aur Rtahore ko samjhme aagya wo kiska hai aur kyoon hai??"
Sree ko bhi patahchal wo kiska hai kyoonki wo pehale jantah haina lekin
wo shocked kyoonki Riya ke baad wo arrogant officer dekha nahi phir
itahne dino baad ...KYOON??'
Girlsshocked kyoonki pathanahi chala hai koun?
Liza uttaker jaarahi hai.
Sree "kaha jaarahe ho Liza??"
Sakshi bhi uttker "waha utthana sound ...kisko kuch hua hoga "
Rathore"kuch nahi hue kisiko bitiye"
Ayesha "aap ithana strongly kiase kahsakthe hai bina dekhke??"
Rathore"kyoonki wo kiaska hai hume patha hai isliye "
Girls"kiska??"
CHoree" ARJUN SURYAKANTH RAWTHE ka Gadi break lagaya hai
BUS"
Girls"kya ARjun/ARjun Sir ithana tej ???'
RAthore"hmm hume bhi ye sunke kayi din hogayi hai...ye tho
patahchalraha hai LION is back "
Sree "lekin AB ???KYOON??'
Ithane me ARjun aaye MEN ko dikhaya ki ARjun ka face me pehale wale
look girls ko different angry look"
Arjun "RAthore hum ek purane case ko phir open karna hai"
RAthore"Kya hai Wo?"
Arjun "XORA 2"
Rathore, choree"KYA ??XORA 2?????
kiasi lagi??
next
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Zindagi Ke Us Paar The ETF office hummed with its usual rhythm—phones ringing, keyboards clattering, files opening and shutting. But there was...
Prologue Raat ka aakhri peher tha. Mumbai ki galiyon mein aksar iss waqt shanti hoti hai, lekin ek ajeeb si khamoshi uss raat hawaon mein gungun...
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
Case of the Heart The usual crispness of the ETF office was tainted that morning by a peculiar scent — no, not coffee. Tension. Unspoken, oddly...
1.2k