Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 21 Aug 2025 EDT
DASHI FUTTT 21.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 22 Aug 2025 EDT
THAKELA LOVE 22.8
Book talk reading challenge September 2025 ~ Sign up open!
Chal jhooti; Shaadi ka Har nhi Fansi ka zehrila Fanda (pics only)
August disaster. Will Param Sundari save BW this month?
Mann main koi aur, shaadi se kisi aur
Anupamaa 21 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Vivek Agnihotri - Nobody Should Name Their Child Taimur
Danger - Param Sundari | Sidharth M, Janhvi K | SONG OUT
Vivek Agnihotri Calls Maharashtrian food 'gareebon ka khana'
27 years of Dil Se
Geetmaan finally got married 😍
🚨 Scheduled Downtime Notice 🚨
Bluffmaster IF Season 1 (Sign-up Open)
Originally posted by: TINASINGHPS
very beautifully portrayed...every 1 , s reaction justified...haaww shree slapped ri...but every thing went right...khair is precap ka to hum kab se wait kar rahe the * wink*cont soonthnk fro pm n all ur replies
Originally posted by: jeelGandhi
Hi...!
just read ol d parts...Loved dis story...Awesome...Superb...Totally diff concept...Riya's talj were so cute... when she was like a kid...Arjun was so caring...Wow finally she is OK...Waiting 4 ariya part...nd more...PLz pm me...Continue soon...
Originally posted by: ariyabestfan
omg..riya lost her faith on arjun..
thank god shree ne sara truth ri ko bataya..poor girl was heart broke to know about her mother..dr jain n arjun conversation was nice..precap is really interesting..ab ariya lkove story suru hogi..me waiting..plz continue soonthanks 4 pm
update soon
PART 10 A
After the drive they reached Mumbai. Arjun dropped everyone to their respective places took riya along with him to his place. There was an awkward silence between the two of them both were unaware how to start the conversation.
Arjun could see riya was nervous & bit scared too about all this due to this sudden marriage so he preffered to be silent this time & let riya speak to her. After a while they reached the house & arjun stopped the SUV in front of his house. Both get down & entered the house but before they could enter the house .
sumitra stopped them n said "Ruko pehle riya ka swagat to karne do aaj wo theek hoke pehli baar tumhari patni ki tarhah is ghar main kadam rakh rahi hai"
Arjun tried to protest a bit as riya will really feel awkward regarding these rituals but sumitra was firm to do all the rituals as riya was entering his house in her senses for the first time. She smiled & went inside the house and brought the things required for rituals she placed the kalash at the entrence and asked riya to hit the kalash with her right foot & enter the house. Riya did all what sumitra said n she entered the house of arjun n was welcomed by aarti done by sumitra.
All went inside & arjun said to riya "riya ye sumitra kaki hai hamare pados main rehti hai aur inhone hi tumhe sambhala tha yaha" Riya smiled n touched her feet.
Sumitra blessed her saying "jiti raho beta"
riya smiled & Arjun said "jao riya change karlo aur thoda aaram karo thak gayi hogi na" r
iya went inside to change & sumitra said "mujhe sameer ka call aaya tha ki riya ab theek ho gayi hai arjun mujhe bahut kushi hai ki riya theek ho gayi"
Arjun said "Haan kaki main bhi kush hoon ki riya theek ho gayi main khud bahut ghabra gaya tha uska reaction dekh kar par shree ne use bahut acche se handle kiya thawo abhi bhi bahut sehmi hui hai is shadi ki vajah se"
Sumitra said "Haan beta wo to hoga hi achanak uski zindigi poori tarha badal gayi hai wo dari hui to hogi na par use thoda waqt dena taaki wo khud ko sambhaal sake aur jab wo sambhal jaayegi to apna faisla khud legi"
arjun nodded & sumitra said "accha ab main chalti hoon mujhe kaam hai tum riya ka khayaal rakhna aur koi zarrorat ho to mujhe bata dena"
Arjun said "thanks Kaki aapki zarrorat padegi to main bulwaa loonga" Sumitra smiled & left the house. Arjun went to riyas room riya had already changed into comfortable casuals & was setting her her room.
Arjun said with a smile "Main help kar doon?"
riya got a bit scared & clothes just droped down from her hand which she was putting into almirah.
