HOLI OS ON RAEHA
After the holi party they all decided to go to their home.
Sameer Rathode is holding Ayesha by her waist .
Ayesha: Sameer Sir mujhe ghar nahi jana.
She sits in the middle of the road.
Sameer: Ayesha please uthho sab dekh rhen hain.
Ayesha: nahi mujhe yahi bethna hai aap bhi yahen betho na.
She pulls him towards her.
Ayesha : maza aa raha hai na.
Sameer stands and clean his shirts.
Ayesha: isay saaf karnay ki kiya zarorat hai ye toh pehlay hi gandi hai.
Sameer : Ayesha hath do mujhe.
Ayesha: no .
Sameer: please Ayesha.
Ayesha:: theek hai par ek shart par.
Sameer: kiya shart hai.
Ayehsa: bhool gai.
Sameer: Ayehsa please uthho.
Ayesha makes puppy face and smiles.: ok.
They walk towards the car. Sameer holds her by her shoulder because she is totally in drinking state.
Ayesha: hum kahan jar hay hain Sir.
Sameer: Hum car ki taraf ja rhay hai.
Ayesha: nahi mujhay pedal ghar jana hai.
Sameer: pedal ghar kaisay jao ge ghar buhat dour hai.
Ayesha: par mujhe is car mei nahi jana.
Sameer: phir kis car par jao ge.
She is clapping with joy.
Sameer: aab kiya huwa kyun hans rahi ho.
Ayesha: Paani puri.
Sameer: is waqt pani poori kahan milay gi.
Ayesha: wahan.
Sameer: wahan koi nahi hai Ayesha.
Ayesha: wahan pani poori wala hai aur mujhay abhi pani poori khani hai.
Sameer: par aapki pani pori wala kahan hai.
Ayeha: waha hai.
Sameer: oh wahan hai
Ayesha: chalen khanay.
Sameer: ha kyun nahi par ek shart par.
Ayesha : kaisi shart.
Sameer: tum phir chup chap mere sath ghar chalo gi.
Ayesha: ok.
Next moments they areinfront of Pani Poori stall.
Sameer: bahiya do Paani Poori ki plates banaeay ga.
Ayesha: sir ki plate mei mirchi zayda bilkul inki tarha.
Sameer: Ayesha.
Ayesha: khaen na kharay kyun hai .
Sameer: ok I will eat.
Sameer : buhat tekha hai ye paani.
Ayesha: pani nahi dena bhaiya inko .
Sameer: kyun
Ayesha: aap aaisay hi khaen na, mujhe toh teekha nahi lag raha hai.
Sameer: Ayesha..
He drinks water and feels relief,
Sameer: aab chalen madam.
Ayesha : ha.
Sameer: ok.
Ayesha: car kahan gai.
Sameer: ye toh rhi.
Ayesha: par meri car kahan hai.
Sameer; Ayehsa tum Arjun k sath aai thi.
Ayesha: Par Arjun sir kahan hai.
Sameer: wo riya k sath hai.
Ayesha: Riya un k sath kyun hai.
Sameer: kahan phass gaya mei. Kaisay jawad dun is k sawalon ka.
Ayesha: bataen na Riya un k sath kyun hai.
Sameer: Riya Arjun ki wife hai isliay us k sath hai.
Ayesha: toh mei un k sath kyun aai thi.
Sameer: kyun k mei nay usay tumhain lanay ko kaha tha.
Ayesha: aap nay mujhe kyun bulaya tha.
Sameer irritated by her KYUN.
Sameer: kyun k mujhe aapnay pairon par khulhari marnay ka shoq sawar tha.
Sameer: chup betho aab ek lafz bhi nahi bolna.
Ayesha keeps her finger on her lips, he starts to drive the car she is still keeping her finger on her mouth.
Sameer stares her. After 5 minutes.
Ayesha: mei kuch bolun.
Sameer: nahi.
Ayesha: mei phir bhi bolun gi.
Sameer; bolo kiya bolna hai
Ayesha: hum kahan hai
Sameer: hum raste mei hai, tumharay ghar ja rahay hain.
Ayesha: raste mei hum dono ghar kaisay jaen gay ,
Ghar walay ab hum ko khud laynay aaen gay.
Sameer stop the car she shouts.
Sameer applies brake and says her.
Sameer: what happened car kyun rukwai.
Ayesha: aap mujhe chor do ghar walay khud lenay aaen gay.
Sameer: tumharay ghar wakay kaisay lenay aa saktay hai.
Ayesha: ganay mei kiya tha, ghar walay khud lenay aaen gay hum yahen intezar kartay hai.
Sameer: Ayesha wo song hai reality nahi .
Ayesha: really .
Sameer: yes
Ayesha: aap mere ghar jar hay hain na.
Sameer: ha
Ayesha: toh car mei chalaun gi.
Sameer: kyun?
Ayesha: kyun k aap ko merey ghar ka address nahi pata.
Sameer: mei janata hun tumhara ghar kahan hai.
Ayeha: nahi mujhay drive karana hai.
Sameer: Ayesha please aab chup ho jao.
Ayesha: ok
Sameer: lo tumhara ghar aa gaya.
Ayesha: mujhe nahi jana mujhe aap k sath kuch dyar aur rehna hai.
Sameer pick her up in his arms and stands her infront of her apartment, he takes her flat keys from her hand bags and unlock her apartment.
Sameer laid her on her bed and place pillow under her head.
Sameer: aab so jao subha ETF Mei miltay hai.
Ayesha: aap jar hay hain.
Sameer: ha .
Ayesha: abhi nahi jaen.
Sameer: tumhain abhi chari hui hai subha tak tumhara nasha utar jaey ga phir tum sab bhool jao ge.
Ayesha: nahi jaen na please.
Sameer: theek hai tum aankhein band karo mei yahen hum tumharay pass.
Ayesha: promise.
Sameer: Promise.
She close her eyes when he realize that she is in deep sleep he free his hand from her hand and rushes outside his apartment.
She opens her eyes and stands up and see him too go.
Ayesha POV " ye mere life k sab say best holi thi is Holi ko mei kabhi nahi bhool sakti nashay mei honay k bawajood bhi mujhe sab yaad hai aur hamesha yaad rahay ga Sameer" she stop for a second and take a deep breath "Sir"
Edited by sumbulqaiser - 12 years ago