Originally posted by: ankita2804
Aasmaan kahta hai rab se
Tune chaand do kyun banaye..
Ek me diya hai daag,
Dusra hai saaf saaf,
Sabki nazar us pe jaye..haaye..
Wohi to hai
mera hai wohi to...
Jise dekh dekh chaand jalta hai
Rab ne kaha...
Ae aasmaan..
Usse bhej kar zameen pe hum bhi pachhtaye... ❤️