Arjun saw this & said "riya relax please shant ho jao darne ki zarrorat nahin hai aur main tumhe kha nahi jaaunga"
riya smiled a bit when she heard arjun trying to comfort her ,arjun said again "riya main samajh raha hoon ki tumhare liye ye sab naya hai aur bahut akward bhi hai par trust me ise apna ghar samjho aur jab tum comfortable ho hum khul ke baat karenge aur ye situation jitni tumhare liye difficult hai utni mere liye bhi aur wo bhi tumhare theek hone ke baad par main kya karron riya mere paas isse accha koi option nahin tha warna aaj log tumpar ilzaam lagate"
riya said "main jaanti hoon sir ki aapne ye sab majboori main kiya hai warna aap mujhe is ghar main wo jagah nahin dete jo roshni ji ki thi"
Arjun said "shayad tum theek keh rahi hoo par Roshni bhi to janati hai jisse maine is ghar main uski jagah di hai usne apni jaan ki parwaah na karte hue use insaaf dilaya tha aur tumhare bina main roshni ko kabhi insaaf nahin dila paata Riya khair ye sab chodo tum coffee piyogi?"
Riya smiled at Arjun n asked him quizzically "Aap coffee banayenge? Par apko to chai pasand hai na"
arjun smiled n said "haan mujhe chai pasand hai par roshni ko coffee bahut pasand thi isliye mujhe bhi banana aati hai aur sirf coffee hi nahin mujhe khana bhi banana aata hai"
Riya looked at arjun with surprise & said "Really sir! aapko pata hai mujhe to paani aur ande ubaalne ke ilava kuch nahin aata aapko pata hai mummy---"
suddenly harsh reality that her mother is no more hit her mind & her words trailed off after that. She became gloomy all of a sudden remembering her mother & fresh tears rolled down her eyes. Arjun saw this & said holding her shoulders "please riya tumne mujhse promise kiya tha kitum strong rahogi aise karogi to khud ko kaise sambhaloogi?"
riya said "Sir main aapke jaise strong nahin hoon mujhe shayad khud ko sambhalne main waqt lage"
Arjun said "strong shayad mujhse zayada kamzoor aur koi nahin riya yadi main waaqai itna strong hota to shayad aaj roshni mere saath hoti main aisa nahin hota jaisa main aaj hoon "
Riya said "please sir aap aisa mat kahiye humare saath jo bhi hua wo sab haadsa tha na aap kamzoor nahi hai aur na akele hum sab aur poori ETF family aapke saath hai"
Arjun said "to kya ye family sirf meri hai riya? tumhari bhi hai na.."
riya smiled n said "to chaliye sir aaj aapki cooking test karte hai mujhe aapke haath ki coffee peeni hai"
Arjun smiled & said "Ok done tum ye sameto main coffee banata hoon"with that riya resumed her work of cleaning n placing her room & arjun went to kitchen to make coffee for riya.
Arjun kept the milk to boil for coffee & started to make it. By the time coffee was ready riya came out of the room after she was satisfied by her arrangements.
Arjun placed his tea & her coffee on the table & said "Aao riya coffee tayyiyaar hai" She sat on the couch & arjun took the seat beside her.
She tasted the coffee & said "Sir coffee to bahut acchi bani hai aap itna accha khana banate hai mujhe maaloom nahin tha par aapko maine kabhi khana banate nahin dekha"
arjun said with a tinge of pain in his eyes "haan kyuki jiske liye banata tha aur jo mere khane ko bahut pasand karti thi wo to chali gayi..."
after a pause says composing "haan par kaki hai na wo bahut accha khana banati hai main yadi karna bhi chahu to mujhe karne nahin deti fir main akela kis ke liye banau"
Riya then asked "Sir par ye sumitra kaki ..."
