Originally posted by: kaveriw2008
Omg ariya marriage
I 1st time really don't want it...
Update soon
🏏T20 Asia Cup 2025: UAE vs Pak, 10th Match, Group A at Dubai🏏
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 18th Sept 2025
HEALING SHUROO 18.9
Premiere - The Ba***ds Of Bollywood
Akash Ambani constantly holding radhika's hand and waist
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 18, 2025 Episode Discussion Thread
🏏T20 Asia Cup 2025: AFG vs SL, 11th Match, Group B at Abu Dhabi🏏
Soo EMA or SR?
Anupamaa 17 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Deepika Removed From Kalki 2
Bollywood Celebrates Modi's 75th Birthday
The Ba***ds Of Bollywood - Reviews
Nerdtastically Navratri (CC Game, Sign Up Open)
Abhishek reminds me of young Puneet Issar
And Ranveer Singh was never the same anymore after that day
ABC Pulls Jimmy Kimmel Off Air for Charlie Kirk Comments
Buddhiya ki Nautanki
Who is more beautiful? Mariah Carey or Kareena Kapoor?
Anupamaa 18 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Alia bhatt special topic
Originally posted by: kaveriw2008
Omg ariya marriage
I 1st time really don't want it...
Update soon
Originally posted by: Radhika Shah
Great update...
Originally posted by: zubiya92
Awesome update
Love it
Cont soon
Part 8
On the way to arjun's home his phone was constantly ringing but he didn't answer to one of them... rathod noticed that...
Sameer: riya ka phone hai na!?
Arjun just nodded in positive
Sameer: to baat kyun nahi karta use... pick up the phone arjun...
Arjun: sam mein janta hun ki mein kya kar raha hun... ghar pahochke baat karte hai...
They reached home and both were sitting on the sofa... riya again called him... and sent "sorry" text message... Arjun showed that to rathod and had victory smile on him... however rathod wasn't look that happy...
Sameer: arjun... kyun use bichari ko pareshan kar raha hai... bahut bura lag raha hai yaar... uske liye...
Arjun: Sam tumhe kya lagta hai... ye sab karte hue mujhe khushi mil rahi hai... nahi... mein koi rakshash nahi hun... par jo bhi kar raha hun usike liye hai... agar aaj me use bahut dard pahuchaunga... takleef dunga... aur bahut hi buri tarah se peshaunga to kal 6 moths baad jab ye rishta tut jayega to use dard nahi hoga balki ek shukun milega... wo relief feel karegi... ki aise aadmi se peechha to chhuta...
Sameer: ye kaisa logic hai arjun? future me milne wale jis dard se tu use bachana chahta hai wahi dard tu use ab de raha hai... kuchh bhi karle dard to use milega hi na mere yaar... kya aisa koi rashta nahi jisme use bichari ko koi takleef na ho... waise bhi humare profession me hum family ko involve nahi karte... par ise bar humne hi ye shuruat ki hai... pata nahi iska anjam kya hoga...
Arjun: anjam to use sikander ka bura hone wala hai sam... ab hume humare plan pe jald se jald action lena padega... rathod jis kaam ko hum 3 din baad anjam dene wale the use kal hi karege... Raghu sir ko call karo
Sameer: what? Kal? Par kyun Arjun... aur jaldbazi me kahi koi gadbad naa ho jaye...
Arjun: kuchh nahi hoga Sam... mein jald se jald sikander ko pakadna chahta hun... aur nahi saha jata mujhse ye juthe pyar ka natak... sach to ye hai ki jyadatar me riya pe apni frustration hi nikalta hun... apne payar se juda rehne ka gussa usko chot deke nikalta hun Sam...
Sameer: I can understand arjun... kal subah hote hi me Raghu sir ko call karunga...
Both went in to their rooms... arjun was laying down on his bed but he wasn't sleeping... he was rembering Roshni...
"Roshni had wore pink slwar kameez with withe dupatta... she was calling arjun's name while standing in his livingroom...
Roshni: Arjun... Arjun... kaha ho tum? Kitni der kar rahe ho... chalo na baba film shuru hojayegi...tum to jante ho na mere favorite hero salman khan ki movie hai... i cnat afford to miss his movies...
Arjun came out silently and screamed in to her ear...
