Ya woh tou hai... Orr Biryani Bhi kaun sa Jaldi pakti hai...kitna time Leti hai... Aur yeh waali tou kuchh jiyada hi time legi... Ismein jo Chicken hai na woh pakne mein time lene waala hai 😃Originally posted by: aliya_begh
apne ustad ki muh ki baat cheenli tum ne😆
biryani Jab tak pakti nahi..palao he khalenge aur kya😉
124