Wo the jaise bhi... banne hai ek dhuje ke liye hi.

Chapter 8
"Arjun, main kabse taiyaar hokar yaha bathroom main kadi hoon... aap kab taiyaar hogein," said Riya who was now alittle troubled because of her new gown which she wore.
Arjun: haan toh, itne dino se jo main tumhare intezaar karta tha... tab naahi haan aur ab pareshan ho rahi ho.
Riya: Arjun main toh sirf aapko dekh...um... i meant to say ke... late ho raha hai.
Arjun {buttoning his shirt}: haan toh maine bola tha naa ki saath change kar lete hai aur isse tum meri help kardeti aur main TUMHARI. [he streched the word tumhari]
Riya: bahot buraa joke tha... waise main bahar aajaun, please yaha pe bahot garmi hai [she tried to cover the situation that clearly show that she was desperate to see him]
"garmi?...really... {he laughed sarcastingly}... toh tumhara matlab hai ki iss room matlab itne airconditioned room main tumhain garmi lag rahi hai... agar chut bolna hi hai tho atleast usmein thoda sense toh daalo, Arjun said and he stood infront of the door so that when she opens the door the first thing that gains her attention is him and ONLY him.
Arjun's mov: ab bas bahot hu gaya meri dil vs dimaag ki fight , kyunki ab main tumhain khu nahi sakhta aur dil ki har ik baat tumhain bataye bina reh nahi sakta.
Riya: rjun ...aap deekh toh hai naa?... yaa phir pagal ho gaya hai... [she opened the door]... aap ...main... [she was stunned and freezed on her place when she saw Arjun]
She looked at him from top- bottom slowly her eyes gazing at every inch of his body and in the mean time Riya's mouth was open in a "O" shape.
Riya's mov: kya Arjun mera wait kar raha tha... Arjun {sigh} ...akhir aisi kya kashish ya phir jaadu[magic] ki hai tumne mujhpar ke jab bhi tumhain dekhoon pal tham[stop] sa jata hai ... kuch samajh nahi aata aur ye tumhara handsome, loving personality aur badh jata hai... akhir kyun? shayad log sahi kehte hai pyaar ke liye koi reason nahi chahiye wo tho sirf ho hi jata hai par tum ho hi itne sweet, loving akhdu lekin cute wale aur...um... i guess ki tum har taraf se perfect ho. {she wasnt aware that Arjun was watching her every move and expression.}
Arjun: Riya...
Riya: haan?
"i know ki aaj mein bahot zyada hot aur handsome lag raha hoon aur ye jo look tumhari ankhon main hai usse mujhe ye temptation ho rahi hai ki mein date cancel kar doon aur phir hum dono... you know," Arjun said while unbuttoning his shirt.
Riya ran to him and hold his hand to stop him.
Arjun[naughty] : oh...to tum khud unbutton karna chahti ho... okay here you go. {he slid his hand on his side.}
"main sab janti hoon, ye aapka mujhe pareshaan karne ka bahana hai," Riya said while buttoning his shirt again.
Arjun (held onto her waist and pulled her close) : Riya, main tumhain sirf pareshaan hi nahi balki tumhare zehen [brain] main se wo sarein dard mita dena chahta hoon jo maine tumhe diye hai aur unki jaga hamare ye sweet aur cute moments dalna chahta hoon... i love you Riya.
Riya: Arjun, aapke sath bitaya hua har ek pal mere liye khaas (important) hai... phir chahe wo aapke daant padhne ka ho ya phir pyaar dikhane ka ho (she pulled his cheek) ... aur aap naa kuch zyada hi pyaar dikha rahe hai kahi KUCH TOH CHUT RAHA HAI.
Arjun [kissed her forehead] : sochlo shaadi se pehle itna pyaar toh shaadi ke baad kya hoga?
"shaadi toh tab hogi naa, jab tu propose karega aur yaha aise nahi balki date pe"
Ariya looked up and saw Raisha standing on the doorstep and Ariya got alittle distanced from each other but not very far but close- by.
Rathore: chalo bhai... Chotu aur Chandni se pehle pahochna hai.
Arjun: Haan toh jao naa, sab ko inform karo hum aate hai
* Rathore went to Riya and put his hand on her shoulder protectively.*
Rathore: dekhle Arjun agar tune iss case ke dohraan meri bahen ke sath koyi bhi "Hanky-Panki" ki naa toh ... kuch deekh nahi hoga.