before she could complete arjun said "Hana riya unki bhi apni kahani hai hai unke dono bacchee unhe chod ke US chale gaye gujrat main unka bahut bada ghar tha aur property bhi par unhone kaka kaki ki marzi ke bagair use bech diya kaka unse baat karne aur milne Mumbai aaye par unhone ek nahin suni aur dono paise leke US chale gaye aur laut ke nahin aaye kaka aur kaki ne yahi ghar kiraye pe liya aur unki khud ki bhi personal property thi use bech ke yahi ghar khareed liya aur kaki to government college main principle reh chuki hai to unki pension bhi hoti hai kaka kaki ko shayad emotional support ki zaroorat thi us waqt"
& riya said "aur wo unhe aapne diya hai na"
Arjun smiled & said "haan par riya kuch log saari zindigi ghar ke liye bachate hai aur kuch ko ghar ki zarrot hi nahin bachti"
Riya said "haan sir par unhono jis tarha mera khayal rakha aur aapka bhi bade badnaseeb honge wo bacche jo aise ma baba ka pyar thukra ke chale gaye"
SCROLL DOWN FOR PART 10 😊
PART 10 B
Arjun said "haan riya sahi kaha par hum bahut kush naseeb hai ki hame unka pyar aur aashirwaad mila "
riya nodded with a smile n suddenly said "Sir aapse baat poochu aap gussa to nahin karenge?"
Arjun smiled n said "Kya poochna hai?"
riya said "Sir aapki family? Aap unke paas kyu nahin gaye"
Arjun was bit surprised at her question but said "roshni mere baba ko pasand nahin thi kyuki wo bahut bade industrialist the aur wo ek maamoli school teacher baba mujhe pehle hi IPS join nahin karne de rahe the wo mujhse bahut naraaz the par roshni se rishte ke baad to unhone mujhse saare rishte hi tod diye maa ne bahut koshish ki thi baba ko manane ki par wo nahin mane mere shaadi ke 2 mahine baad maa ki maut ho gayi aur baba uske baad aur bhi patthar dil ho gaye" takes a deep sign & continues saying "par maine baba ko nahin choda hai unke baare main saari janakaari rakhta hoon taaki koi problem hone par main jald se jald untak jaa saku"
Riya said "sir aapne kabhi ye sab kissi se share nahin kiya na?"
arjun nodded in negative & said "uska koi fayda nahin riya baba kabhi nahin maante aur jo log mujhse jude hai main kisiki beizzati bardasht nahin kar sakta"
Riya nodded & said "I am sorry sir shayad mujhe ye sab nahin poochna chahiye tha"
Arjun said "its Ok riya galti maine aur papa ne ki or sorry mere dost bolte hai" They chatted for a while & by that time it was late evening around 8 PM.
Sumitra entered the house to check for dinner & found that both are chatting.
Sumitra said entring the house "are arjun riya shyam ho gayi hai beta main khana laga doon tum log khaoge kya?" both turned to sumitra & arjun said with a smile "Haan kaki hum bas aane hi waale the kaka kahah hai?"
Sumitra said "wo zara kaam se nikale hai 2 din ke liye apne ek dost ke bte ki shadi main"
arjun nodded to her & riya excused her self to fresh up & moved out of the room. Sumitra asked arjun "beta ab kaise hai Riya? Uska chehra dekh kar lagta hai ki bahut bechain hai"
Arjun said "Haan kaki wo bahut dari hui thi maine koshoish kithi baat karne ki aur use comfortable karne ki par waqt to lagega na aur phir jiski poori duniya ek hi pal main badal gayi hoo to wo aise hi react karega"
Sumitra said "tum chinta mat karo beta riya bahut bahadur hai aur samajhdaar bhi wo jald hi sab samajh jaayegi aur phir tum aur hum sab hai na uske liye"
arjun smiled at sumitra n sumitra said "par ek baat bolu arjun riya ke saath itna kuch ho gaya hai fir bhi wo mazbooti se sab kuch jhel gayi isliye koshish karna ki wo tere paas kush rahe use wo is waqt pyar aur apnepan ki zarrorat hai"
Arjun said "Haan kaki aapne theek kaha aaj achanak apni maa ka jikra kiya aur rone lagi thi"
sumitra said "haan wo to hai us bechari ko ye bhi nahin pata chala ki uski maa ki maut ho chuki hai" riya enters the room & passes a weak smile to sumitra & asks her to come along & bring food from her house as arjun was attending some official call.
Riya came to sumitras house n sumitra said "beta main jaanti hoon ki tumhare liye ye sab kitna mushkil hai main ek aurat bhi hoon aur maa bhi is liye tumhari takleef shayad mujhse accha koi nahin samajh sakta hai main bas ye kehna chahti hoon ki jab tak main yaha hoon tum kabhi apni maa ko miss nahin karogi" riya hugged sumitra n tears started rolling down her cheeks.
