CHAPTER : 4
Next morning riya get up in her bed cudling the pillow.. When her papa called her and wake her up..
She quickly get up nd get ready for offine.. She was in black shirt and blue jeans..
At ETF office..
Shree, riya, sneha and chottu were in confrence room.. When rathod comes in follwed by arjun..
Rathod : guys its a serious case this tym.. Samajsevika Mrs. Shaiyna khan ki dead body mili hai unhi ke office mai..
Riya : sir mere pas unki kuch info hai..
Rathod : okk tell us riya ..
Riya : Mrs. Shaiyna khan, age 35 yrs. Married to Mr. Parvez khan fr 15 yrs. Has done a lot of good fr society.. Recently was awarded too. Has 2 kids.. Twins.. Riyan and Ruhi..
Rathod : good job riya.. Team lets go..
They went to crime scene..
Rathod after examining the whole site.. : team split out.. Rute aur riya tum shaiyna ke ghr jake bacho aur pati se info lo. Sneha tum body ki autopsy karo jaldi i want report soon. Chotu aur Shree tum sare phone calls tap karo nd vo kaha aati thi jati thi, kisse milti thi sab pta karo..
Everyone : yes sir..
In car..
Arjun sees riya's hand and say..
Arjun : riya tumhara hath kaisa hai ab..?
Riya : its fine sir..
Suddely song plays in radio.. I m in love... I m in love...
Riya starts to enjoy song and arjun watches her by corner of his eyes and think.. How could someone be so innocent.. Nd brave too..
They reach their destination..
Arjun : hi. I m ACP Arjun nd this is Riya. From ETF.. We r here to enquire about ur wife's murder..
Parvez : ohh comin sir.. She was a diamond.. I love her a lott.. I still cant imagine she left me all alone.. Ab me kaise jee paunga apni shanno ke bina.. And he started to cry..
Arjun : aapko kisi pe shak.. Unke behaviour mai koi change ..??
Parvez : nhi sir mjhe kisi par shak nhi.. Par haan vo bol rhi thi ki kuch bada hone wala hai.. Bhot bada.. Nd bhot galat ho rha hai..
Arjun looks riya and she looks him..
Arjun : woh kya koi diary maintain karti thi ya koi aur jagah jaha vo apne private documents rakhti ho..?
Parvez : haan sir vo apne laptop me sab rakhti thi..
Arjun : kya aap hume vo de sakte hai..?
Parvez : ji abhi laya..
Arjun : riya shree ko abhi call karo and yaha aane ko kaho..
Riya : yes sir.
Parvez : yeh lijiye..
Riya : kya hum aapke bachho se mil sakte hai..?
Parvez : haan.. Bt plzz unhe zada stress mat di jiyega.. Vo bechare apni maa ki maut se bhot disturb ho chuke hai.. Pta nhi me akele kaise sambhalunga unhe..
Riya and Arjun goes to their room.. A sweet girl of 12 yrs sitting on bed holding the photo frame of her mum. Nd a boy standing near window.
Riya : hello kids. I m Riya ndhe is ACP Arjun.. We need hlp of u guys..
Ruhi : hi i m Ruhi..
Riya goes near her and took her in her arms nd start caresing her hairs. While arjun stand leaning to the main door..
Riya : hi ruhi.. I can understand tum kin conditions se guzar rhi ho. But beta u have to be storng. See ur mother was such a strong , brave nd determined lady and u both have to be like her.. U have to support ur father too.. Unke pass aap dono ke alawa kuch nhi hai..
Ruhi : can i call u riya di..
Riya : bilkul beta..
Ruhi hugged riya nd started crying..
Riya : plzz baby dnt cry.. See lyf moves on.. Jane walo ke jane se lyf ruk nhi jati.. Lyf is like a river.. A continuous river.. Jo hamesha flow karti hai.. Kisi ke liye nhi rukti.. (she looks at arjun who is listing her very carefully) (she continues)
beta mai yeh nhi keh rhi ki forget ur mom.. I knw apni lyf ke sabse important logo ko bhulna bhot mshkil infact impossible hai.. Bt phir bhi aage to badhna padta hi hai jeena to padta hi hai.. Apne liye nhi to unke liye jo tumhare liye jeete hai jo tumse bhot pyar karte hai.. See ur dad.. How upset he is.. How alone he is.. Aapko support karne ke liye vo hai.. Lekin unke support ke liye koi nhi.. Ab aap dono ko unka support banna hoga.. Nd socho.. Agar aap aise rooge to aapki muma ko kitna pain hoga, aapko aise dkhkar unke soul ko peace kaise milega..??
Ruhi : haan di.. Aap sahi keh rhi hai.. Mai brave banungi. Apne papa ko support karna hai mjhe..
Suddenly they see riyan in anger and in pain.. He storm out of room..
Arjun and riya stare each other..
Ruhi : riyan aisa hi hai bhot gusse wala.. Ammi ke jane se woh bhot pareshan hai..
Riya : ruhi hame btao ki kya aapki muma ne aapko kuch btaya.. Ki vo kya karne wali hai..
Ruhi : nhi di ammi ne kuch nhi btaya.. Par ek baat hai.. Me nhi janti ki ammi ki death se kuch kene dena hai ya nhi but ... Ammi uske baad kafi pareshan thi and riyan bhi..
Riya : hume btao kya hua..
Ruhi : di riyan ka best frnd hai sahil. Vo dono same class me hai.. Hamesha sath hi rehte the nd vo yahi humare ghr ke barabar vale ghar me rehta hai.. Bt 15 days pehle un dono me bhot ladai hui.. Ammi gai vaha aur akele me baat ki sahil se.. Aur uske baad se aur ammi riyan bhot paeshan the..
Riya : okk thanks ruhi.. Its my no. Tumhe jab bhi koi problm ho ya kuch bhi pta chale jst call me anytime.. Okk ??
Ruhi : okk di thannks..
410