*Arjun also went to Aisha and placed his hand on her shoulder PROTECTIVELY*
Arjun: aur tu bhi ye baat samajhle ki meri nazar tum dono pe hi hai aur tu naa meri bahen se dur rahana aur case ki wajase kuch bhi kiya naa toh ... kuch aur samajhne ke layak nahi chudhunga.
*Riya and Aisha looked at each other fearfully of whats happening*
Rathore: accha aisi baat hai.
Arjun: haan.
*Both shook hands*
Arjun: toh deal pakki saale saheb?
Rathore: okay ... saale saheb
*both of them stood in the middle laughing.*
Riya and Aisha stood at the doorway with angry faces.
Aisha: ow... toh ye sab sirf ek deal ki wajase tha.
Riya: aur deal bhi tum log ok karogein?
Aisha: haan, well ab tum dono naa deal cancel karlo...
Riya: ...kyunki ab aap log ek dusre ke saath date pe jaengein
*Riya and Aisha marched out of the room together. *
Rathore: inhe kya hua?
Arjun: baad main bataunga pehle chalein unke piche warna sach mein hum dono date pe jana hoga.
*Samjun ran out behind Riya and Aisha and as soon as they were about to reach, the lifts door closed and Samjun were left thinking*
-------------------------------------------------------------
At the date table.
"accha speck, wo ladki Tina thi kaunQ jo tumhare aas paas ghumti thi hamesha college ke dino main," Liza said while smelling the rose which Shree gave to her.
Shree: Tina ... Tina Mittal.
Liza: haan, wohi Tina Mittal... bahot zyada batein karte the naa tum dono.
Shree: main toh bas uski madad karta tha.
Liza: kaisi madad?
Shree: kuch nahi bas usse apne boyfriend ke bareimein janna tha toh main help karta tha records ko "hack" karne main.
Liza: accha toh isi liye college ki saari ladkiyaan tumhain rose day pe rose de thi.
Shree: siwaaye tumhare.
Liza: haan toh tumne bhi toh...toh tumne...tumne bhi toh, i mean tum bhi mujhe de sakhte the par nahi diya.
Shree: lekin abhi toh diya naa.
Liza: so cute yaar Shree... waise tumhe darr nahi lagta, u know yaha beach pe sirf hum dono aur full moon hai and even abhi tak koyi aya bhi nahi.
Shree: you know what, pehle darta tha... par ab nahi kyunki tum jo ho sath mere.
Liza: accha itna zyada pyaar karte ho.
Shree: naahi, balki itna zyada darrta hoon... TUMSE {he burst out laughing}
----------------------------------------------------------------
"Yaar Riya, maine kuch zyada toh nahi kiya naa," Aisha said.
Riya: areh nahi Aisha tune bilkul deekh kiya.
Aisha: Riya, ye lift upar kyun jaa rahi hai. Tune right button dabaaya tha?
Riya{checking}: haan...par...uups... wrong button sorry.
Aisha: koyi baat nahi, phirse try karo.
*soon they reached the ground floor and the sight surprised them. There were two man on their knees with their head bowed and their hand raised holding a rose to them.*
Riya and Aisha shouted in excitement and ran to either of them, Riya to the man on the right and Aisha left.
Riya: Arjun aap aise kyun...utiye.
Aisha: aap bhi Sameer, please utiyenaa.
Arjun{still in same position}: i know ki maine tumhain bahot tang kiya hai aur bahot dard bhi diya hai tumko khud se alag karne ke liye...
Rathore{also in same position} : ... par hum dono ko ye bhi pata hai ki hum dono tum dono ke bagair zinda nahi reh sakhte...
Arjun...tumhain muskurate dekh hamari har dard duur ko jaati hai aur jo tumhain dard de usse hum tum se duur kardengein...
Rathore: ...hamesha tumhare saath rahenge...
Arjun: ...aage se kabhi gussa naa dilae aisi koshish kareingein...
Rathore: ...har waqt tumhare kamo mein haath bataunga...
Arjun: ... hamesha tumhari baat manooga...kyunku...
Rathore: ...I love you Aisha, please mujhe maaf kardo .
Arjun: I love you Riya, please maafi de do naa aur ye rose accept karlo please... meri khutno {knees} main dard ho raha hai.
*Riya also sat on her knees and accept the rose and held onto Arjuns shoulder to prevent from falling. *
Arjun: Riya tum kyun niche... its dirty uto tum.
Riya toh kya hua, jab tum mere liye itne top floor se through steps niche aye aur raaste main rose aur floor pe itne der tak paithe hue hai toh main kyun nahi.