Sumitra parted after a while & wiped her tears & kissed her forehead saying "bas beta tum aur arjun kush raho yahi bahut hai hamare liye" both took the food to arjuns house & all had their dinner with usual chit chat & riya also gelled very well with both of them.
After the dinner sumitra went back to her place leaving ariya alone in the house.
Riya was sitting in her room after dinner when arjun entered & asked riya "riya walk ke liye chalogi?" riya first was surprised but she nodded & went along with him for a walk.
Arjun seemed to be in a good mood & enjoying the light breeze of the evening.
Riya wanted to strike the conversation but was hesitant but arjun sensed it & said "kya baat hai riya kuch kehna chahti hoo?"
riya looked at him with surprise & said "haan main kuch kehna chahti thi sir"
Arjun said "to fir kaho na"
riya said hesitantly "sir main ETF wapis join karna chahti thi wo bhi jald se jald kaam main lagi rahongi to ye ulte seedhe khayal nahin aayenge"
Arjun smiled & said "riya tum ETf zarror join karna par kuch din ke baad abhi abhi tum itne bade accident se bachi ho aur zara dekho abhi bhi ghav theek nahin hue hai poore tareeke se jab tum theek ho jaoogi to tum wapis ETf join kar lena waise maine iske liye pehle hi baat kar lee thi rathore se aur kal rathore khud IG sir ko details deke tumhara joining letter tumhe dedega"
Riya smiled & said "par aapko kaise pata ki main joining ki baat karrongi ?"
Arjun said "hum sab tumhe acchi tarha jaante hai riya so don't worry sab ho jaayega par tum bas jaldi se theek ho jaao" riya nodded & they kept on chatting for a while & exploring the beauty of the nearby park.
Arjun said "tumhe greenery bahut acchi lagti hai na?"
riya smiled n said "haan bahut acchi lagti hai mujhe bada maza aata hai chote baccho ko aise khelte dekhna yaha"
Arjun smiled & said "haan tumhe pata hai jab main tumhe yaha leke aaya tha tab tum har shayam zidd karti thi yaha aane ki aur khelne ki aur jab mujhe deer ho jaati thi office main to bahut gussa karti thi"
riya gets embarrassed at this & says "I am really sorry sir maine aapko bahut pareshaan kiya hoga na?"
Arjun said "Nahin par mujhe bahut maza aata tha tum bachpan main zarror bahut cute rahi hogi aur badmaash bhi"
Riya said with a surprise "badmassh kyu rahi hoongi?"
Arjun replied with smile "wo isliye ki tum kaki ko khana khane main bahut pareshaan karti thi aur yaha ke baccho ke saath bahut masti karti thi tumhe pata hai tumne sabke per name bhi rakhe the?"
riya was surprised & embarrassed too that what all she has done in her mental state arjun saw her embarrassed so he said "riya please aise mat react karo waise tumhe kahah pata tha us waqt ki tum kya kar rahi hoo so relax lekin tumne sabke bade pyare pyare naam rakhe the lekin mujhe sabse accha mera naam laga tha"
now this was really surprising for riya & she said in her mind "hey bhagwaan maine arjun sir ka bhi naam rakh diya tha pata nahin unhe kaisa laga hoga jab main kissi ajeeb se naam se unko bulati hoongi"
Seeing her lost arjun said "kya baa hai riya kya sooch rahi hoo?"
she nodded in negative & arjun said "to poochogi nahin kitumne mera kya naam rakha tha?"
riya with an embarrassed face asked "Kya aapko vakai accha laga tha ya aap meri kichai kar rahe hai?"
arjun smiled & said "Nahin aisa kuch nahin hai tum mujhe ajju bulati thi aur mujhe bahut accha lagta tha" riya smiled lightly & after some time they came back & dozed off to sleep soon as arjun had to go office tomorrow.
So how was it guys please drop in ur comments as I write for u guys so please do let me know all ur bashing, feedback & suggestions are more than welcome excuse for typing & formatting errors love u all
EDIT CREDIT : Pravalika 😊 Good work dear 😃
Regards Goldie
Thanks JheelGlad u liked itIf u want PMS plz add me in your buddy listStay tuned n keep commenting 😊
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Surprise!!! [NOCOPY] So before anybody asks; No, this is not the CID crossover story. That is still under writing and will hopefully be...
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
Hey there guys! I'm looking for a story with Ariya. I'm not sure if it was a SS or FF. It goes something like this. Riya took Xora and was...
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
627