Arjun: booo...
Roshni was scared and screamed really loud and closed her eyes... Arjun was burst out...
Arjun: roshni roshni... relax... its me... relax... kitni dar gayi ho tum...
Roshni: arjun tumne meri jaan nikal di thi...
Arjun: kaisi bat kar rahi ho roshni... (taking her face into his arm) tumhari jaan nikal jati to mere andar jaan reh jati kya... roshni se hi arjun rawte ki zindagi roshan hai tum nahi to ye zindagi bhi humesha ke liye andhero me dub jayegi...
Arjun came back in present time when his phone rang... he looked his cell phone and put it back then he took out another phone from the drover next to his bad and looked at the screen of the phone and he got big smile on his face... he picked up the phone...
Girl: "Saans tham jati hai par jaan nahi jati, dard hota hai par awaz nahi aati...
Ajib log hai ise zamane mein... koi bhul nahi pate aur kisi ko yaad nahi aati"
Arjun: Roshni... tumhe kaise bhool shakta hun... ek baar ke liye saans lena bhool shakta hun par tumhe kabhi nahi... aur rahi baat yaad karne ki to suno
"din me bhi yaad aate ho, raat me bhi yaad aate ho...
kabhi kabhi itna yaad aate ho, ke aaina hum dekhe to nazar tum aate ho"
Roshni blushed...
Roshni: kya baat ahi ACP Rawte... aap humse kuchh din dur kya ho gaye aap to shayri bhi karne lage hai... ye sach me humse judai ka asar hai ya koi aur gazal mil gayi hai...
Arjun's smile got disappeared... riya's thought came across his mind...
Roshni: arjun... kya baat hai? Tum thik to ho...
Arjun: haa rosh... mein thik hun bas kaam ko leke thoda stress me rehta hun... mein ise waqt bahut hi secret mission pe hun... isiliye tumse baat nahi ho pati tumhe call nahi kar pata...
Roshni: Arjun tumhe mujhe safai dene ki zaroorat lagti hai kya? Mein nahi janti ki ye wardi aur use judi duty tumhare liye kya maine rakhti hai... (arjun feel relieved and got proude smile) ACP Arjun Suryakant Rawte chahe koi bhi situation kyun na ho humesha apne farz aur duty ko mujhse pehle hi rakhna... Kabhi bhi meri fikar mat karna kyunki mein tumhara zindagibhar ke liye intezar kar Shakti hun...
Arjun: aaj mujhe tumpe bahut garv mehsus ho raha hai... tumhari ye hi samjadari bhari baato pe mujhe aur bhi zyada pyar ho gaya hai... kal se zyada aaj tumhe chata hun aur
Roshni: aur aaj se jyada kal tumhe chahti rahungi... are insab baton me tumhe ek baat batana bhul hi gayi... next week karva chauth hai... waise to shaadi-sudha aurate rakhti hai par mein bhi rakhne wali hun... mera pehla karvachauth...
Arjun (sad): wo bhi mere bina...
Roshni: arjun itne udas mat ho... tum dur rehke bhi humesha mere pass hi rahoge... tum meri ruh me base ho... to jabtak ye zindagi hai tum humesha mere pass hi rahoge... aur fir ye to sirf pehla karva chauth hai... future me aane wale sare karva chauth hum sath hi to manane wale hai.. right!!
Arjun: roshni... tum ye kaise kar leti ho... kitni bhi udasi kyun na ho tum jat se use gayab kar deti ho...
Roshni: ye hi to meri speciality hai... duskh, dard, mayushi, udashi ye sab to tumhari zindagi me rehne hi nahi wale... mein sab ko gayab kar dungi...
Arjun: you've already done it roshni... meri life me ab sirf khushiya hi khushiya hai... thank you roshni... for coming into my life... And I LOVE YOU... I REALLY LOVE YOU
Roshni: I love you too arjun... ab so jao... aur jaldi se apna mission complete karke aur mere pass wapis ajao... good night
Arjun(with smile): good night...
thats it for now...
thank you...
and keep reading it and if you like then hit like button and leave your comments here!!
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Let's join in the journey of Acp Arjun Suryakant Rawte and Riya with her son Abhimanyu.
What will happen when Arjun and Riya works with cid team.
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewingânot...
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
887