* Ariya slowly stood up and next to them Raisha were still in the same position as before not moving but continuosly looking into each others eyes. *
Arjun: oiye Sameer wake up dude.
Riya: Aisha...hello Aisha.
Raisha shocked: haan...kya hua...oh sorry.
all four of them burst out laughing.
Arjun: chalein Riya darling.
Riya: sure Arjun
Rathore: ab phirse shuro mat ho tum dono.
Aisha: jaldi chalo kahi Chotu aur Chandni hum se pehle na pahoch jae.
---------------------------------------------------------
"hey specky wo dekh arjun sir aur Riya kitna cute lag rahe hai together haina... aur wo dekh Aisha aur Rathore sir kitna smart lag rahe hai," liza said while turning shree's head to his side.
Shree: haan yaar aur in sabko dekh ke naa mujhe bahot accha feel... {liza pulled him towards her and Shree was shocked}
Shree: oiye Liza kya kar rahi hai... pagal hai kya.
Liza: chup kar dekh wo dono agaye.
Shree: kaise dekhoonga, pehle chod mujhe aur kaun dono.
Liza: ow sorry ...{she let go of shree} ... areh dekh Chotu aur Chandni kitna sweet lag rahe hai.
------------------------------------------------------------
"Chandniji, aap deekh toh hain," said a worried Chotu.
Chandni: kyun Chanduji aapko aisa lagta hai ki main aapke sath khush nahi hoon.
Chotu: jee nahi Chandniji aisi baat nahi hai... main toh bas...
Chandni burst out laughing and Chotu was just looking at hr beautiful face and that cute smile that crept on her face and how much it brightened the night when she smiles.
Chandni: kya dekh rahe hai aap.
Chotu: tumhain ... hamesha se hi sirf tumhain.
Chandni: kyun? {sitting down at her seat whereas chotu still at his place looking at her lovingly. }
Chotu: kyunki wo tumhi thi jisne mujhe smile karne ka naya reasn diya aur wo har ek din aap ko dekhta tha wo sab yaad hai ... I... i love... I LOVE YOU Chandniji aur main ye toh nahi janta ke aapke mere liye kya feelings hai par main itna toh janta hoon ke main hamesha sirf aapse pyaar karta rahoonga.
Chandni: agar mujhe aapse pyaar naa hota toh aapko date pe bolati... ab aiye baitiye aur date ko enjoy kariye Mr. Chandrakant Patil.
------------------------------------------------------------
******while they were all enjoying their date and their mind were alert but still they couldnt sense the dangr coming ahead. The night was calm but no moon was found as it was the dark night itself.******
====================================
"Bhai apun apna plan kab istamaal kareingein," said one f the man.
Sikandar: iski tujhe fikar karne ki koi zaroorat nahi balki tum toh apni fikar kar be... aur agar iss baar tera ye plan kaam nahi kiya toh zinda nahi chodunga.
Man{who brought the tape/ tech man}: boss, ye dekho ye saale sab ke sab ek hi din apne biwion ke sath nikle hai aur wo ladki bhi hai isske so called hanuman ke sath.
Sikandar{examining}: ye zaroor uss Arjun Rawte ka koi kamaal hoga par ye log nahi jante ke hamare aadmi hamesha inpe nazar rakhte hai aur isi baat ka faida utao aur katam kardo sab ko aaj ki hi raat.
Men: jee bhai.
====================================
Arjun: Riya, i didnt know ki tumhain kya khane main pasand hai so maine sirf order kardiya.
Riya: o really chalo bahot batein ho gain khana khaiye. {she fed Arjun with the same spoon that she was eating}
Arjun: ab accha taste hai khane ka ... waise tumne strawberry lip-gloss lagai hainaa?
Riya: aapko kaise pata?
Arjun: wo kya hai naa ki main Acp Arjun Rawte ise nahi bana.
Riya{teasingly} : oh toh matlab aap ladkiyon ke lip-gloss ka brand batate hue Acp banne ... wow toh isi liye hamare sare female criminals aapko koi na koi comment paas karti thi.
Arjun: waise main kya karoon... main hoon hi itna handsome,aur kahi koi jealous toh nahi...
Riya: bilkul bhi nahi kyunki main janti hoon ke tum sirf mere ho aur kisi aur ke nahi... samjhe ya samjhaun.
Arjun: naahi samjha ... samjhado naa apne style main please...
Riya brought hr face close to his and very huskily.
Riya: wo kahawat toh sunni hogi
Arjun: kaunsi?
Riya: while eating no talking. {and she started laughing when Arjun pouted his face.}
====================================
suddenly the lights went off and the candles were blown out and since its was a AMAAWAS NIGHT {no moon} then no light but all the girls remain in same position wheres the boys phoned each other on conference call and all were told to be alert and Shree had called back-up in the mean time.
suddenly they heard Aisha's scream and Arjun called Rathore but his fone was dead so Arjun went to check ordering Riya to stay there and othrs to stick together s whoever was attacking knew that they were officers.
Arjun {took the gun out} : Aisha... Sam tum donu deekh ho ... Sam kaha ho tum.
Aisha: Arjun bhai, yaha pe ... Sameer utiye naa please kya hua hai aapko... Arjun idhar aao dekho inhe kya hua.
Arjun ran to Raisha
Arjun: Sam uto, wake up... Aisha paani jaldi.
{he sprinkle watr on sameer face and he wake up}
Arjun: kya hua tha yaha par Sameer , were you attacked?
Rathore: haan, maine table se utha commisionr sir ko call karne ke liye ke ajanak se kisine mujhpr piche se koi patli jiss chubha aur main behos hogaya.
Arjun: matlab tumhain drug kiya gaya hai,.sab ki jaan katre mein hai.
As soon as he finished anothr scream was heard which was of Shree. and Samjun and Aisha ran to Shree and saw a identical figure helping shree up.
Aisha: kya hua Shree tu jikeh kyu?
Shree: wo Liza ko wo aadmi ne dakka mara aur wo table se takra gayi aur meri cheek nikal gyi aur phir usne mujhe kuch ya phir shayad koi cheez se mara... shayad juice ka jug.
Aisha: Liza uto... Chotu help karnaa meri. {yes its Chotu}
Rathore: ek minute Chotu agar tum yaha ho toh Chandni ... {and they all ran towards Chotu and Chandni date table}
Rathore: Chandni kaha ho tum
Shree: sir lights bas atein hi hogein. {and as if on the que the light came back.}
Rathore: guys, Chandni ko doondo jaldi... spread out. {before they could react to the orders Arjun who was leaning on the table very cooly spoke.}
Arjun: uski koi zaroorat nahi hai Sam.
Sameer{angry because Arjun dont bothr about case} : aur aisi important kaam ki zaroorat kyun nahi hai?
Arjun: kyunki SIR ye sab planned tha aur jin logo ne hamla kiya hai unhein hamarein baremein sab pata tha aur ye sak.kidnap karn ki plan tha, unhe sab pata tha ki hamara next move kya hai.
Shree{scared} : sir Riya akeli hai.
Rathore: damn it Rawte tumse ek bhi kaam nahi hota kya.
isha: aaplog baad mein jagad[fight] karlena abhi Riya ke paas chalein.
Chotu: aur Chandniji ka kya sir.
Arjun: maine kaha naa dont worry.
Rathore: o shut up Rawte, tum kabse itna careless ho gaye?
Liza: please sir kuch toh boliye.
Arjun: main careless nahi balki tum mujhe samajh nahi rahe ho... Samjhaun? (all nodded in yes except rathore who stared at him.)
"mujhe pehle se pata tha inn logo ke plan ke bareimein, isi liye maine,'' Arjun said while lifting the table cloth and all shocked to see the prson underneath.
all: Chandni...
Aisha: agar Chandni yaha pe hai toh kidnap kaun huwa hai.
Arjun{calmly} : Riya ...(all looked towards him) ... haan Riya hi kidnap hui hai... balki aisa kahoon ke ye hum dono {Riya and Arjun} ka plan tha.
"par Ri theek toh hogi?" said Liza who was treating Chandni.
Arjun (smile) : bhale hi mujhe unlogo pe bharosa nahi hai par apni Riya pe hai aur shayaad aap sab bhool rahe hai wo ETF ki eham hissa hai aur Reserch specialist ke sath sath Martial Arts expert... samjhe ya samjhaun?.
------------------------------------------------------------
Precap:
"Shree maine Riya ki baal mein tracking device fix kiya hai check her location," Arjun said.
Shree: yes sir and its working.
------------------------------------------------------------
* Cse solve hoga ya phir kuch hone wala hai? kya Arjun har baar ki tarah sahi hai ya phir...
ETF ke mission ke bareimein kaise pata Sik ko ka koi Traitor hai.***
TO KNOW MORE STAY TUNED AUR GUESS KARO... PLEASE in ur comment as i might take the comment as the next chapter aur agar like kiya toh press like .
And do tell whether u want Pm as i dont wanna bore anyone like someone mentioned before... please.
930